आक़ा आक़ा बोल बंदे आक़ा आक़ा बोल / Aaqa Aaqa Bol Bande Aaqa Aaqa Bol

आक़ा आक़ा बोल, बंदे ! आक़ा आक़ा बोल
ज़िक्र-ए-नबी तू करता जा, ये ज़िक्र बड़ा अनमोल

ऐसा दिन भी आ जाए सरकार के दर पे बैठे हों
लब ख़ामोश ज़बाँ बन जाएँ आँसू 'अर्ज़ा करते हों
उन के दर पर रोने वाले ! दिल से कुछ तो बोल
आक़ा आक़ा बोल, बंदे ! आक़ा आक़ा बोल

सरकार-ए-दो-'आलम प्यार-ए-आक़ा जिधर से गुज़रा करते थे
शजर गवाही देता था और पत्थर कलमा पढ़ते थे
नूर-ए-ख़ुदा के मुन्किर अब तो अपनी आँखें खोल
आक़ा आक़ा बोल, बंदे ! आक़ा आक़ा बोल

आओ चलो, दीवानो ! सारे शहर-ए-मदीना चलते हैं
मेरी क्या औक़ात है, सब ही उन के दर से पलते हैं
ग़ैरों को भी देते हैं वो बिन माँगे बिन मोल
आक़ा आक़ा बोल, बंदे ! आक़ा आक़ा बोल

जब से होश सँभाला है, मैं उन की ना'तें पढ़ता हूँ
गुस्ताख़ी न हो जाए, मैं सँभल सँभल के चलता हूँ
माँ की दु'आओं का सदक़ा है ऐसा मिला माहौल
आक़ा आक़ा बोल, बंदे ! आक़ा आक़ा बोल

राशिद ! नातें लिखना पढ़ना ये है बढ़ा ए'ज़ाज़
उन के करम के सदक़े ही से ऊँची है परवाज़
ना'त-ए-नबी तू सुनाए जा और कानों में रस गोल
आक़ा आक़ा बोल, बंदे ! आक़ा आक़ा बोल


शायर:
मुहम्मद राशिद आज़म

ना'त-ख़्वाँ:
मुहम्मद राशिद आज़म
फ़रहान अली क़ादरी
सय्यिद रैहान क़ादरी





aaqa aaqa bol, bande ! aaqa aaqa bol
zikr-e-nabi tu karta jaa, ye zikr ba.Da anmol

aisa din bhi aa jaae sarkaar ke dar pe baiThe ho.n
ab KHaamosh zabaa.n ban jaae.n aansu 'arza karte ho.n
un ke dar par rone waale ! dil se kuchh to bol
aaqa aaqa bol, bande ! aaqa aaqa bol

sarkaar-e-do-'aalam pyaar-e-aaqa jidhar se guzra karte the
shajar gawaahi deta tha aur patthar kalma pa.Dhte the
noor-e-KHuda ke munkir ab to apni aankhe.n khol
aaqa aaqa bol, bande ! aaqa aaqa bol

aao chalo, deewano ! saare shehr-e-madina chalte hai.n
meri kya auqaat hai, sab hi un ke dar se palte hai.n
Gairo.n ko bhi dete hai.n wo bin maange bin mol
aaqa aaqa bol, bande ! aaqa aaqa bol

jab se hosh sambhaala hai, mai.n un ki naa'te.n pa.Dhta hu.n
gustaaKHi na ho jaae, mai.n sambhal sambhal ke chalta hu.n
maa.n ki du'aao.n ka sadqa hai aisa mila maahaul
aaqa aaqa bol, bande ! aaqa aaqa bol

Raashid ! naa'te.n likhna pa.Dhna ye hai ba.Dha e'zaaz
un ke karam ke sadqe hi se unchi hai parwaaz
naa't-e-nabi tu sunaae jaa aur kaano.n me.n ras gol
aaqa aaqa bol, bande ! aaqa aaqa bol


Poet:
Muhammad Rashid Azam

Naat-Khwaan:
Muhammad Rashid Azam
Farhan Ali Qadri
Syed Rehan Qadri
Aaqa Aaqa Bol Bande Lyrics | Aaqa Aaqa Bol Bande Lyrics in Hindi | Aaqa Aaqa Bol Bande Lyrics in English | Aaqa Aaqa Bol Bande in Hindi Translation | aqa lyrics of naat | naat lyrics in hindi | islamic lyrics | hindi me naat lyrics | hindi me naat likhi hui | All Naat Lyrics in Hindi | नात शरीफ लिरिक्स हिंदी, नात शरीफ लिरिक्स हिंदी में, नात शरीफ लिरिक्स हिंदी में, नात हिंदी में लिखी हुई | नात शरीफ की किताब हिंदी में | आला हजरत की नात शरीफ lyrics | हिंदी नात | Lyrics in English | Lyrics in Roman 50+ Naat Lyrics | Best Place To Find All Naat Sharif | 500+ Naat Lyrics | Best Site To Find All Naat in Hindi, English | 430 Naat lyrics ideas in 2024

Comments

Most Popular

काबा दिखा दे मौला / Kaba Dikha De Maula

या नबी सलाम अलैका / Ya Nabi Salam Alaika | Ya Nabi Salam Alayka (All Popular Versions)

अल-मदद पीरान-ए-पीर ग़ौस-उल-आज़म दस्तगीर / Al Madad Peeran-e-Peer Ghaus-ul-Azam Dastageer | Al Madad Peeran-e-Peer Ghaus-e-Azam Dastageer

वो शहर-ए-मोहब्बत जहाँ मुस्तफ़ा हैं / Wo Shehr-e-Mohabbat Jahan Mustafa Hain

क्या बताऊँ कि क्या मदीना है / Kya Bataun Ki Kya Madina Hai

ऐ ज़हरा के बाबा सुनें इल्तिजा मदीना बुला लीजिए / Aye Zahra Ke Baba Sunen Iltija Madina Bula Lijiye

ऐ सबा मुस्तफ़ा से कह देना ग़म के मारे सलाम कहते हैं / Aye Saba Mustafa Se Keh Dena Gham Ke Mare Salam Kehte Hain (All Versions)

चमक तुझ से पाते हैं सब पाने वाले | मेरा दिल भी चमका दे चमकाने वाले / Chamak Tujh Se Pate Hain Sab Pane Wale | Mera Dil Bhi Chamka De Chamkane Wale

बेख़ुद किए देते हैं अंदाज़-ए-हिजाबाना / Bekhud Kiye Dete Hain Andaz-e-Hijabana

सुनते हैं कि महशर में सिर्फ़ उन की रसाई है / Sunte Hain Ki Mahshar Mein Sirf Un Ki Rasaai Hai