मैं ने जब आप की दहलीज़ को आक़ा चूमा / Main Ne Jab Aap Ki Dehleez Ko Aaqa Chooma

मैं ने जब आप की दहलीज़ को, आक़ा ! चूमा
यूँ लगा आप ने जैसे मेरा माथा चूमा

होंट फ़ारिग़ हुए पल भर को न आँखें मेरी
कभी जाली, कभी रौज़ा, कभी पर्दा चूमा

आप को ख़्वाब में देखा तो मुक़द्दर जागे
झूम उठा, ना'त पढ़ी, रो दिया, लिपटा, चूमा

उन के क़दमों की तरफ़ ले गए जब होंट मुझे
होंट भी नक़्श-ए-क़दम बन गए इतना चूमा

सफ़र-ए-'अर्श पे ले जाने को जिब्रील जब आए
अपने काफ़ूरी लबों से तेरा तलवा चूमा

मैं बताता हूँ तुम्हें 'इश्क़-नवर्दी क्या है
एक आहट के लिए सारा मदीना चूमा

शहद सा दौड़ गया है मेरी शिरयानों में
जब कभी पढ़ के दुरूद अपना अँगूठा चूमा

मंज़िलें रहती हैं सीने में, मुज़फ़्फ़र ! मेरे
वो जिधर से भी गए मैं ने वो रस्ता चूमा


शायर:
मुज़फ़्फ़र वारसी

ना'त-ख़्वाँ:
ओवैस रज़ा क़ादरी
ग़ुलाम मुस्तफ़ा क़ादरी
सय्यिद अब्दुल क़ादिर अल-क़ादरी





mai.n ne jab aap ki dehleez ko, aaqa ! chooma
yu.n laga aap ne jaise mera maatha chooma

honT faariG hue pal bhar ko na aankhe.n meri
kabhi jaali, kabhi rauza, kabhi parda chooma

aap ko KHwaab me.n dekha to muqaddar jaage
jhoom uTha, naa't pa.Dhi, ro diya, lipTa, chooma

un ke qadmo.n ki taraf le gae jab honT mujhe
honT bhi naqsh-e-qadam ban gae itna chooma

safar-e-'arsh pe le jaane ko jibreel jab aae
apne kaafoori labo.n se tera talwa chooma

mai.n bataata hu.n tumhe.n 'ishq-nawardi kya hai
ek aahaT ke liye saara madina chooma

shahd saa dau.D gaya hai meri shiryaano.n me.n
jab kabhi pa.Dh ke durood apna anguTha chooma

manzile.n rehti hai.n seene me.n, Muzaffar ! mere
wo jidhar se bhi gae mai.n ne wo rasta chooma


Poet:
Muzaffar Warsi

Naat-Khwaan:
Owais Raza Qadri
Ghulam Mustafa Qadri
Syed Abdul Qadir Al-Qadri
Maine Jab Aapki Dehleez Ko Aaqa Chooma Lyrics | Main Ne Jab Aap Ki Dehleez Ko Aaqa Chooma Lyrics in Hindi | Maine Jab Aapki Dehleez Ko Lyrics | dehliz daheliz dehaleez | aqa chuma lyrics of naat | naat lyrics in hindi | islamic lyrics | hindi me naat lyrics | hindi me naat likhi hui | All Naat Lyrics in Hindi | नात शरीफ लिरिक्स हिंदी, नात शरीफ लिरिक्स हिंदी में, नात शरीफ लिरिक्स हिंदी में, नात हिंदी में लिखी हुई | नात शरीफ की किताब हिंदी में | आला हजरत की नात शरीफ lyrics | हिंदी नात | Lyrics in English | Lyrics in Roman 50+ Naat Lyrics | Best Place To Find All Naat Sharif | 500+ Naat Lyrics | Best Site To Find All Naat in Hindi, English | 430 Naat lyrics ideas in 2023

Comments

Most Popular

काबा दिखा दे मौला / Kaba Dikha De Maula

मेरे हुसैन तुझे सलाम / Mere Husain Tujhe Salaam

या नबी सलाम अलैका / Ya Nabi Salam Alaika | Ya Nabi Salam Alayka (All Popular Versions)

अल-मदद पीरान-ए-पीर ग़ौस-उल-आज़म दस्तगीर / Al Madad Peeran-e-Peer Ghaus-ul-Azam Dastageer | Al Madad Peeran-e-Peer Ghaus-e-Azam Dastageer

वो शहर-ए-मोहब्बत जहाँ मुस्तफ़ा हैं / Wo Shehr-e-Mohabbat Jahan Mustafa Hain

क्या बताऊँ कि क्या मदीना है / Kya Bataun Ki Kya Madina Hai

बेख़ुद किए देते हैं अंदाज़-ए-हिजाबाना / Bekhud Kiye Dete Hain Andaz-e-Hijabana

ऐ ज़हरा के बाबा सुनें इल्तिजा मदीना बुला लीजिए / Aye Zahra Ke Baba Sunen Iltija Madina Bula Lijiye

सुनते हैं कि महशर में सिर्फ़ उन की रसाई है / Sunte Hain Ke Mehshar Mein Sirf Un Ki Rasai Hai

ऐ सबा मुस्तफ़ा से कह देना ग़म के मारे सलाम कहते हैं / Aye Saba Mustafa Se Keh Dena Gham Ke Mare Salam Kehte Hain (All Versions)