मुझ गुनहगार को दामन में छुपा लो आक़ा / Mujh Gunahgar Ko Daman Mein Chhupa Lo Aaqa

मुझ गुनहगार को दामन में छुपा लो, आक़ा !
टूट कर मैं न बिखर जाऊँ सँभालो, आक़ा !

जिन पे जिब्रील-ए-अमीं सर को झुकाने आए
वो जो पत्थर का जिगर मोम बनाने आए
है तमन्ना, उन्हीं क़दमों से लगा लो, आक़ा !
टूट कर मैं न बिखर जाऊँ सँभालो, आक़ा !

यक-ब-यक सामने आते वो नज़र आने लगे
देखते देखते इमदाद वो फ़रमाने लगे
जूँही हिरनी ने पुकारा है बचा लो, आक़ा !
टूट कर मैं न बिखर जाऊँ सँभालो, आक़ा !

रूठ जाए न कहीं हम से ख़ुदा की रहमत
आप से दूर न हो जाए कहीं ये उम्मत
अपनी सुन्नत के हर अंदाज़ में ढालो, आक़ा !
टूट कर मैं न बिखर जाऊँ सँभालो, आक़ा !

शहर-ए-तयबा की बहारों को नज़र में भर लूँ
ख़ुद को दीवाना मदीने की गली का कर लूँ
अपनी चौखट पे ग़ज़ाली को बुला लो, आक़ा !
टूट कर मैं न बिखर जाऊँ सँभालो, आक़ा !


शायर:
ग़ुलाम ग़ौस ग़ज़ाली

ना'त-ख़्वाँ:
ग़ुलाम ग़ौस ग़ज़ाली





mujh gunahgaar ko daaman me.n chhupa lo, aaqa !
TooT kar mai.n na bikhar jaau.n sambhaalo, aaqa !

jin pe jibreel-e-amee.n sar ko jhukaane aae
wo jo patthar ka jigar mom banaane aae
hai tamanna, unhi.n qadmo.n se laga lo, aaqa !
TooT kar mai.n na bikhar jaau.n sambhaalo, aaqa !

yak-ba-yak saamne aate wo nazar aane lage
dekhte dekhte imdaad wo farmaane lage
junhi hirni ne pukaara hai bacha lo, aaqa !
TooT kar mai.n na bikhar jaau.n sambhaalo, aaqa !

rooTh jaae na kahi.n ham se KHuda ki rahmat
aap se door na ho jaae kahi.n ye ummat
apni sunnat ke har andaaz me.n Dhaalo, aaqa !
TooT kar mai.n na bikhar jaau.n sambhaalo, aaqa !

shehr-e-tayba ki bahaaro.n ko nazar me.n bhar lu.n
KHud ko deewana madine ki gali ka kar lu.n
apni chaukhaT pe Ghazali ko bula lo, aaqa !
TooT kar mai.n na bikhar jaau.n sambhaalo, aaqa !


Poet:
Gulam Gaus Ghazali

Naat-Khwaan:
Gulam Gaus Ghazali
Mujh Gunahgar Ko Daman Mein Chupa Lo Aaqa Lyrics | Mujh Gunahgar Ko Daman Mein Chupa Lo Aaqa Lyrics in Hindi | Mujh Gunahgar Ko Daman Lyrics in Hindi | gunehgar me mai mei main chupalo chhupalo aqa |TooT Kar Main Na Bikhar Jaun Sambhalo Aaqa Lyrics | lyrics of naat | naat lyrics in hindi | islamic lyrics | hindi me naat lyrics | hindi me naat likhi hui | All Naat Lyrics in Hindi | नात शरीफ लिरिक्स हिंदी, नात शरीफ लिरिक्स हिंदी में, नात शरीफ लिरिक्स हिंदी में, नात हिंदी में लिखी हुई | नात शरीफ की किताब हिंदी में | आला हजरत की नात शरीफ lyrics | हिंदी नात | Lyrics in English | Lyrics in Roman 50+ Naat Lyrics | Best Place To Find All Naat Sharif | 500+ Naat Lyrics | Best Site To Find All Naat in Hindi, English | 430 Naat lyrics ideas in 2024

Comments

Most Popular

वो शहर-ए-मोहब्बत जहाँ मुस्तफ़ा हैं / Wo Shehr-e-Mohabbat Jahan Mustafa Hain (All Versions)

या नबी सलाम अलैका / Ya Nabi Salam Alaika | Ya Nabi Salam Alayka (All Popular Versions)

क्या बताऊँ कि क्या मदीना है / Kya Bataun Ki Kya Madina Hai

अल-मदद पीरान-ए-पीर ग़ौस-उल-आज़म दस्तगीर / Al-Madad Peeran-e-Peer Ghaus-ul-Azam Dastageer

हम ने आँखों से देखा नहीं है मगर उन की तस्वीर सीने में मौजूद है | उन का जल्वा तो सीने में मौजूद है / Hum Ne Aankhon Se Dekha Nahin Hai Magar Unki Tasweer Seene Mein Maujood Hai | Un Ka Jalwa To Seene Mein Maujood Hai

ऐ ज़हरा के बाबा सुनें इल्तिजा मदीना बुला लीजिए / Aye Zahra Ke Baba Sunen Iltija Madina Bula Lijiye

मुस्तफ़ा, जान-ए-रहमत पे लाखों सलाम (मुख़्तसर) / Mustafa, Jaan-e-Rahmat Pe Laakhon Salaam (Short)

बेख़ुद किए देते हैं अंदाज़-ए-हिजाबाना / Bekhud Kiye Dete Hain Andaz-e-Hijabana

हो करम सरकार अब तो हो गए ग़म बे-शुमार / Ho Karam Sarkar Ab To Ho Gaye Gham Beshumar

मेरे ताजुश्शरीआ की क्या शान है / Mere Tajushsharia Ki Kya Shaan Hai