हम दुखियों के ग़म-ख़्वार हो अब्दुल क़ादिर जीलानी / Hum Dukhiyon Ke Ghamkhwar Ho Abdul Qadri Jilani

हम दुखियों के ग़म-ख़्वार हो, 'अब्दुल क़ादिर जीलानी !
नूर-ए-नज़र-ए-सरकार हो, 'अब्दुल क़ादिर जीलानी !

हक़ का परचम लहराए, नज़्दी का गला कट जाए
तुम हैदर की तलवार हो, 'अब्दुल क़ादिर जीलानी !

चमन-ए-ज़हरा की कली हो, या'नी औलाद-ए-'अली हो
हसनैन के तुम किरदार हो, 'अब्दुल क़ादिर जीलानी !

मँझधार में मुझ को डालो या चाहे मुझे निकालो
मोरी नय्या के पतवार हो, 'अब्दुल क़ादिर जीलानी !

दीवाना कहीं बुलाए, इमदाद वहीं पा जाए
तुम भले समुंदर पार हो, 'अब्दुल क़ादिर जीलानी !

क़दमों से मुर्दे जिला लो, डूबी बारात निकालो
तुम बचपन से सालार हो, 'अब्दुल क़ादिर जीलानी !

तूफ़ान मिले हट जाए, देखे तो भँवर शरमाए
तुम ऐसे खेवन-हार हो, 'अब्दुल क़ादिर जीलानी !


ना'त-ख़्वाँ:
राही बस्तवी
अफ़रोज़ जमाली





ham dukhiyo.n ke Gam-KHwaar ho, 'abdul qaadir jeelaani !
noor-e-nazar-e-sarkaar ho, 'abdul qaadir jeelaani !

haq ka parcham lehraae, nazdi ka gala kaT jaae
tum haidar ki talwaar ho, 'abdul qaadir jeelaani !

chaman-e-zahra ki kali ho, yaa'ni aulaad-e-'ali ho
hasnain ke tum kirdaar ho, 'abdul qaadir jeelaani !

manjhdhaar me.n mujh ko Daalo ya chaahe mujhe nikaalo
mori naiya ke patwaar ho, 'abdul qaadir jeelaani !

deewana kahi.n bulaae, imdaad wahi.n paa jaae
tum bhale samundar paar ho, 'abdul qaadir jeelaani !

qadmo.n se murde jila lo, Doobi baraat nikaalo
tum bachpan se saalaar ho, 'abdul qaadir jeelaani !

tufaan mile haT jaae, dekhe to bhanwar sharmaae
tum aise khewan-haar ho, 'abdul qaadir jeelaani !


Naat-Khwaan:
Rahi Bastavi
Afroz Jamali
Hum Dukhiyon Ke Ghamkhwar Ho Abdul Qadri Jilani Lyrics in Hindi | Hum Dukhiyo Ke Ghamkhwar Ho Abdul Qadri Jilani Lyrics | Noor e Nazar e Sarkar Ho Abdul Qadri Jilani Lyrics | ghumkhar gumkhar gumkhwaar khaar khwaar khwar jilaani jeelani lyrics of naat | naat lyrics in hindi | islamic lyrics | hindi me naat lyrics | hindi me naat likhi hui | All Naat Lyrics in Hindi | नात शरीफ लिरिक्स हिंदी, नात शरीफ लिरिक्स हिंदी में, नात शरीफ लिरिक्स हिंदी में, नात हिंदी में लिखी हुई | नात शरीफ की किताब हिंदी में | आला हजरत की नात शरीफ lyrics | हिंदी नात | Lyrics in English | Lyrics in Roman 50+ Naat Lyrics | Best Place To Find All Naat Sharif | 500+ Naat Lyrics | Best Site To Find All Naat in Hindi, English | 430 Naat lyrics ideas in 2023

Comments

Most Popular

काबा दिखा दे मौला / Kaba Dikha De Maula

मेरे हुसैन तुझे सलाम / Mere Husain Tujhe Salaam

या नबी सलाम अलैका / Ya Nabi Salam Alaika | Ya Nabi Salam Alayka (All Popular Versions)

अल-मदद पीरान-ए-पीर ग़ौस-उल-आज़म दस्तगीर / Al Madad Peeran-e-Peer Ghaus-ul-Azam Dastageer | Al Madad Peeran-e-Peer Ghaus-e-Azam Dastageer

वो शहर-ए-मोहब्बत जहाँ मुस्तफ़ा हैं / Wo Shehr-e-Mohabbat Jahan Mustafa Hain

क्या बताऊँ कि क्या मदीना है / Kya Bataun Ki Kya Madina Hai

बेख़ुद किए देते हैं अंदाज़-ए-हिजाबाना / Bekhud Kiye Dete Hain Andaz-e-Hijabana

ऐ ज़हरा के बाबा सुनें इल्तिजा मदीना बुला लीजिए / Aye Zahra Ke Baba Sunen Iltija Madina Bula Lijiye

सुनते हैं कि महशर में सिर्फ़ उन की रसाई है / Sunte Hain Ke Mehshar Mein Sirf Un Ki Rasai Hai

ऐ सबा मुस्तफ़ा से कह देना ग़म के मारे सलाम कहते हैं / Aye Saba Mustafa Se Keh Dena Gham Ke Mare Salam Kehte Hain (All Versions)