मेरी आँखें तरसती हैं या रब | मुझ को बाग़-ए-मदीना दिखा दे / Meri Aankhen Tarasti Hain Ya Rab | Mujh Ko Baagh-e-Madina Dikha De

शहर-ए-मदीना याद आया है, वो भी इतनी रात-गए
'इश्क़-ए-नबी में दिल तड़पा है, वो भी इतनी रात-गए

मेरी आँखें तरसती हैं, या रब !
मुझ को बाग़-ए-मदीना दिखा दे
प्यार से ज़िंदगी देने वाले !
मुझ को प्यारे नबी से मिला दे

कर्बला में हुसैन इब्न-ए-हैदर
हक़ से फ़रमाया ख़ूँ में नहा कर
ताज-ए-शाही यज़ीदों को दे कर
मुझ को जाम-ए-शहादत पिला दे

ले के तलवार फ़ारूक़ घर से
क़त्ल करने चले थे नबी को
पास पहुँचे तो की 'अर्ज़ रो कर
मेरे महबूब ! कलमा पढ़ा दे

तन पे खा खा के ज़ालिम के कोड़े
हँस के बोले बिलाल-ए-हब्शी
मैं न छोड़ूँगा दामन नबी का
बे-हया चाहे जितनी सज़ा दे


ना'त-ख़्वाँ:
हाफ़िज़ ज़ैन-उल-आबिदीन जलाली
हाफ़िज़ अतहर जलाली
हाफ़िज़ अन्ज़र जलाली





shahar-e-madina yaad aaya hai, wo bhi itni raat-gae
'ishq-e-nabi me.n dil ta.Dpa hai, wo bhi itni raat-gae

meri aankhe.n tarasti hai, ya rab !
mujh ko baaG-e-madina dikha de
pyaar se zindagi dene waale !
mujh ko pyaare nabi se mila de

karbala me.n husain ibn-e-haidar
haq se farmaaya KHoo.n me.n naha kar
taaj-e-shaahi tazeedo.n ko de kar
mujh ko jaam-e-shahaadat pila de

le ke talwaar faarooq ghar se
qatl karne chale the nabi ko
paas pahunche to ki 'arz ro kar
mere mahboob ! kalma pa.Dha de

tan pe kha kha ke zaalim ke ko.De
hans ke bole bilaal-e-habshi
mai.n na chho.Dunga daaman nabi ka
be-haya chaahe jitni saza de


Naat-Khwaan:
Hafiz Zain Ul Abideen Jalali
Hafiz Athar Jalali
Hafiz Anzar Jalali
Meri Aankhen Tarasti Hain Ya Rab Naat Lyrics | Mujhko Baage Madina Dikha De Lyrics | Pyar Se Zindagi Dene Wale Naat Lyrics | Naat Lyrics in Hindi |pyar se zindagi dene wale mujhko pyare nabi se mila de | meri aankhen tarasti hai ya rab mujhko baage madina dikha de Lyrics | Meri Aankhein Tarasti Hai Ya Rab Lyrics | Meri Aankhain Tarasti Hain Ya Rab Lyrics | Meri Aaakhen Tarasti Hai Ya Rab By Qari Irfan Qasmi Lyrics |ankhe ankhen ankhein aankhein aankhen hai yaa mujko muj ko bagh baagh baag lyrics of naat, naat lyrics in hindi, islamic lyrics, hindi me naat lyrics, hindi me naat likhi hui, नात शरीफ लिरिक्स हिंदी, नात शरीफ लिरिक्स हिंदी में, नात शरीफ लिरिक्स हिंदी में, नात हिंदी में लिखी हुई, नात शरीफ की किताब हिंदी में, आला हजरत की नात शरीफ lyrics, हिंदी नात, Lyrics in English, Lyrics in Roman

Comments

Most Popular

काबा दिखा दे मौला / Kaba Dikha De Maula

मेरे हुसैन तुझे सलाम / Mere Husain Tujhe Salaam

या नबी सलाम अलैका / Ya Nabi Salam Alaika | Ya Nabi Salam Alayka (All Popular Versions)

अल-मदद पीरान-ए-पीर ग़ौस-उल-आज़म दस्तगीर / Al Madad Peeran-e-Peer Ghaus-ul-Azam Dastageer | Al Madad Peeran-e-Peer Ghaus-e-Azam Dastageer

वो शहर-ए-मोहब्बत जहाँ मुस्तफ़ा हैं / Wo Shehr-e-Mohabbat Jahan Mustafa Hain

क्या बताऊँ कि क्या मदीना है / Kya Bataun Ki Kya Madina Hai

बेख़ुद किए देते हैं अंदाज़-ए-हिजाबाना / Bekhud Kiye Dete Hain Andaz-e-Hijabana

ऐ ज़हरा के बाबा सुनें इल्तिजा मदीना बुला लीजिए / Aye Zahra Ke Baba Sunen Iltija Madina Bula Lijiye

सुनते हैं कि महशर में सिर्फ़ उन की रसाई है / Sunte Hain Ke Mehshar Mein Sirf Un Ki Rasai Hai

ऐ सबा मुस्तफ़ा से कह देना ग़म के मारे सलाम कहते हैं / Aye Saba Mustafa Se Keh Dena Gham Ke Mare Salam Kehte Hain (All Versions)