लुटाते ख़ूब हैं दौलत अली के दीवानें / Lutaate Khoob Hain Daulat Ali Ke Deewaanein

लुटाते ख़ूब हैं दौलत 'अली के दीवानें
हैं करते अब भी हुकूमत 'अली के दीवानें

'अली के दीवानें, 'अली के दीवानें
'अली के दीवानें, 'अली के दीवानें

पछाड़ देते हैं हर जंग में ल'ईनों को
जो फाड़ देते हैं आ'दा-ए-दीं के सीनों को
हैं रखते ऐसी सुजा'अत 'अली के दीवानें

'अली के दीवानें, 'अली के दीवानें
'अली के दीवानें, 'अली के दीवानें

जो वक़्त पड़ता है घर-बार भी लुटाते हैं
रिज़ा-ए-रब के लिए सर को भी कटाते हैं
मगर न झुकते हैं हज़रत 'अली के दीवानें

'अली के दीवानें, 'अली के दीवानें
'अली के दीवानें, 'अली के दीवानें

है कोई ग़ौस, कोई कर्बला का दूल्हा है
कोई है दाता, कोई हिन्द का शहंशा है
हैं ऐसे साहिब-ए-'इज़्ज़त 'अली के दीवानें

'अली के दीवानें, 'अली के दीवानें
'अली के दीवानें, 'अली के दीवानें

मुनाफ़िक़ीन है डरते 'अली के ना'रे से
शयातीं सर है पकड़ते 'अली के ना'रे से
लगा के पाते हैं लज़्ज़त 'अली के दीवानें

'अली के दीवानें, 'अली के दीवानें
'अली के दीवानें, 'अली के दीवानें

उठाए ऊँगली जो सिद्दीक़ की सदाक़त पर
नबी के यार, 'उमर साहिब-ए-'अदालत पर
तो इस से करते हैं नफ़रत 'अली के दीवानें

'अली के दीवानें, 'अली के दीवानें
'अली के दीवानें, 'अली के दीवानें

क़याम भीक है पाता 'अली के लालों की
तलब नहीं है ज़र-ओ-माल के उजालों की
क़दम में रखते हैं सरवत 'अली के दीवानें

'अली के दीवानें, 'अली के दीवानें
'अली के दीवानें, 'अली के दीवानें


ना'त-ख़्वाँ:
हाफ़िज़ ग़ुलाम मुस्तफ़ा क़ादरी





luTaate KHoob hai.n daulat 'ali ke deewaane.n
hai.n karte ab bhi hukoomat 'ali ke deewaane.n

'ali ke deewaane.n, 'ali ke deewaane.n
'ali ke deewaane.n, 'ali ke deewaane.n

pachhaa.D dete hai.n har jang me.n la'eeno.n ko
jo phaa.D dete hai.n aa'da-e-dee.n ke seeno.n ko
hai.n rakhte aisi sujaa'at 'ali ke deewaane.n

'ali ke deewaane.n, 'ali ke deewaane.n
'ali ke deewaane.n, 'ali ke deewaane.n

jo waqt pa.Dta hai ghar-baar bhi luTaate hai.n
riza-e-rab ke liye sar ko bhi kaTaate hai.n
magar na jhukte hai.n hazrat 'ali ke deewaane.n

'ali ke deewaane.n, 'ali ke deewaane.n
'ali ke deewaane.n, 'ali ke deewaane.n

hai koi Gaus, koi karbala ka dulha hai
koi hai daata, koi hind ka shahansha hai
hai.n aise saahib-e-'izzat 'ali ke deewaane.n

'ali ke deewaane.n, 'ali ke deewaane.n
'ali ke deewaane.n, 'ali ke deewaane.n

munaafiqeen hai Darte 'ali ke naa're se
shayaatee.n sar hai paka.Dte 'ali ke naa're se
lagaa ke paate hai.n lazzat 'ali ke deewaane.n

'ali ke deewaane.n, 'ali ke deewaane.n
'ali ke deewaane.n, 'ali ke deewaane.n

uThaae ungli jo siddiq ki sadaaqat par
nabi ke yaar, 'umar saahib-e-'adaalat par
to is se karte hai.n nafrat 'ali ke deewaane.n

'ali ke deewaane.n, 'ali ke deewaane.n
'ali ke deewaane.n, 'ali ke deewaane.n

Qayaam bheek hai paata 'ali ke laalo.n ki
talab nahi.n hai zar-o-maal ke ujaalo.n ki
qadam me.n rakhte hai.n sarwat 'ali ke deewaane.n

'ali ke deewaane.n, 'ali ke deewaane.n
'ali ke deewaane.n, 'ali ke deewaane.n


Naat-Khwaan:
Hafiz Ghulam Mustafa Qadri
Ali Ke Deewane Lyrics, Ali Ke Deewane Lyrics in Hindi, Lutate Khoob Hain Daulat Ali Ke Deewane Lyrics, Lutate Khoob Hain Dolat Ali Ke Deewane Lyrics diwane diwaane deewaane deewanen deewanein deewaanen khub hei hai hein doulat lyrics of naat, naat lyrics in hindi, islamic lyrics, hindi me naat lyrics, hindi me naat likhi hui, नात शरीफ लिरिक्स हिंदी, नात शरीफ लिरिक्स हिंदी में, नात शरीफ लिरिक्स हिंदी में, नात हिंदी में लिखी हुई, नात शरीफ की किताब हिंदी में, आला हजरत की नात शरीफ lyrics, हिंदी नात, Lyrics in English, Lyrics in Roman

Comments

Most Popular

काबा दिखा दे मौला / Kaba Dikha De Maula

मेरे हुसैन तुझे सलाम / Mere Husain Tujhe Salaam

या नबी सलाम अलैका / Ya Nabi Salam Alaika | Ya Nabi Salam Alayka (All Popular Versions)

अल-मदद पीरान-ए-पीर ग़ौस-उल-आज़म दस्तगीर / Al Madad Peeran-e-Peer Ghaus-ul-Azam Dastageer | Al Madad Peeran-e-Peer Ghaus-e-Azam Dastageer

वो शहर-ए-मोहब्बत जहाँ मुस्तफ़ा हैं / Wo Shehr-e-Mohabbat Jahan Mustafa Hain

क्या बताऊँ कि क्या मदीना है / Kya Bataun Ki Kya Madina Hai

बेख़ुद किए देते हैं अंदाज़-ए-हिजाबाना / Bekhud Kiye Dete Hain Andaz-e-Hijabana

ऐ ज़हरा के बाबा सुनें इल्तिजा मदीना बुला लीजिए / Aye Zahra Ke Baba Sunen Iltija Madina Bula Lijiye

सुनते हैं कि महशर में सिर्फ़ उन की रसाई है / Sunte Hain Ke Mehshar Mein Sirf Un Ki Rasai Hai

ऐ सबा मुस्तफ़ा से कह देना ग़म के मारे सलाम कहते हैं / Aye Saba Mustafa Se Keh Dena Gham Ke Mare Salam Kehte Hain (All Versions)