ADVERTISEMENT

दीन को बचाना था कर्बला हुसैन आए / Deen Ko Bachana Tha Karbala Hussain Aaye

दीन को बचाना था, कर्बला हुसैन आए
ज़ुल्म को मिटाना था, कर्बला हुसैन आए

नाना-जान से बचपन में किया था जो वा'दा
बस वही निभाना था, कर्बला हुसैन आए

हुर्र को नार-ए-दोज़ख़ से खेंच कर के लाना था
जन्नती बनाना था, कर्बला हुसैन आए

सर कटे तो कट जाए, हक़ का साथ मत छोड़ो
ये सबक़ पढ़ाना था, कर्बला हुसैन आए

ऐ यज़ीद ! सुन तेरी ज़ुल्म की हुकूमत को
ख़ाक में मिलाना था, कर्बला हुसैन आए

जज़्बा-ए-'अली हैदर, ज़ुल्फ़िक़ार को ले कर
जंग में दिखाना था, कर्बला हुसैन आए


ना'त-ख़्वाँ:
मुहम्मद अली फ़ैज़ी





deen ko bachaana tha, karbala husain aae
zulm ko miTaana tha, karbala husain aae

naana-jaan se bachpan me.n kiya tha jo waa'da
bas wahi nibhaana tha, karbala husain aae

hurr ko naar-e-dozaKH se khench kar ke laana tha
jannati banaana tha, karbala husain aae

sar kaTe to kaT jaae, haq ka saath mat chho.Do
ye sabaq pa.Dhaana tha, karbala husain aae

ai yazeed ! sun teri zulm ki hukoomat ko
KHaak me.n milaana tha, karbala husain aae

jazba-e-'ali haidar, zulfiqaar ko le kar
jang me.n dikhaana tha, karbala husain aae


Naat-Khwaan:
Muhammad Ali Faizi

Comments

Most Popular

अल-मदद पीरान-ए-पीर ग़ौस-उल-आज़म दस्तगीर / Al Madad Peeran-e-Peer Ghaus-ul-Azam Dastageer | Al Madad Peeran-e-Peer Ghaus-e-Azam Dastageer

या नबी सलाम अलैका / Ya Nabi Salam Alaika | Ya Nabi Salam Alayka (All Popular Versions)

मीराँ वलियों के इमाम / Meeran Waliyon Ke Imam

उन की महक ने दिल के ग़ुंचे खिला दिये हैं / Un Ki Mahak Ne Dil Ke Gunche Khila Diye Hain

वो शहर-ए-मोहब्बत जहाँ मुस्तफ़ा हैं / Wo Shehr-e-Mohabbat Jahan Mustafa Hain

सरकार-ए-ग़ौस-ए-आज़म नज़र-ए-करम ख़ुदारा / Sarkar-e-Ghaus-e-Azam Nazar-e-Karam Khudara

क्या बताऊँ कि क्या मदीना है / Kya Bataun Ki Kya Madina Hai

इमदाद कुन इमदाद कुन या ग़ौस-ए-आज़म दस्तगीर / Imdad Kun Imdad Kun Ya Ghaus-e-Azam Dastagir | Imdad Kun Imdad Kun Ya Ghous-e-Azam Dastagir

बेख़ुद किए देते हैं अंदाज़-ए-हिजाबाना / Bekhud Kiye Dete Hain Andaz-e-Hijabana

ऐ ज़हरा के बाबा सुनें इल्तिजा मदीना बुला लीजिए / Aye Zahra Ke Baba Sunen Iltija Madina Bula Lijiye