ADVERTISEMENT

हैदर का घराना कर्बल में क्या ज़ुल्म अनोखे सहता है / Haider Ka Gharana Karbal Mein Kya Zulm Anokhe Sehta Hai

हैदर का घराना कर्बल में क्या ज़ुल्म अनोखे सहता है
प्यासे हैं मुहम्मद के प्यारे और सामने दरिया बहता है

दिल डूब गया है बानो का और ख़ून का दरिया बहता है
जिस झूले में असग़र सोते थे, दो दिन से वो ख़ाली रहता है

ज़ैनब की नज़र है चौखट पर और कान लगे हैं आहट पर
जब कोई दुलारा बाहर हो तो माँ को खटका रहता है

ऐ कूफ़ियो ! क्या पाया तुम ने, उन पर ही सितम ढाया तुम ने
जिस घर का हर बच्चा बच्चा सरकार से निस्बत रखता है

ऐ शिम्र-ए-लईं ज़ालिम ! तू ने, क्या शाही गला काटा तू ने
बह जाते हैं आँखों से आँसू वो मंज़र सामने आता है

सज्जाद ! शहीदों का ग़म है, जितना ही लिखो उतना कम है
हर साल मुहर्रम में घर घर शब्बीर का चर्चा होता है


शायर:
सज्जाद निज़ामी

ना'त-ख़्वाँ:
सज्जाद निज़ामी





haidar ka gharaana karbal me.n kya zulm anokhe sehta hai
pyaase hai.n muhammad ke pyaare aur saamne dariya behta hai

dil Doob gaya hai baano ka aur KHoon ka dariya behta hai
jis jhoole me.n asGar sote the, do din se wo KHaali rehta hai

zainab ki nazar hai chaukhaT par aur kaan lage hai.n aahaT par
jab koi dulaara baahar ho to maa.n ko khaTka rehta hai

ai koofiyo ! kya paaya tum ne, un par hi sitam Dhaaya tum ne
jis ghar ka har bachcha bachcha sarkaar se nisbat rakhta hai

ai shimr-e-laee.n zaalim ! tu ne, kya shaahi gala kaaTa tu ne
beh jaate hai.n aankho.n se aansu wo manzar saamne aata hai

Sajjaad ! shaheedo.n ka Gam hai, jitna hi likho utna kam hai
har saal muharram me.n ghar ghar shabbir ka charcha hota hai


Poet:
Sajjad Nizami

Naat-Khwaan:
Sajjad Nizami
Haider Ka Gharana Karbal Mein Lyrics in Hindi | Haider Ka Gharana Karbal Mein Kya Zulm Anokhe Sehta Hai Lyrics | Pyase Hain Muhammad Ke Pyare Lyrics | Sajjad Nizami Naat Lyrics | Muharram Naat Lyrics | garana garaana me lyrics of naat | naat lyrics in hindi | islamic lyrics | hindi me naat lyrics | hindi me naat likhi hui | All Naat Lyrics in Hindi | नात शरीफ लिरिक्स हिंदी, नात शरीफ लिरिक्स हिंदी में, नात शरीफ लिरिक्स हिंदी में, नात हिंदी में लिखी हुई | नात शरीफ की किताब हिंदी में | आला हजरत की नात शरीफ lyrics | हिंदी नात | Lyrics in English | Lyrics in Roman 50+ Naat Lyrics | Best Place To Find All Naat Sharif | 500+ Naat Lyrics | Best Site To Find All Naat in Hindi, English | 430 Naat lyrics ideas in 2023

Comments

Most Popular

अल-मदद पीरान-ए-पीर ग़ौस-उल-आज़म दस्तगीर / Al Madad Peeran-e-Peer Ghaus-ul-Azam Dastageer | Al Madad Peeran-e-Peer Ghaus-e-Azam Dastageer

मीराँ वलियों के इमाम / Meeran Waliyon Ke Imam

या नबी सलाम अलैका / Ya Nabi Salam Alaika | Ya Nabi Salam Alayka (All Popular Versions)

इमदाद कुन इमदाद कुन या ग़ौस-ए-आज़म दस्तगीर / Imdad Kun Imdad Kun Ya Ghaus-e-Azam Dastagir | Imdad Kun Imdad Kun Ya Ghous-e-Azam Dastagir

सरकार-ए-ग़ौस-ए-आज़म नज़र-ए-करम ख़ुदारा / Sarkar-e-Ghaus-e-Azam Nazar-e-Karam Khudara

फ़ासलों को ख़ुदारा मिटा दो | जालियों पर निगाहें जमी हैं / Faslon Ko Khudara Mita Do | Jaliyon Par Nigahen Jami Hain

ऐ ज़हरा के बाबा सुनें इल्तिजा मदीना बुला लीजिए / Aye Zahra Ke Baba Sunen Iltija Madina Bula Lijiye

क्या बताऊँ कि क्या मदीना है / Kya Bataun Ki Kya Madina Hai

वो शहर-ए-मोहब्बत जहाँ मुस्तफ़ा हैं / Wo Shehr-e-Mohabbat Jahan Mustafa Hain

क़ादरी आस्ताना सलामत रहे | मुस्तफ़ा का घराना सलामत रहे / Qadri Aastana Salamat Rahe | Qadri Astana Salamat Rahe | Mustafa Ka Gharana Salamat Rahe