ADVERTISEMENT

नई दुनिया बसाऊँगा नबी के शहर में जा कर / Nai Duniya Basaunga Nabi Ke Shahar Mein Ja Kar

नई दुनिया बसाऊँगा नबी के शहर में जा कर
मैं ख़ुद को भूल जाऊँगा नबी के शहर में जा कर

बचा कर इस लिए आँसू रखे हैं अपनी आँखों में
इन्हें तो बस बहाऊँगा नबी के शहर में जा कर

मेरे सरकार ने जिन पत्थरों पर पाँव रक्खे हैं
उन्हें सर पर उठाऊँगा नबी के शहर में जा कर

मुक़द्दर ले गया, 'उस्मान हारूनी ! जो दोबारा
कभी वापस न आऊँगा नबी के शहर में जा कर


शायर:
उस्मान रज़ा हारूनी

ना'त-ख़्वाँ:
उस्मान रज़ा हारूनी





nai duniya basaaunga nabi ke Shahar me.n jaa kar
mai.n KHud ko bhool jaaunga nabi ke Shahar me.n jaa kar

bacha kar is liye aansu rakhe hai.n apni aankho.n me.n
inhe.n to bas bahaaunga nabi ke Shahar me.n jaa kar

mere sarkaar ne jin pattharo.n par paanw rakkhe hai.n
unhe.n sar par uThaaunga nabi ke Shahar me.n jaa kar

muqaddar le gaya, 'Usman Harooni ! jo dobaara
kabhi waapas na aaunga nabi ke Shahar me.n jaa kar


Poet:
Usman Raza Harooni

Naat-Khwaan:

Usman Raza Harooni
Nai Duniya Basaunga Nabi Ke Shahar Mein Ja Kar Lyrics in Hindi | Nai Duniya Basaunga Naat Lyrics in English | Nabi Ke Shahar Me Ja Kar Lyrics in Hindi | Nayi Duniya Basaunga Naat Lyrics | sahar shaher shehr shehar jakar | Usman Raza Harooni Naat Lyrics lyrics of naat | naat lyrics in hindi | islamic lyrics | hindi me naat lyrics | hindi me naat likhi hui | All Naat Lyrics in Hindi | नात शरीफ लिरिक्स हिंदी, नात शरीफ लिरिक्स हिंदी में, नात शरीफ लिरिक्स हिंदी में, नात हिंदी में लिखी हुई | नात शरीफ की किताब हिंदी में | आला हजरत की नात शरीफ lyrics | हिंदी नात | Lyrics in English | Lyrics in Roman 50+ Naat Lyrics | Best Place To Find All Naat Sharif | 500+ Naat Lyrics | Best Site To Find All Naat in Hindi, English | 430 Naat lyrics ideas in 2024

Comments

Most Popular

अल-मदद पीरान-ए-पीर ग़ौस-उल-आज़म दस्तगीर / Al Madad Peeran-e-Peer Ghaus-ul-Azam Dastageer | Al Madad Peeran-e-Peer Ghaus-e-Azam Dastageer

सरकार-ए-ग़ौस-ए-आज़म नज़र-ए-करम ख़ुदारा / Sarkar-e-Ghaus-e-Azam Nazar-e-Karam Khudara

मीराँ वलियों के इमाम / Meeran Waliyon Ke Imam

इमदाद कुन इमदाद कुन या ग़ौस-ए-आज़म दस्तगीर / Imdad Kun Imdad Kun Ya Ghaus-e-Azam Dastagir | Imdad Kun Imdad Kun Ya Ghous-e-Azam Dastagir

फ़ासलों को ख़ुदारा मिटा दो | जालियों पर निगाहें जमी हैं / Faslon Ko Khudara Mita Do | Jaliyon Par Nigahen Jami Hain

या नबी सलाम अलैका / Ya Nabi Salam Alaika | Ya Nabi Salam Alayka (All Popular Versions)

ख़ुदा के फ़ज़्ल से हम पर है साया ग़ौस-ए-आज़म का / Khuda Ke Fazl Se Hum Par Hai Saya Ghous-e-Azam Ka

आस्ताँ है ये किस शाह-ए-ज़ीशान का मरहबा मरहबा / Aastan Hai Ye Kis Shah-e-Zeeshan Ka Marhaba Marhaba

क़ादरी आस्ताना सलामत रहे | मुस्तफ़ा का घराना सलामत रहे / Qadri Aastana Salamat Rahe | Qadri Astana Salamat Rahe | Mustafa Ka Gharana Salamat Rahe

शैअन-लिल्लाह या अब्दुल क़ादिर | इधर भी निगाह-ए-करम ग़ौस-ए-आज़म / Shayian Lillah Ya Abdul Qadir | Idhar Bhi Nigah-e-Karam Ghous-e-Azam