धूम हर जानिब मची है आप के मीलाद की / Dhoom Har Janib Machi Hai Aap Ke Milad Ki

धूम हर जानिब मची है आप के मीलाद की
हर मुसलमाँ को ख़ुशी है आप के मीलाद की

जिन के 'अमलों में है सब कुछ, पर नहीं चेहरे पे नूर
उन के दामन में कमी है आप के मीलाद की

बेशुमार उस पर बरसती हैं ख़ुदा की रहमतें
बज़्म जिस घर में सजी है आप के मीलाद की

ना हमें जन्नत का लालच, ना कोई दोज़ख़ का ख़ौफ़
क्यूँ कि निस्बत मिल गई है आप के मीलाद की

जिस के सदक़े में मिला है सारी दुनिया को वुजूद
क्या ही पुर-'अज़मत घड़ी है आप के मीलाद की

नूर को, आक़ा ! मिले दीदार की ख़ैरात अब
चाकरी जो इस ने की है आप के मीलाद की


शायर:
नूर अहमद नूर

ना'त-ख़्वाँ:
मीलाद रज़ा क़ादरी





dhoom har jaanib machi hai aap ke meelaad ki
har musalmaa.n ko KHushi hai aap ke meelaad ki

jin ke 'amalo.n me.n hai sab kuchh, par nahi.n chehre pe noor
un ke daaman me.n kami hai aap ke meelaad ki

beshumaar us par barasti hai.n KHuda ki rahmate.n
bazm jis ghar me.n saji hai aap ke meelaad ki

na hame.n jannat ka laalach, na koi dozaKH ka KHauf
kyu.n ki nisbat mil gai hai aap ke meelaad ki

jis ke sadqe me.n mila hai saari duniya ko wujood
kya hi pur-'azmat gha.Di hai aap ke meelaad ki

Noor ko, aaqa ! mile deedaar ki KHairaat ab
chaakari jo is ne ki hai aap ke meelaad ki


Poet:
Noor Ahmad Noor

Naat-Khwaan:
Milad Raza Qadri
Dhoom Har Janib Machi Hai Aap Ke Milad Ki Lyrics | Dhoom Har Janib Machi Hai Aap Ke Milad Ki Lyrics in Hindi | Aap Kay Milad Ki Lyrics in Hindi |Milad Raza Qadri Naat Lyrics | New Milad un nnabi Naat Lyrics | Eid e Miladunnabi Naat Lyrics in Hindi | dhum jaanib maci hy hey hay hei ap ky kay key meelad milaad lyrics of naat, naat lyrics in hindi, islamic lyrics, hindi me naat lyrics, hindi me naat likhi hui, नात शरीफ लिरिक्स हिंदी, नात शरीफ लिरिक्स हिंदी में, नात शरीफ लिरिक्स हिंदी में, नात हिंदी में लिखी हुई, नात शरीफ की किताब हिंदी में, आला हजरत की नात शरीफ lyrics, हिंदी नात, Lyrics in English, Lyrics in Roman

Comments

Most Popular

काबा दिखा दे मौला / Kaba Dikha De Maula

मेरे हुसैन तुझे सलाम / Mere Husain Tujhe Salaam

या नबी सलाम अलैका / Ya Nabi Salam Alaika | Ya Nabi Salam Alayka (All Popular Versions)

अल-मदद पीरान-ए-पीर ग़ौस-उल-आज़म दस्तगीर / Al Madad Peeran-e-Peer Ghaus-ul-Azam Dastageer | Al Madad Peeran-e-Peer Ghaus-e-Azam Dastageer

वो शहर-ए-मोहब्बत जहाँ मुस्तफ़ा हैं / Wo Shehr-e-Mohabbat Jahan Mustafa Hain

क्या बताऊँ कि क्या मदीना है / Kya Bataun Ki Kya Madina Hai

बेख़ुद किए देते हैं अंदाज़-ए-हिजाबाना / Bekhud Kiye Dete Hain Andaz-e-Hijabana

ऐ ज़हरा के बाबा सुनें इल्तिजा मदीना बुला लीजिए / Aye Zahra Ke Baba Sunen Iltija Madina Bula Lijiye

सुनते हैं कि महशर में सिर्फ़ उन की रसाई है / Sunte Hain Ke Mehshar Mein Sirf Un Ki Rasai Hai

ऐ सबा मुस्तफ़ा से कह देना ग़म के मारे सलाम कहते हैं / Aye Saba Mustafa Se Keh Dena Gham Ke Mare Salam Kehte Hain (All Versions)