आक़ा पे दिल-ओ-जान से क़ुर्बान रज़ा हैं / Aaqa Pe Dil-o-Jaan Se Qurban Raza Hain
आक़ा पे दिल-ओ-जान से क़ुर्बान रज़ा हैं
'उश्शाक़ की फ़ेहरिस्त में ज़ीशान रज़ा हैं
आक़ा पे दिल-ओ-जान से क़ुर्बान रज़ा हैं
हैं बहर-ए-'अदू क़हर-ए-ख़ुदा सैफ़-ए-'अली वो
सुन्नी के लिए 'इश्क़ का गुलदान रज़ा हैं
आक़ा पे दिल-ओ-जान से क़ुर्बान रज़ा हैं
क़ुर्बान मेरी जान कि इस दौर में कोई
उन सा नहीं इंसान, वो इंसान रज़ा हैं
आक़ा पे दिल-ओ-जान से क़ुर्बान रज़ा हैं
जो बिक नहीं सकता कभी पैसों से जहाँ में
हम अहल-ए-मोहब्बत का वो सामान रज़ा हैं
आक़ा पे दिल-ओ-जान से क़ुर्बान रज़ा हैं
बस मैं ही नहीं करता हूँ तस्लीम ये बल्कि
कहते हैं सभी, हिन्द के हस्सान रज़ा हैं
आक़ा पे दिल-ओ-जान से क़ुर्बान रज़ा हैं
आती है बरेली से हमें तयबा की ख़ुश्बू
गुलज़ार-ए-मदीना का ही फ़ैज़ान रज़ा हैं
आक़ा पे दिल-ओ-जान से क़ुर्बान रज़ा हैं
जिस ने भी पढ़ा उन को, बना 'आशिक़-ए-सादिक़
वो 'इश्क़ से मा'मूर गुलिस्तान रज़ा हैं
आक़ा पे दिल-ओ-जान से क़ुर्बान रज़ा हैं
पाँव मेरा फिसले रह-ए-हक़ से नहीं मुम्किन
हर मोड़ पे ख़ुद मेरे निगहबान रज़ा हैं
आक़ा पे दिल-ओ-जान से क़ुर्बान रज़ा हैं
सरकार की नामूस पे जो करता है तनक़ीद
उन के लिए बर्बादी का तूफ़ान रज़ा है
आक़ा पे दिल-ओ-जान से क़ुर्बान रज़ा हैं
जब क़ब्र में, तफ़्सीर ! सवालात हों तुम से
उस वक़्त ये कह देना मेरी जान रज़ा हैं
शायर:
तफ़्सीर रज़ा अम्जदी
ना'त-ख़्वाँ:
सय्यिद अब्दुल क़ादिर अल-क़ादरी

aaqa pe dil-o-jaan se qurbaan raza hai.n
'ushshaaq ki fehrist me.n zeeshaan raza hai.n

hai.n bahr-e-'adoo qahr-e-KHuda saif-e-'ali wo
sunni ke liye 'ishq ka guldaan raza hai.n

qurbaan meri jaan ki is daur me.n koi
un saa nahi.n insaan, wo insaan raza hai.n

jo bik nahi.n sakta kabhi paiso.n se jahaa.n me.n
ham ahl-e-mohabbat ka wo saamaan raza hai.n

bas mai.n hi nahi.n karta hu.n tasleem ye balki
kehte hai.n sabhi, hind ke hassaan raza hai.n

aati hai bareli se hame.n tayba ki KHushboo
gulzaar-e-madina ka hi faizaan raza hai.n

jis ne bhi pa.Dha un ko, bana 'aashiq-e-saadiq
wo 'ishq se maa'moor gulistaan raza hai.n

paanw mera phisle rah-e-haq se nahi.n mumkin
har mo.D pe KHud mere nigahbaan raza hai.n

sarkaar ki naamoos pe jo karta hai tanqeed
un ke liye barbaadi ka tufaan raza hai.n

jab qabr me.n, Tafseer ! sawaalaat ho.n tum se
us waqt ye keh dena meri jaan raza hai.n
Poet:
Tafseer Raza Amjadi
Naat-Khwaan:
Syed Abdul Qadir Al-Qadri

Aqa Pe Dil o Jaan Se Qurban Raza Hai Lyrics in Hindi, Aqa Pe Qurban Raza Hai Lyrics in Hindi, Aaqa Pe Dilo Jaan Se Qurban Raza Hain Lyrics in Hindi aka aaka aaqape dil-o-jan jan kurban kurbaan hay hey hei hein
lyrics of naat, naat lyrics in hindi, islamic lyrics, hindi me naat lyrics, hindi me naat likhi hui,
नात शरीफ लिरिक्स हिंदी, नात शरीफ लिरिक्स हिंदी में, नात शरीफ लिरिक्स हिंदी में,
नात हिंदी में लिखी हुई,
नात शरीफ की किताब हिंदी में,
आला हजरत की नात शरीफ lyrics,
हिंदी नात, Lyrics in English, Lyrics in Roman
Comments
Post a Comment