जानशीन-ए-नबी मेरे सिद्दीक़ हैं / Janasheen-e-Nabi Mere Siddiq Hain

सहाबा के अफ़सर अबू-बकर प्यारे
हमारे हैं रहबर अबू-बकर प्यारे

जा-नशीन-ए-नबी मेरे सिद्दीक़ हैं
हक़ के हैं जो वली, मेरे सिद्दीक़ हैं

मेरे आक़ा की उम्मत में, यारो ! सुनो
रहम-दिल उम्मती मेरे सिद्दीक़ हैं

दी बशारत नबी ने जिसे ख़ुल्द की
जन्नती जन्नती मेरे सिद्दीक़ हैं

जा-नशीन-ए-नबी मेरे सिद्दीक़ हैं
हक़ के हैं जो वली, मेरे सिद्दीक़ हैं

सहाबा के अफ़सर अबू-बकर प्यारे
हमारे हैं रहबर अबू-बकर प्यारे


हैं 'उमर और 'उस्मान प्यारे 'अली
जिस के सब मुक़तदी, मेरे सिद्दीक़ हैं

वो ख़लीफ़ा बिला-फ़स्ल बा'द-ए-नबी
सय्यिदी मुर्शिदी मेरे सिद्दीक़ हैं

जा-नशीन-ए-नबी मेरे सिद्दीक़ हैं
हक़ के हैं जो वली, मेरे सिद्दीक़ हैं


बा'द अज़ अंबिया हैं वही मुहतरम
शान जिन की बड़ी, मेरे सिद्दीक़ हैं

आप के सब मनाक़िब ये फ़ाइज़ लिखे
फिर पढ़े हर घड़ी, मेरे सिद्दीक़ हैं

जा-नशीन-ए-नबी मेरे सिद्दीक़ हैं
हक़ के हैं जो वली, मेरे सिद्दीक़ हैं


सहाबा के अफ़सर अबू-बकर प्यारे
हमारे हैं रहबर अबू-बकर प्यारे


सदाक़त, ख़िलाफ़त, इमामत में पहले
हैं मर्द-ए-क़लंदर अबू-बक्र प्यारे

हबीब-ए-ख़ुदा का तेरी गोद में सर
वो कैसा था मंज़र, अबू-बक्र प्यारे !

सहाबा के अफ़सर अबू-बकर प्यारे
हमारे हैं रहबर अबू-बकर प्यारे

वो शब-ए-ग़ार की थी नबी ने कहा जब
तू हरगिज़ न ग़म कर, अबू-बक्र प्यारे !

मनाक़िब ये फ़ाइज़ तेरे जब लिखेगा
पढ़े फिर ये घर-घर, अबू-बक्र प्यारे !

