मदीना छोड़ आए हैं / Madina Chhod Aaye Hain | Madina Chor Aaye Hain

मदीना छोड़ आए हैं, मदीना छोड़ आए हैं
मदीना छोड़ आए हैं, मदीना छोड़ आए हैं

मदीना छोड़ आए, अपनी दुनिया छोड़ आए हैं
हमारे पास जितना था असासा छोड़ आए हैं

मदीना छोड़ आए हैं, मदीना छोड़ आए हैं

मदीना छोड़ आए हैं, मदीना छोड़ आए हैं
मदीना छोड़ आए हैं, मदीना छोड़ आए हैं

ख़ुदा का घर भी छूटा है नबी का आस्ताना भी
लगा है दोहरा ग़म, मक्का-मदीना छोड़ आए हैं

मदीना छोड़ आए हैं, मदीना छोड़ आए हैं

मदीना छोड़ आए हैं, मदीना छोड़ आए हैं
मदीना छोड़ आए हैं, मदीना छोड़ आए हैं

अभी तक दिल वहीं पर है, अभी तक जाँ वहीं पर है
दिल-ओ-जाँ को वहाँ रोता बिलकता छोड़ आए हैं

मदीना छोड़ आए हैं, मदीना छोड़ आए हैं

मदीना छोड़ आए हैं, मदीना छोड़ आए हैं
मदीना छोड़ आए हैं, मदीना छोड़ आए हैं


मदीने के दर-ओ-दीवार, रस्ते सब महकते हैं
ज़रा सा 'इत्र ले कर मुश्क-ए-नाफ़ा छोड़ आए हैं

मदीना छोड़ आए हैं, मदीना छोड़ आए हैं

मदीना छोड़ आए हैं, मदीना छोड़ आए हैं
मदीना छोड़ आए हैं, मदीना छोड़ आए हैं

ख़ुदा जाने वो कैसी नूर और किरनों की बस्ती थी
अँधेरा है यहाँ पर, हम उजाला छोड़ आए हैं

मदीना छोड़ आए हैं, मदीना छोड़ आए हैं

मदीना छोड़ आए हैं, मदीना छोड़ आए हैं
मदीना छोड़ आए हैं, मदीना छोड़ आए हैं

अभी तक याद आती है मज़ार-ए-हम्ज़ा की रौनक़
भला क्यूँ सय्यिदु-श्शुहदा का ख़ित्ता छोड़ आए हैं

मदीना छोड़ आए हैं, मदीना छोड़ आए हैं

मदीना छोड़ आए हैं, मदीना छोड़ आए हैं
मदीना छोड़ आए हैं, मदीना छोड़ आए हैं

रियाज़ुल-जन्ना वो मिंबर से घर तक सारा ही गोशा
जहान-ए-ख़ुल्द का वो हुस्न सारा छोड़ आए हैं

मदीना छोड़ आए हैं, मदीना छोड़ आए हैं

मदीना छोड़ आए हैं, मदीना छोड़ आए हैं
मदीना छोड़ आए हैं, मदीना छोड़ आए हैं

हुआ है ख़त्म वीज़ा अब कफ़-ए-अफ़सोस मलते हैं
सुनहरी जालियों का हुस्न सारा छोड़ आए हैं

मदीना छोड़ आए हैं, मदीना छोड़ आए हैं

मदीना छोड़ आए हैं, मदीना छोड़ आए हैं
मदीना छोड़ आए हैं, मदीना छोड़ आए हैं

जहाँ से सारी दुनिया में, उजागर ! फ़ैज़ जारी है
बक़ी'-ए-पाक में ज़हरा का रौज़ा छोड़ आए हैं

मदीना छोड़ आए हैं, मदीना छोड़ आए हैं

मदीना छोड़ आए हैं, मदीना छोड़ आए हैं
मदीना छोड़ आए हैं, मदीना छोड़ आए हैं


शायर:
अल्लामा निसार अली उजागर

ना'त-ख़्वाँ:
हाफ़िज़ ग़ुलाम मुस्तफ़ा क़ादरी
सय्यिद हस्सानुल्लाह हुसैनी





madina chho.D aae hai.n, madina chho.D aae hai.n
madina chho.D aae hai.n, madina chho.D aae hai.n

madina chho.D aae, apni duniya chho.D aae hai.n
hamaare pass jitna thaa asaasa chho.D aae hai.n

madina chho.D aae hai.n, madina chho.D aae hai.n

madina chho.D aae hai.n, madina chho.D aae hai.n
madina chho.D aae hai.n, madina chho.D aae hai.n

KHuda ka ghar bhi chhooTa hai nabi ka aastaana bhi
laga hai dohra Gam, makka-madina chho.D aae hai.n

madina chho.D aae hai.n, madina chho.D aae hai.n

madina chho.D aae hai.n, madina chho.D aae hai.n
madina chho.D aae hai.n, madina chho.D aae hai.n

bhi tak dil wahi.n par hai, abhi tak jaa.n wahi.n par hai
dil-o-jaa.n ko wahaa.n rota bilakta chho.D aae hai.n

madina chho.D aae hai.n, madina chho.D aae hai.n

madina chho.D aae hai.n, madina chho.D aae hai.n
madina chho.D aae hai.n, madina chho.D aae hai.n

madine ke dar-o-deewaar, raste sab mahakte hai.n
zara saa 'itr le kar mushk-e-naafa chho.D aae hai.n

madina chho.D aae hai.n, madina chho.D aae hai.n

madina chho.D aae hai.n, madina chho.D aae hai.n
madina chho.D aae hai.n, madina chho.D aae hai.n

