याद आते हैं मंज़र हरम के | जब भी आता है हज का महीना / Yaad Aate Hain Manzar Haram Ke | Jab Bhi Aata Hai Hajj Ka Mahina

कभी तो दूँगा मैं जा कर सदाएँ ख़ान-ए-का'बा में
करूँगा मैं भी, फ़ारूक़ी ! दु'आएँ ख़ान-ए-का'बा में

लब्बैक लब्बैक अल्लाहुम्म लब्बैक
लब्बैक लब्बैक अल्लाहुम्म लब्बैक
लब्बैक लब्बैक अल्लाहुम्म लब्बैक

याद आते हैं मंज़र हरम के, जब भी आता है हज का महीना
रूह का'बे के जल्वों को तरसे, दिल पुकारे मदीना मदीना

याद आते हैं मंज़र हरम के, जब भी आता है हज का महीना

मैं भी देखूँ सफ़ा और मरवा, मैं भी या मौला ! घर तेरे आऊँ
बीबी ज़हरा के बच्चों का सदक़ा, पार हो अब मेरा भी सफ़ीना

याद आते हैं मंज़र हरम के, जब भी आता है हज का महीना

हाजिओ ! उन के दर पर भी जाओ, जिन को मालिक ने मालिक बनाया
जो हैं सुलतान दोनों जहाँ के, जिन के क़दमों में है हर ख़ज़ीना

याद आते हैं मंज़र हरम के, जब भी आता है हज का महीना

बे-मज़ा है ज़माने की रौनक़, सारी रा'नाइयाँ बे-असर हैं
मैं मदीने की यादों में गुम हूँ, हिज्र-ए-तयबा में ज़ख़्मी है सीना

याद आते हैं मंज़र हरम के, जब भी आता है हज का महीना

दूर, फ़ारूक़ी ! आक़ा के दर से, दूर फ़ारूक़ी ! तयबा नगर से
मुझ को बे-रंग लगती है दुनिया, मुझ को बे-कार लगता है जीना

याद आते हैं मंज़र हरम के, जब भी आता है हज का महीना


शायर:
सुहैल कलीम फ़ारूक़ी

ना'त-ख़्वाँ:
उमैर ज़ुबैर





kabhi to doonga mai.n jaa kar sadaae.n KHaan-e-kaa'ba me.n
karunga mai.n bhi, Faarooqi ! du'aae.n KHaan-e-kaa'ba me.n

labbaik labbaik allahumma labbaik
labbaik labbaik allahumma labbaik
labbaik labbaik allahumma labbaik

yaad aate hain manzar haram ke
jab bhi aata hai haj ka mahina
rooh kaa'be ke jalwo.n ko tarse
dil pukaare madina madina

yaad aate hain manzar haram ke
jab bhi aata hai haj ka mahina

mai.n bhi dekhu.n safa aur marwa
mai.n bhi, ya maula ! ghar tere aau.n
bibi zahra ke bachcho.n ka sadqa
paar ho ab mera bhi safeena

yaad aate hain manzar haram ke
jab bhi aata hai haj ka mahina

haajiyo ! un ke dar par bhi jaao
jin ko maalik ne maalik banaaya
jo hai.n sultaan dono.n jahaa.n ke
jin ke qadmo.n me.n hai har KHazeena

yaad aate hain manzar haram ke
jab bhi aata hai haj ka mahina

be-maza hai zamaane ki raunaq
saari raa'naaiyaa.n be-asar hai.n
mai.n madine ki yaado.n me.n gum hu.n
hijr-e-tayba me.n zaKHmi hai seena

yaad aate hain manzar haram ke
jab bhi aata hai haj ka mahina

door, Faarooqi ! aaqa ke dar se
door, Faarooqi ! tayba nagar se
mujh ko be-rang lagti hai duniya
mujh ko be-kaar lagta hai jeena

yaad aate hain manzar haram ke
jab bhi aata hai haj ka mahina


Poet:
Sohail Kaleem Farooqi

Naat-Khwaan:
Umair Zubair
Yaad Aate Hain Manzar Haram Ke Lyrics in Hindi | Jab Bhi Aata Hai Hajj Ka Mahina Lyrics | Yaad Aate Hain Manzar Haram Ke Lyrics in English | Hajj Naat Lyrics | Umair Zubair Naat Lyrics | yad ate hein hei ata | ''Yaad Atay Hain Manzar Haram Kay'' ( New Hajj Special Naat 2023 ) | lyrics of naat | naat lyrics in hindi | islamic lyrics | hindi me naat lyrics | hindi me naat likhi hui | All Naat Lyrics in Hindi | नात शरीफ लिरिक्स हिंदी, नात शरीफ लिरिक्स हिंदी में, नात शरीफ लिरिक्स हिंदी में, नात हिंदी में लिखी हुई | नात शरीफ की किताब हिंदी में | आला हजरत की नात शरीफ lyrics | हिंदी नात | Lyrics in English | Lyrics in Roman 50+ Naat Lyrics | Best Place To Find All Naat Sharif | 500+ Naat Lyrics | Best Site To Find All Naat in Hindi, English | 430 Naat lyrics ideas in 2023

Comments

Most Popular

काबा दिखा दे मौला / Kaba Dikha De Maula

मेरे हुसैन तुझे सलाम / Mere Husain Tujhe Salaam

या नबी सलाम अलैका / Ya Nabi Salam Alaika | Ya Nabi Salam Alayka (All Popular Versions)

अल-मदद पीरान-ए-पीर ग़ौस-उल-आज़म दस्तगीर / Al Madad Peeran-e-Peer Ghaus-ul-Azam Dastageer | Al Madad Peeran-e-Peer Ghaus-e-Azam Dastageer

वो शहर-ए-मोहब्बत जहाँ मुस्तफ़ा हैं / Wo Shehr-e-Mohabbat Jahan Mustafa Hain

क्या बताऊँ कि क्या मदीना है / Kya Bataun Ki Kya Madina Hai

बेख़ुद किए देते हैं अंदाज़-ए-हिजाबाना / Bekhud Kiye Dete Hain Andaz-e-Hijabana

ऐ ज़हरा के बाबा सुनें इल्तिजा मदीना बुला लीजिए / Aye Zahra Ke Baba Sunen Iltija Madina Bula Lijiye

सुनते हैं कि महशर में सिर्फ़ उन की रसाई है / Sunte Hain Ke Mehshar Mein Sirf Un Ki Rasai Hai

ऐ सबा मुस्तफ़ा से कह देना ग़म के मारे सलाम कहते हैं / Aye Saba Mustafa Se Keh Dena Gham Ke Mare Salam Kehte Hain (All Versions)