सहाबा के अफ़सर अबू-बकर प्यारे
हमारे हैं रहबर अबू-बकर प्यारे

जा-नशीन-ए-नबी मेरे सिद्दीक़ हैं
हक़ के हैं जो वली, मेरे सिद्दीक़ हैं


शायर:
वहीद ज़ुल्फ़िक़ार फ़ैज़

नशीद-ख़्वाँ:
जलाबीब क़ादरी





sahaaba ke afsar abu-bakar pyaare
hamaare hai.n rahbar abu-bakar pyaare

jaa-nasheen-e-nabi mere siddiq hai.n
haq ke hai.n jo wali mere siddiq hai.n

mere aaqa ki ummat me.n, yaaro ! suno
rahm-dil ummati mere siddiq hai.n

di bashaarat nabi ne jise KHuld ki
jannati jannati mere siddiq hai.n

jaa-nasheen-e-nabi mere siddiq hai.n
haq ke hai.n jo wali mere siddiq hai.n

sahaaba ke afsar abu-bakar pyaare
hamaare hai.n rahbar abu-bakar pyaare

hai.n 'umar aur 'usmaan pyaare 'ali
jis ke sab muqtadi, mere siddiq hai.n

wo KHalifa bila-fasl baa'd-e-nabi
sayyidi murshidi mere siddiq hai.n

jaa-nasheen-e-nabi mere siddiq hai.n
haq ke hai.n jo wali mere siddiq hai.n

baa'd az ambiya hai.n wahi muhtaram
shaan jin ki ba.Di, mere siddiq hai.n

aap ke sab manaaqib ye Faaiz likhe
phir pa.Dhe har gha.Di, mere siddiq hai.n

jaa-nasheen-e-nabi mere siddiq hai.n
haq ke hai.n jo wali mere siddiq hai.n


sahaaba ke afsar abu-bakar pyaare
hamaare hai.n rahbar abu-bakar pyaare

sadaaqat, KHilaafat, imaamat me.n pehle
hai.n mard-e-qalandar abu-bakr pyaare

habeeb-e-KHuda ka teri god me.n sar
wo kaisa tha manzar, abu-bakr pyaare !

sahaaba ke afsar abu-bakar pyaare
hamaare hai.n rahbar abu-bakar pyaare

wo shab-e-Gaar ki thi nabi ne kaha jab
tu hargiz na Gam kar, abu-bakr pyaare !

manaaqib ye Faaiz tere jab likhega
pa.Dhe phir ye ghar-ghar, abu-bakr pyaare !

sahaaba ke afsar abu-bakar pyaare
hamaare hai.n rahbar abu-bakar pyaare

jaa-nasheen-e-nabi mere siddiq hai.n
haq ke hai.n jo wali mere siddiq hai.n


Poet:
Waheed Zulfiqar Faiz

Nasheed-Khwaan:
Jalabeeb Qadri
Janasheen e Nabi Mere Siddiq Hain Lyrics | Janasheen e Nabi Mere Siddiq Hain Lyrics in Hindi | Sahaba Ke Afsar Abu Bakar Pyare Lyrics in Hindi | jaanasheen jaanasheen janasheene siddiqu siddique hai hei hein | bakr | 50+ Naat Lyrics | Best Place To Find All Naat Sharif | 500+ Naat Lyrics | Best Site To Find All Naat in Hindi, English | 430 Naat lyrics ideas in 2025 | Best Site For Naat Lyrics in Hindi |

Comments

Most Popular

या नबी सलाम अलैका / Ya Nabi Salam Alaika | Ya Nabi Salam Alayka (All Popular Versions)

ऐ ज़हरा के बाबा सुनें इल्तिजा मदीना बुला लीजिए / Aye Zahra Ke Baba Sunen Iltija Madina Bula Lijiye

वो शहर-ए-मोहब्बत जहाँ मुस्तफ़ा हैं / Wo Shehr-e-Mohabbat Jahan Mustafa Hain

अल-मदद पीरान-ए-पीर ग़ौस-उल-आज़म दस्तगीर / Al Madad Peeran-e-Peer Ghaus-ul-Azam Dastageer | Al Madad Peeran-e-Peer Ghaus-e-Azam Dastageer

क्या बताऊँ कि क्या मदीना है / Kya Bataun Ki Kya Madina Hai

बयाँ हो किस ज़बाँ से मर्तबा सिद्दीक़-ए-अकबर का / Bayan Ho Kis Zaban Se Martaba Siddiq-e-Akbar Ka

मुस्तफ़ा, जान-ए-रहमत पे लाखों सलाम (मुख़्तसर) / Mustafa, Jaan-e-Rahmat Pe Laakhon Salaam (Short)

बेख़ुद किए देते हैं अंदाज़-ए-हिजाबाना / Bekhud Kiye Dete Hain Andaz-e-Hijabana

वो बन में क़दम रख दें तो बन जाता है बन फूल | सर-ता-ब-क़दम है तन-ए-सुल्तान-ए-ज़मन फूल तज़मीन के साथ / Wo Ban Mein Qadam Rakh Den To Ban Jata Hai Ban Phool | Sar-Ta-Ba-Qadam Hai Tan-e-Sultan-e-Zaman Phool With Tazmeen

सुनते हैं कि महशर में सिर्फ़ उन की रसाई है / Sunte Hain Ki Mahshar Mein Sirf Un Ki Rasaai Hai