ADVERTISEMENT

सब के हाजत-रवा ग़रीब-नवाज़ | हर मरज़ की शिफ़ा ग़रीब-नवाज़ / Sab Ke Hajat rawa Ghareeb Nawaz | Har Maraz Ki Shifa Ghareeb Nawaz

सब के हाजत-रवा ग़रीब-नवाज़
हर मरज़ की शिफ़ा ग़रीब-नवाज़

ग़मज़दों ने कहा ग़रीब-नवाज़
बेकसों की सदा ग़रीब-नवाज़

सब के हाजत-रवा ग़रीब-नवाज़
हर मरज़ की शिफ़ा ग़रीब-नवाज़

हर वो साइल मुराद पाता है
जो भी कहता है या ग़रीब-नवाज़

सब के हाजत-रवा ग़रीब-नवाज़
हर मरज़ की शिफ़ा ग़रीब-नवाज़

तेरे दर पर जबीं झुकाते हैं
हिन्द के औलिया ग़रीब-नवाज़

सब के हाजत-रवा ग़रीब-नवाज़
हर मरज़ की शिफ़ा ग़रीब-नवाज़

जिन का कोई नहीं ज़माने में
उन का है आसरा ग़रीब-नवाज़

सब के हाजत-रवा ग़रीब-नवाज़
हर मरज़ की शिफ़ा ग़रीब-नवाज़

ख़ाक-ए-अजमेर ख़ूब है, ख़ाकी !
चूम ले कह के या ग़रीब-नवाज़

सब के हाजत-रवा ग़रीब-नवाज़
हर मरज़ की शिफ़ा ग़रीब-नवाज़


ना'त-ख़्वाँ:
सय्यिद मोईनुद्दीन चिश्ती
सय्यिद अब्दुल क़ादिर अल-क़ादरी





sab ke haajat-rawa Gareeb-nawaaz
har maraz ki shifa Gareeb-nawaaz

Gamzado.n ne kaha Gareeb-nawaaz
bekaso.n ki sada Gareeb-nawaaz

sab ke haajat-rawa Gareeb-nawaaz
har maraz ki shifa Gareeb-nawaaz

har wo saail muraad paata hai
jo bhi kehta hai ya Gareeb-nawaaz

sab ke haajat-rawa Gareeb-nawaaz
har maraz ki shifa Gareeb-nawaaz

tere dar par jabee.n jhukaate hai.n
hind ke auliya Gareeb-nawaaz

sab ke haajat-rawa Gareeb-nawaaz
har maraz ki shifa Gareeb-nawaaz

jin ka koi nahi.n zamaane me.n
un ka hai aasra Gareeb-nawaaz

sab ke haajat-rawa Gareeb-nawaaz
har maraz ki shifa Gareeb-nawaaz

KHaak-e-ajmer KHoob hai, KHaaki !
choom le keh ke ya Gareeb-nawaaz

sab ke haajat-rawa Gareeb-nawaaz
har maraz ki shifa Gareeb-nawaaz


Naat-Khwaan:
Sayyed Moinuddin Chishti (SDI)
Syed Abdul Qadir Al-Qadri

Comments

Most Popular

अल-मदद पीरान-ए-पीर ग़ौस-उल-आज़म दस्तगीर / Al Madad Peeran-e-Peer Ghaus-ul-Azam Dastageer | Al Madad Peeran-e-Peer Ghaus-e-Azam Dastageer

मीराँ वलियों के इमाम / Meeran Waliyon Ke Imam

या नबी सलाम अलैका / Ya Nabi Salam Alaika | Ya Nabi Salam Alayka (All Popular Versions)

इमदाद कुन इमदाद कुन या ग़ौस-ए-आज़म दस्तगीर / Imdad Kun Imdad Kun Ya Ghaus-e-Azam Dastagir | Imdad Kun Imdad Kun Ya Ghous-e-Azam Dastagir

सरकार-ए-ग़ौस-ए-आज़म नज़र-ए-करम ख़ुदारा / Sarkar-e-Ghaus-e-Azam Nazar-e-Karam Khudara

फ़ासलों को ख़ुदारा मिटा दो | जालियों पर निगाहें जमी हैं / Faslon Ko Khudara Mita Do | Jaliyon Par Nigahen Jami Hain

ऐ ज़हरा के बाबा सुनें इल्तिजा मदीना बुला लीजिए / Aye Zahra Ke Baba Sunen Iltija Madina Bula Lijiye

क्या बताऊँ कि क्या मदीना है / Kya Bataun Ki Kya Madina Hai

वो शहर-ए-मोहब्बत जहाँ मुस्तफ़ा हैं / Wo Shehr-e-Mohabbat Jahan Mustafa Hain

क़ादरी आस्ताना सलामत रहे | मुस्तफ़ा का घराना सलामत रहे / Qadri Aastana Salamat Rahe | Qadri Astana Salamat Rahe | Mustafa Ka Gharana Salamat Rahe