ऐसा मुख़्तार रब ने बनाया उन्हें / Aisa Mukhtar Rab Ne Banaya Unhen

सा मुख़्तार रब ने बनाया उन्हें
कि ये दोनों जहाँ उन की मुट्ठी में हैं
ये ज़मीं उन के क़दमों की ठोकर में है
और सब आसमाँ उन की मुट्ठी में हैं

की है हिरनी ने फ़रियाद पेश-ए-नबी
ऊँट ने भी शिकायत नबी से है की
जानवर भी समझते हैं इस बात को
सिर्फ़ अमन-ओ-अमाँ उन की मुट्ठी में हैं

कर रहे हैं जो आक़ा की गुस्ताख़ियाँ
हश्र में उन की उड़ जाएँगी धज्जियाँ
ख़ुल्द में कैसे गुस्ताख़ जा पाएँगे
ख़ुल्द की कुंजियाँ उन की मुट्ठी में हैं


ना'त-ख़्वाँ:
सज्जाद निज़ामी





aisa muKHtaar rab ne banaaya unhe.n
ki ye dono.n jahaa.n un ki muTThi me.n hai.n
ye zamee.n un ke qadmo.n ki Thokar me.n hai
aur sab aasmaa.n un ki muTThi me.n hai.n

ki hai hirni ne fariyaad pesh-e-nabi
oonT ne bhi shikaayat nabi se hai ki
jaanwar bhi samajhte hai.n is baat ko
sirf amn-o-amaa.n un ki muTThi me.n hai.n

kar rahe hai.n jo aaqa ki gustaaKHiyaa.n
hashr me.n un ki u.D jaaengi dhajjiyaa.n
KHuld me.n kaise gustaaKH jaa paaenge
KHuld ki kunjiyaa.n un ki muTThi me.n hai.n


Naat-Khwaan:

Sajjad Nizami
Aisa Mukhtar Rab Ne Banaya Unhe Lyrics in Hindi | Aisa Mukhtar Rab Ne Banaya Unhen Ke Ye Donon Jahan Unki Mutthi Mein Hain Lyrics | Sajjad Nizami Naat Lyrics | Ye Zameen unke Qadmon Ki Thokar Pe Hai Lyrics | Aur Sab aasman Unki mutthi mein Hain Lyrics | aysa unhein dono muththi me hai hein hei lyrics of naat | naat lyrics in hindi | islamic lyrics | hindi me naat lyrics | hindi me naat likhi hui | All Naat Lyrics in Hindi | नात शरीफ लिरिक्स हिंदी, नात शरीफ लिरिक्स हिंदी में, नात शरीफ लिरिक्स हिंदी में, नात हिंदी में लिखी हुई | नात शरीफ की किताब हिंदी में | आला हजरत की नात शरीफ lyrics | हिंदी नात | Lyrics in English | Lyrics in Roman 50+ Naat Lyrics | Best Place To Find All Naat Sharif | 500+ Naat Lyrics | Best Site To Find All Naat in Hindi, English | 430 Naat lyrics ideas in 2023

Comments

Most Popular

काबा दिखा दे मौला / Kaba Dikha De Maula

मेरे हुसैन तुझे सलाम / Mere Husain Tujhe Salaam

या नबी सलाम अलैका / Ya Nabi Salam Alaika | Ya Nabi Salam Alayka (All Popular Versions)

अल-मदद पीरान-ए-पीर ग़ौस-उल-आज़म दस्तगीर / Al Madad Peeran-e-Peer Ghaus-ul-Azam Dastageer | Al Madad Peeran-e-Peer Ghaus-e-Azam Dastageer

वो शहर-ए-मोहब्बत जहाँ मुस्तफ़ा हैं / Wo Shehr-e-Mohabbat Jahan Mustafa Hain

क्या बताऊँ कि क्या मदीना है / Kya Bataun Ki Kya Madina Hai

बेख़ुद किए देते हैं अंदाज़-ए-हिजाबाना / Bekhud Kiye Dete Hain Andaz-e-Hijabana

ऐ ज़हरा के बाबा सुनें इल्तिजा मदीना बुला लीजिए / Aye Zahra Ke Baba Sunen Iltija Madina Bula Lijiye

सुनते हैं कि महशर में सिर्फ़ उन की रसाई है / Sunte Hain Ke Mehshar Mein Sirf Un Ki Rasai Hai

ऐ सबा मुस्तफ़ा से कह देना ग़म के मारे सलाम कहते हैं / Aye Saba Mustafa Se Keh Dena Gham Ke Mare Salam Kehte Hain (All Versions)