लोग मुश्किल में ज़माने की तरफ़ देखते हैं | हम मुहम्मद के घराने की तरफ़ देखते हैं / Log Mushkil Mein Zamaane Ki Taraf Dekhte Hain | Ham Muhammad Ke Gharaane Ki Taraf Dekhte Hain

लोग मुश्किल में ज़माने की तरफ़ देखते हैं
हम मुहम्मद के घराने की तरफ़ देखते हैं

आसमाँ पर भी हुकूमत है मेरे आक़ा की
चाँद-सूरज तेरी ऊँगली की तरफ़ देखते हैं

चाँद-तारों पे हुकूमत है मेरे आक़ा की
चाँद-सूरज तेरी ऊँगली की तरफ़ देखते हैं

जो भी मीलाद सजाता है मेरे आक़ा का
आक़ा रौज़े से उसी घर की तरफ़ देखते हैं

जो भी महफ़िल को सजाता है मेरे आक़ा की
आक़ा रौज़े से उसी घर की तरफ़ देखते हैं

तेरे बच्चों ही के सदक़े से पले घर मेरा
हम तो ज़हरा की 'अताओं की तरफ़ देखते हैं

आ पड़े जब कोई मुश्किल तो नहीं घबराते
हम 'अली वाले हैं, उन्हीं की तरफ़ देखते हैं

ख़ाली जाए कोई मँगता ये गवारा ही नहीं
झोली भर भर के वो साइल की तरफ़ देखते हैं

है मेरी माँ की दु'आ ना'त जो पढ़ता हूँ मैं
रश्क से अहल-ए-हुनर मेरी तरफ़ देखते हैं

होगा जब हश्र बपा देखेंगे उस दिन मुन्किर
आक़ा अपने ही ग़ुलामों की तरफ़ देखते हैं


ना'त-ख़्वाँ:
शहरोज़ क़ादरी
ज़ोहैब अशरफ़ी
हबीबुल्लाह नूरी





log mushkil me.n zamaane ki taraf dekhte hai.n
ham muhammad ke gharaane ki taraf dekhte hai.n

aasmaa.n par bhi hukoomat hai mere aaqa ki
chaand-sooraj teri ungli ki taraf dekhte hai.n

chaand-taaro.n pe hukoomat hai mere aaqa ki
chaand-sooraj teri ungli ki taraf dekhte hai.n

jo bhi meelaad sajaata hai mere aaqa ka
aaqa rauze se usi ghar ki taraf dekhte hai.n

jo bhi mahfil ko sajaata hai mere aaqa ka
aaqa rauze se usi ghar ki taraf dekhte hai.n

tere bachcho.n hi ke sadqe se pale ghar mera
ham to zahra ki 'ataao.n ki taraf dekhte hai.n

KHaali jaae koi mangta ye gawaara hi nahi.n
jholi bhar bhar ke wo saail ki taraf dekhte hai.n

hai meri maa.n ki du'aa naa't jo pa.Dhta hu.n mai.n
rashk se ahl-e-hunar meri taraf dekhte hai.n

hoga jab hashr bapaa dekhenge us din munkir
aaqa apne hi Gulaamo.n ki taraf dekhte hai.n


Naat-Khwaan:
Shahroz Qadri
Zohaib Ashrafi
Habibullah Noori
Log Mushkil Me Zamane Ki Taraf Dekhte Hain Lyrics, Hum Muhammad Ke Gharaane Ki Taraf Dekhte Hain Lyrics in Hindi Log Moshkil Main Zamane Ki Taraf Dekhte hain hei hai Naat man men jamane jamaane gharane garane garaane lyrics of naat, naat lyrics in hindi, islamic lyrics, hindi me naat lyrics, hindi me naat likhi hui, नात शरीफ लिरिक्स हिंदी, नात शरीफ लिरिक्स हिंदी में, नात शरीफ लिरिक्स हिंदी में, नात हिंदी में लिखी हुई, नात शरीफ की किताब हिंदी में, आला हजरत की नात शरीफ lyrics, हिंदी नात, Lyrics in English, Lyrics in Roman

Comments

Most Popular

काबा दिखा दे मौला / Kaba Dikha De Maula

मेरे हुसैन तुझे सलाम / Mere Husain Tujhe Salaam

या नबी सलाम अलैका / Ya Nabi Salam Alaika | Ya Nabi Salam Alayka (All Popular Versions)

अल-मदद पीरान-ए-पीर ग़ौस-उल-आज़म दस्तगीर / Al Madad Peeran-e-Peer Ghaus-ul-Azam Dastageer | Al Madad Peeran-e-Peer Ghaus-e-Azam Dastageer

वो शहर-ए-मोहब्बत जहाँ मुस्तफ़ा हैं / Wo Shehr-e-Mohabbat Jahan Mustafa Hain

क्या बताऊँ कि क्या मदीना है / Kya Bataun Ki Kya Madina Hai

बेख़ुद किए देते हैं अंदाज़-ए-हिजाबाना / Bekhud Kiye Dete Hain Andaz-e-Hijabana

ऐ ज़हरा के बाबा सुनें इल्तिजा मदीना बुला लीजिए / Aye Zahra Ke Baba Sunen Iltija Madina Bula Lijiye

सुनते हैं कि महशर में सिर्फ़ उन की रसाई है / Sunte Hain Ke Mehshar Mein Sirf Un Ki Rasai Hai

ऐ सबा मुस्तफ़ा से कह देना ग़म के मारे सलाम कहते हैं / Aye Saba Mustafa Se Keh Dena Gham Ke Mare Salam Kehte Hain (All Versions)