KHuda jaane wo kaisi noor aur kirno.n ki basti thi
andhera hai yahaa.n par, ham ujaala chho.D aae hai.n

madina chho.D aae hai.n, madina chho.D aae hai.n

madina chho.D aae hai.n, madina chho.D aae hai.n
madina chho.D aae hai.n, madina chho.D aae hai.n

abhi tak yaad aati hai mazaar-e-hamza ki raunaq
bhala kyu.n sayyidu-shshuhda ka KHitta chho.D aae hai.n

madina chho.D aae hai.n, madina chho.D aae hai.n

madina chho.D aae hai.n, madina chho.D aae hai.n
madina chho.D aae hai.n, madina chho.D aae hai.n

riyaazul-janna wo mimbar se ghar tak saara hi gosha
jahaan-e-KHuld ka wo husn saara chho.D aae hai.n

madina chho.D aae hai.n, madina chho.D aae hai.n

madina chho.D aae hai.n, madina chho.D aae hai.n
madina chho.D aae hai.n, madina chho.D aae hai.n

huaa hai KHatm Veeza ab kaf-e-afsos malte hai.n
sunehri jaaliyo.n ka husn saara chho.D aae hai.n

madina chho.D aae hai.n, madina chho.D aae hai.n

madina chho.D aae hai.n, madina chho.D aae hai.n
madina chho.D aae hai.n, madina chho.D aae hai.n

jahaa.n se saari duniya me.n, Ujaagar ! faiz jaari hai
baqee'-e-paak me.n zahra ka rauza chho.D aae hai.n

madina chho.D aae hai.n, madina chho.D aae hai.n

madina chho.D aae hai.n, madina chho.D aae hai.n
madina chho.D aae hai.n, madina chho.D aae hai.n


Poet:
Allama Nisar Ali Ujagar

Naat-Khwaan:
Hafiz Ghulam Mustafa Qadri
Syed Hassan Ullah Hussaini
Madina Chor Aaye Hain Lyrics in Hindi | Madina Chhod Aaye Hain Lyrics in Hindi | Madina Chhod Aaye Hain Lyrics in English | Madina Chod Aaye Hain Lyrics | aye hei hai hein | lyrics of naat | naat lyrics in hindi | islamic lyrics | hindi me naat lyrics | hindi me naat likhi hui | All Naat Lyrics in Hindi | नात शरीफ लिरिक्स हिंदी, नात शरीफ लिरिक्स हिंदी में, नात शरीफ लिरिक्स हिंदी में, नात हिंदी में लिखी हुई | नात शरीफ की किताब हिंदी में | आला हजरत की नात शरीफ lyrics | हिंदी नात | Lyrics in English | Lyrics in Roman 50+ Naat Lyrics | Best Place To Find All Naat Sharif | 500+ Naat Lyrics | Best Site To Find All Naat in Hindi, English | 430 Naat lyrics ideas in 2023

Comments

Most Popular

क्या बताऊँ कि क्या मदीना है / Kya Bataun Ki Kya Madina Hai

वो शहर-ए-मोहब्बत जहाँ मुस्तफ़ा हैं / Wo Shehr-e-Mohabbat Jahan Mustafa Hain (All Versions)

ऐ ज़हरा के बाबा सुनें इल्तिजा मदीना बुला लीजिए / Aye Zahra Ke Baba Sunen Iltija Madina Bula Lijiye

मुस्तफ़ा, जान-ए-रहमत पे लाखों सलाम (मुख़्तसर) / Mustafa, Jaan-e-Rahmat Pe Laakhon Salaam (Short)

बे-ख़ुद किए देते हैं अंदाज़-ए-हिजाबाना / Be-Khud Kiye Dete Hain Andaaz-e-Hijabana

हम ने आँखों से देखा नहीं है मगर उन की तस्वीर सीने में मौजूद है | उन का जल्वा तो सीने में मौजूद है / Hum Ne Aankhon Se Dekha Nahin Hai Magar Unki Tasweer Seene Mein Maujood Hai | Un Ka Jalwa To Seene Mein Maujood Hai

अल-मदद पीरान-ए-पीर ग़ौस-उल-आज़म दस्तगीर / Al-Madad Peeran-e-Peer Ghaus-ul-Azam Dastageer

कोई दुनिया-ए-अता में नहीं हमता तेरा | तज़मीन - वाह ! क्या जूद-ओ-करम है, शह-ए-बतहा ! तेरा / Koi Duniya-e-Ata Mein Nahin Hamta Tera | Tazmeen of Waah ! Kya Jood-o-Karam Hai, Shah-e-Bat.ha ! Tera

कोई गुल बाक़ी रहेगा न चमन रह जाएगा / Koi Gul Baqi Rahega Na Chaman Reh Jayega

ताजदार-ए-हरम ऐ शहंशाह-ए-दीं | तुम पे हर दम करोड़ों दुरूद-ओ-सलाम / Tajdar-e-Haram Aye Shahanshah-e-Deen | Tum Pe Har Dam Karodon Durood-o-Salam