पाई शब-ए-बरात ये क़िस्मत की बात है | जागूँगा सारी रात इबादत की रात है / Paai Shab-e-Barat Ye Qismat Ki Baat Hai | Jagunga Saari Raat Ibadat Ki Raat Hai

शब-ए-बरात ! शब-ए-बरात !
शब-ए-बरात ! शब-ए-बरात !

पाई शब-ए-बरात ये क़िस्मत की बात है
जागूँगा सारी रात, 'इबादत की रात है

पाई शब-ए-बरात ये क़िस्मत की बात है

शब-ए-बरात ! शब-ए-बरात !
शब-ए-बरात ! शब-ए-बरात !

मर्ज़-ए-गुनाह-गारी से तौबा करूँगा मैं
फ़रमान-ए-मुस्तफ़ा है, शफ़ा'अत की रात है

जागूँगा सारी रात, 'इबादत की रात है
पाई शब-ए-बरात ये क़िस्मत की बात है

शब-ए-बरात ! शब-ए-बरात !
शब-ए-बरात ! शब-ए-बरात !

होगी क़बूल सारे तलबगारों की फ़रियाद
बस दिल से पुकारो ये समा'अत की रात है

जागूँगा सारी रात, 'इबादत की रात है
पाई शब-ए-बरात ये क़िस्मत की बात है

शब-ए-बरात ! शब-ए-बरात !
शब-ए-बरात ! शब-ए-बरात !

सज्दे करूँगा, अश्क-ए-नदामत बहाऊँगा
सब कुछ मिलेगा मुझ को, 'इनायत की रात है

जागूँगा सारी रात, 'इबादत की रात है
पाई शब-ए-बरात ये क़िस्मत की बात है

शब-ए-बरात ! शब-ए-बरात !
शब-ए-बरात ! शब-ए-बरात !


सारा जहान छोड़ के मस्जिद चलो, नादिम !
रहमत ही रहमतें हैं, ये बरकत की रात है

जागूँगा सारी रात, 'इबादत की रात है
पाई शब-ए-बरात ये क़िस्मत की बात है

शब-ए-बरात ! शब-ए-बरात !
शब-ए-बरात ! शब-ए-बरात !


ना'त-ख़्वाँ:
राओ अली हसनैन





shab-e-baraat ! shab-e-baraat !
shab-e-baraat ! shab-e-baraat !


paai shab-e-baraat ye qismat ki baat hai
jaagunga saari raat, 'ibaadat ki raat hai

paai shab-e-baraat ye qismat ki baat hai

shab-e-baraat ! shab-e-baraat !
shab-e-baraat ! shab-e-baraat !

marz-e-gunaah-gaari se tauba karunga mai.n
farmaan-e-mustafa hai, shafaa'at ki raat hai

jaagunga saari raat, 'ibaadat ki raat hai
paai shab-e-baraat ye qismat ki baat hai

shab-e-baraat ! shab-e-baraat !
shab-e-baraat ! shab-e-baraat !

hogi qabool saare talabgaaro.n ki fariyaad
bas dil se pukaaro ye samaa'at ki raat hai

jaagunga saari raat, 'ibaadat ki raat hai
paai shab-e-baraat ye qismat ki baat hai

shab-e-baraat ! shab-e-baraat !
shab-e-baraat ! shab-e-baraat !

sajde karunga, ashk-e-nadaamat bahaaunga
sab kuchh milega mujh ko, 'inaayat ki raat hai

jaagunga saari raat, 'ibaadat ki raat hai
paai shab-e-baraat ye qismat ki baat hai

shab-e-baraat ! shab-e-baraat !
shab-e-baraat ! shab-e-baraat !

saara jahaan chho.D ke masjid chalo, Naadim !
rehmat hi rehmate.n hai.n, ye barkat ki raat hai

jaagunga saari raat, 'ibaadat ki raat hai
paai shab-e-baraat ye qismat ki baat hai

shab-e-baraat ! shab-e-baraat !
shab-e-baraat ! shab-e-baraat !


Naat-Khwaan:
Rao Ali Hasnain
Payi Shab e Barat Ye Kismat Ki Baat Hai Lyrics | Payi Shab e Barat Ye Qismat Ki Baat Hai Lyrics in Hindi | Jagunga Saari Raat Ibadat Ki Raat Hai Lyrics in Hindi | Payi Shabe Barat baraat sari | Aayi Shab e Barat Ye Kismat Ki Baat Hai Lyrics in Hindi lyrics of naat, naat lyrics in hindi, islamic lyrics, hindi me naat lyrics, hindi me naat likhi hui, नात शरीफ लिरिक्स हिंदी, नात शरीफ लिरिक्स हिंदी में, नात शरीफ लिरिक्स हिंदी में, नात हिंदी में लिखी हुई, नात शरीफ की किताब हिंदी में, आला हजरत की नात शरीफ lyrics, हिंदी नात, Lyrics in English, Lyrics in Roman

Comments

Most Popular

मेरे हुसैन तुझे सलाम / Mere Husain Tujhe Salaam

वो शहर-ए-मोहब्बत जहाँ मुस्तफ़ा हैं / Wo Shehr-e-Mohabbat Jahan Mustafa Hain (All Versions)

क्या बताऊँ कि क्या मदीना है / Kya Bataun Ki Kya Madina Hai

ऐ ज़हरा के बाबा सुनें इल्तिजा मदीना बुला लीजिए / Aye Zahra Ke Baba Sunen Iltija Madina Bula Lijiye

मेरा बादशाह हुसैन है | ऐसा बादशाह हुसैन है / Mera Baadshaah Husain Hai | Aisa Baadshaah Husain Hai

हम हुसैन वाले हैं / Hum Hussain Wale Hain

अल्लाह की रज़ा है मोहब्बत हुसैन की | या हुसैन इब्न-ए-अली / Allah Ki Raza Hai Mohabbat Hussain Ki | Ya Hussain Ibne Ali

कर्बला के जाँ-निसारों को सलाम / Karbala Ke Jaan-nisaron Ko Salam

हम ने आँखों से देखा नहीं है मगर उन की तस्वीर सीने में मौजूद है | उन का जल्वा तो सीने में मौजूद है / Hum Ne Aankhon Se Dekha Nahin Hai Magar Unki Tasweer Seene Mein Maujood Hai | Un Ka Jalwa To Seene Mein Maujood Hai

हुसैन आज सर को कटाने चले हैं / Husain Aaj Sar Ko Katane Chale Hain