नबी का नाम जब मेरे लबों पर रक़्स करता है / Nabi Ka Naam Jab Mere Labon Par Raqs Karta Hai

नबी का नाम जब मेरे लबों पर रक़्स करता है
लहू भी मेरी शिरयानों के अंदर रक़्स करता है

मेरी बेचैन आँखों में वो जब तशरीफ़ लाते हैं
तसव्वुर उन के दामन से लिपट कर रक़्स करता है

वो सहराओं में भी पानी पिला देते हैं प्यासों को
कि उन की उँगलियों में भी समंदर रक़्स करता है

पड़े हैं नक़्श-ए-पा-ए-मुस्तफ़ा के हार गर्दन में
जभी तो रूह लहराती है, पैकर रक़्स करता है

ख़याल आता है जब भी गर्मी-ए-रोज़-ए-क़ियामत का
ग़म-ए-'इस्याँ सर-ए-दरिया-ए-कौसर रक़्स करता है

ज़मीन-ओ-आसमाँ भी अपने क़ाबू में नहीं रहते
तड़प कर जब मुहम्मद का क़लंदर रक़्स करता है

लगी है भीड़ उस के गिर्द ये कैसी फ़रिश्तों की
ये किस का नाम ले ले कर मुज़फ़्फ़र रक़्स करता है


शायर:
मुज़फ़्फ़र वारसी

ना'त-ख़्वाँ:
शब्बीर अहमद मुज़फ़्फ़रपुरी





nabi ka naam jab mere labo.n par raqs karta hai
lahoo bhi meri shiryaano.n ke andar raqs karta hai

meri bechain aankho.n me.n wo jab tashreef laate hai.n
tasawwur un ke daaman se lipat kar raqs karta hai

wo sahraao.n me.n bhi paani pila dete hai.n pyaaso.n ko
ki un ki ungliyo.n me.n bhi samandar raqs karta hai

pa.De hai.n naqsh-e-paa-e-mustafa ke haar gardan me.n
jabhi to rooh lehraati hai, paikar raqs karta hai

KHayaal aata hai jab bhi garmi-e-roz-e-qiyaamat ka
Gam-e-'isyaa.n sar-e-dariya-e-kausar raqs karta hai

zameen-o-aasmaa.n bhi apne qaabu me.n nahi.n rehte
ta.Dap kar jab muhammad ka qalandar raqs karta hai

lagi hai bhee.D us ke gird ye kaisi farishto.n ki
ye kis ka naam le le kar Muzaffar raqs karta hai


Poet:
Muzaffar Warsi

Naat-Khwaan:
Shabbir Ahmad Muzaffarpuri
Nabi Ka Naam Jab Mere Labon Par Raqs Karta Hai Lyrics | Nabi Ka Naam Jab Mere Labon Par Raqs Karta Hai Lyrics in Hindi | Muzaffar Warsi Naat Lyrics | nam labo pe raks hei hain hein | lyrics of naat | naat lyrics in hindi | islamic lyrics | hindi me naat lyrics | hindi me naat likhi hui | All Naat Lyrics in Hindi | नात शरीफ लिरिक्स हिंदी, नात शरीफ लिरिक्स हिंदी में, नात शरीफ लिरिक्स हिंदी में, नात हिंदी में लिखी हुई | नात शरीफ की किताब हिंदी में | आला हजरत की नात शरीफ lyrics | हिंदी नात | Lyrics in English | Lyrics in Roman 50+ Naat Lyrics | Best Place To Find All Naat Sharif | 500+ Naat Lyrics | Best Site To Find All Naat in Hindi, English | 430 Naat lyrics ideas in 2024

Comments

Most Popular

काबा दिखा दे मौला / Kaba Dikha De Maula

मेरे हुसैन तुझे सलाम / Mere Husain Tujhe Salaam

या नबी सलाम अलैका / Ya Nabi Salam Alaika | Ya Nabi Salam Alayka (All Popular Versions)

अल-मदद पीरान-ए-पीर ग़ौस-उल-आज़म दस्तगीर / Al Madad Peeran-e-Peer Ghaus-ul-Azam Dastageer | Al Madad Peeran-e-Peer Ghaus-e-Azam Dastageer

वो शहर-ए-मोहब्बत जहाँ मुस्तफ़ा हैं / Wo Shehr-e-Mohabbat Jahan Mustafa Hain

क्या बताऊँ कि क्या मदीना है / Kya Bataun Ki Kya Madina Hai

बेख़ुद किए देते हैं अंदाज़-ए-हिजाबाना / Bekhud Kiye Dete Hain Andaz-e-Hijabana

ऐ ज़हरा के बाबा सुनें इल्तिजा मदीना बुला लीजिए / Aye Zahra Ke Baba Sunen Iltija Madina Bula Lijiye

ऐ सबा मुस्तफ़ा से कह देना ग़म के मारे सलाम कहते हैं / Aye Saba Mustafa Se Keh Dena Gham Ke Mare Salam Kehte Hain (All Versions)

सुनते हैं कि महशर में सिर्फ़ उन की रसाई है / Sunte Hain Ke Mehshar Mein Sirf Un Ki Rasai Hai