फ़लक से रहमतों का इक समंदर भेज देता है / Falak Se Rahmaton Ka Ik Samandar Bhej Deta Hai

फ़लक से रहमतों का इक समंदर भेज देता है
वो ख़ालिक़ रोज़ धरती का मुक़द्दर भेज देता है

हरम की सिम्त बढ़ने लगती है जब अबरहा की फ़ौज
मेरा मौला अबाबीलों का लश्कर भेज देता है

फ़लक से रहमतों का इक समंदर भेज देता है
वो ख़ालिक़ रोज़ धरती का मुक़द्दर भेज देता है

ख़लीलुल्लाह जब ता'मीर-ए-बैतुल्लाह करते हैं
इलाही ख़ुल्द से असवद सा पत्थर भेज देता है

फ़लक से रहमतों का इक समंदर भेज देता है
वो ख़ालिक़ रोज़ धरती का मुक़द्दर भेज देता है

ख़ुदा चाहे अगर महबूब को दीदार करवाना
उन्हें पैग़ाम आधी रात को घर भेज देता है

फ़लक से रहमतों का इक समंदर भेज देता है
वो ख़ालिक़ रोज़ धरती का मुक़द्दर भेज देता है

सर-ए-मैदान हैदर के न हिस्से में शिकस्त आए
ज़ुबाँ पर ना'रा-ए-अल्लाहु-अकबर भेज देता है

फ़लक से रहमतों का इक समंदर भेज देता है
वो ख़ालिक़ रोज़ धरती का मुक़द्दर भेज देता है

रसूलुल्लाह और सिद्दीक़ ग़ार-ए-सौर में पहुँचे
बना कर मकड़ी का जाला, कबूतर भेज देता है

फ़लक से रहमतों का इक समंदर भेज देता है
वो ख़ालिक़ रोज़ धरती का मुक़द्दर भेज देता है

जहाँ को 'आइशा की शान दिखलाने की बात आए
तो वो जन्नत को हुजरे के ही अंदर भेज देता है

फ़लक से रहमतों का इक समंदर भेज देता है
वो ख़ालिक़ रोज़ धरती का मुक़द्दर भेज देता है

ख़ुदा, 'औरत पे पर्दा फ़र्ज़ करने के लिए, साइम !
'उमर की राय को आयत बना कर भेज देता है

फ़लक से रहमतों का इक समंदर भेज देता है
वो ख़ालिक़ रोज़ धरती का मुक़द्दर भेज देता है


शायर:
मलिक मुबश्शिर साइम अलवी

नशीद-ख़्वाँ:
अतहर जलाली
अंज़र जलाली
मज़हर जलाली





falak se rahmato.n ka ik samandar bhej deta hai
wo KHaaliq roz dharti ka muqaddar bhej deta hai

haram ki simt ba.Dhne lagti hai jab abraha ki fauj
mera maula ababeelo.n ka lashkar bhej deta hai

falak se rahmato.n ka ik samandar bhej deta hai
wo KHaaliq roz dharti ka muqaddar bhej deta hai

KHaleelullah jab taa'meer-e-baitullah karte hai.n
ilaahi KHuld se aswad saa patthar bhej deta hai

falak se rahmato.n ka ik samandar bhej deta hai
wo KHaaliq roz dharti ka muqaddar bhej deta hai

KHuda chaahe agar mahboob ko deedaar karwaana
unhe.n paiGaam aadhi raat ko ghar bhej deta hai

falak se rahmato.n ka ik samandar bhej deta hai
wo KHaaliq roz dharti ka muqaddar bhej deta hai

sar-e-maidaan haidar ke na hisse me.n shikast aae
zubaa.n par naa'ra-e-allahu-akbar bhej deta hai

falak se rahmato.n ka ik samandar bhej deta hai
wo KHaaliq roz dharti ka muqaddar bhej deta hai

rasoolullah aur siddiq Gaar-e-saur me.n pahunche
bana kar mak.Di ka jaala, kabootar bhej deta hai

falak se rahmato.n ka ik samandar bhej deta hai
wo KHaaliq roz dharti ka muqaddar bhej deta hai

jahaa.n ko 'aaisha ki shaan dikhlaane ki baat aae
to wo jannat ko hujre ke hi andar bhej deta hai

falak se rahmato.n ka ik samandar bhej deta hai
wo KHaaliq roz dharti ka muqaddar bhej deta hai

KHuda, 'aurat pe parda farz karne ke liye, Saaim !
'umar ki raay ko aayat bana kar bhej deta hai

falak se rahmato.n ka ik samandar bhej deta hai
wo KHaaliq roz dharti ka muqaddar bhej deta hai


Poet:
Malik Mubashir Saim Alvi

Nasheed-Khwaan:
Athar Jalali
Anzar Jalali
Mazhar Jalali
Falak Se Rahmaton Ka Ik Samandar Bhej Deta Hai Lyrics in Hindi | Wo Khaliq Roz Dharti Ka Muqaddar Bhej Deta Hai Lyrics in Hindi | Hamd Lyrics | Jalali Brothers Naat Lyrics | Phalak rehmato rahmato ek samundar | lyrics of naat | naat lyrics in hindi | islamic lyrics | hindi me naat lyrics | hindi me naat likhi hui | All Naat Lyrics in Hindi | नात शरीफ लिरिक्स हिंदी, नात शरीफ लिरिक्स हिंदी में, नात शरीफ लिरिक्स हिंदी में, नात हिंदी में लिखी हुई | नात शरीफ की किताब हिंदी में | आला हजरत की नात शरीफ lyrics | हिंदी नात | Lyrics in English | Lyrics in Roman 50+ Naat Lyrics | Best Place To Find All Naat Sharif | 500+ Naat Lyrics | Best Site To Find All Naat in Hindi, English | 430 Naat lyrics ideas in 2023

Comments

Most Popular

काबा दिखा दे मौला / Kaba Dikha De Maula

मेरे हुसैन तुझे सलाम / Mere Husain Tujhe Salaam

या नबी सलाम अलैका / Ya Nabi Salam Alaika | Ya Nabi Salam Alayka (All Popular Versions)

अल-मदद पीरान-ए-पीर ग़ौस-उल-आज़म दस्तगीर / Al Madad Peeran-e-Peer Ghaus-ul-Azam Dastageer | Al Madad Peeran-e-Peer Ghaus-e-Azam Dastageer

वो शहर-ए-मोहब्बत जहाँ मुस्तफ़ा हैं / Wo Shehr-e-Mohabbat Jahan Mustafa Hain

क्या बताऊँ कि क्या मदीना है / Kya Bataun Ki Kya Madina Hai

बेख़ुद किए देते हैं अंदाज़-ए-हिजाबाना / Bekhud Kiye Dete Hain Andaz-e-Hijabana

ऐ ज़हरा के बाबा सुनें इल्तिजा मदीना बुला लीजिए / Aye Zahra Ke Baba Sunen Iltija Madina Bula Lijiye

सुनते हैं कि महशर में सिर्फ़ उन की रसाई है / Sunte Hain Ke Mehshar Mein Sirf Un Ki Rasai Hai

ऐ सबा मुस्तफ़ा से कह देना ग़म के मारे सलाम कहते हैं / Aye Saba Mustafa Se Keh Dena Gham Ke Mare Salam Kehte Hain (All Versions)