ADVERTISEMENT

क़ल्ब-ओ-जाँ पाते हैं आराम अली कहने से / Qalb-o-Jaan Pate Hain Aaram Ali Kehne Se

शाह-ए-मर्दां, शेर-ए-यज़्दाँ, क़ुव्वत-ए-परवरदिगार
ला-फ़ता इल्ला 'अली, ला-सैफ़ इल्ला ज़ुल्फ़िक़ार

क़ल्ब-ओ-जाँ पाते हैं आराम 'अली कहने से
दूर हो जाते हैं आलाम 'अली कहने से

कामयाबी लिया करती है क़दम के बोसे
कोई होता नहीं नाकाम 'अली कहने से

क़ल्ब-ओ-जाँ पाते हैं आराम 'अली कहने से
दूर हो जाते हैं आलाम 'अली कहने से

'अज़मतें करती हैं पेश उस को सलामी पैहम
ख़ास हो जाता है हर 'आम 'अली कहने से

क़ल्ब-ओ-जाँ पाते हैं आराम 'अली कहने से
दूर हो जाते हैं आलाम 'अली कहने से

रब ने बख़्शा है उसे काम बनाने का हुनर
फिर बने क्यूँ न मेरे काम 'अली कहने से

क़ल्ब-ओ-जाँ पाते हैं आराम 'अली कहने से
दूर हो जाते हैं आलाम 'अली कहने से

बात ये सच है कि अल्लाह ने विलायत वाले
औलिया को हैं दिए जाम 'अली कहने से

क़ल्ब-ओ-जाँ पाते हैं आराम 'अली कहने से
दूर हो जाते हैं आलाम 'अली कहने से

फ़र्श-ता-'अर्श हुआ करते हैं उस के चर्चे
कोई रहता नहीं गुमनाम 'अली कहने से

क़ल्ब-ओ-जाँ पाते हैं आराम 'अली कहने से
दूर हो जाते हैं आलाम 'अली कहने से

रहमतें लेती हैं आग़ोश में अपनी, अर्फ़क़ !
हैदरियों को हर इक गाम 'अली कहने से

क़ल्ब-ओ-जाँ पाते हैं आराम 'अली कहने से
दूर हो जाते हैं आलाम 'अली कहने से


शायर:
अर्फ़क़ मियाँ

ना'त-ख़्वाँ:
अदनान शैख़ अत्तारी





shaah-e-mardaa.n, sher-e-yazdaa.n, quwwat-e-parwardigaar
laa-fata illa 'ali, laa-saif illa zulfiqaar

qalb-o-jaa.n paate hai.n aaraam 'ali kehne se
door ho jaate hai.n aalaam 'ali kehne se

kaamyaabi liya karti hai qadam ke bose
koi hota nahi.n naakaam 'ali kehne se

qalb-o-jaa.n paate hai.n aaraam 'ali kehne se
door ho jaate hai.n aalaam 'ali kehne se

'azmate.n karti hai.n pesh us ko salaami paiham
KHaas ho jaata hai har 'aam 'ali kehne se

qalb-o-jaa.n paate hai.n aaraam 'ali kehne se
door ho jaate hai.n aalaam 'ali kehne se

rab ne baKHsha hai use kaam banaane ka hunar
phir bane kyu.n na mere kaam 'ali kehne se

qalb-o-jaa.n paate hai.n aaraam 'ali kehne se
door ho jaate hai.n aalaam 'ali kehne se

baat ye sach hai ki allah ne wilaayat waale
auliya ko hai.n diye jaam 'ali kehne se

qalb-o-jaa.n paate hai.n aaraam 'ali kehne se
door ho jaate hai.n aalaam 'ali kehne se

farsh-ta-'arsh huaa karte hai.n us ke charche
koi rehta nahi.n gumnaam 'ali kehne se

qalb-o-jaa.n paate hai.n aaraam 'ali kehne se
door ho jaate hai.n aalaam 'ali kehne se

rahmate.n leti hai.n aaGosh me.n apni, Arfaq !
haidariyo.n ko har ik gaam 'ali kehne se

qalb-o-jaa.n paate hai.n aaraam 'ali kehne se
door ho jaate hai.n aalaam 'ali kehne se


Poet:
Arfaq Miyan

Naat-Khwaan:
Adnan Shaikh Attari
Qalb o Jaan Pate Hain Aaram Ali Kehne Se Lyrics | Qalb o Jaan Pate Hain Aaram Ali Kehne Se Lyrics in Hindi | Ali Ali Maula Lyrics in Hindi | Manqabat Lyrics in Hindi | Qalbo Jan hai hei hein aram kahene se mola moula | lyrics of naat | naat lyrics in hindi | islamic lyrics | hindi me naat lyrics | hindi me naat likhi hui | All Naat Lyrics in Hindi | नात शरीफ लिरिक्स हिंदी, नात शरीफ लिरिक्स हिंदी में, नात शरीफ लिरिक्स हिंदी में, नात हिंदी में लिखी हुई | नात शरीफ की किताब हिंदी में | आला हजरत की नात शरीफ lyrics | हिंदी नात | Lyrics in English | Lyrics in Roman 50+ Naat Lyrics | Best Place To Find All Naat Sharif | 500+ Naat Lyrics | Best Site To Find All Naat in Hindi, English | 430 Naat lyrics ideas in 2025

Comments

Most Popular

मुस्तफ़ा के पाले हैं हम बरेली वाले हैं / Mustafa Ke Pale Hain Hum Bareilly Wale Hain

पुकारो या रसूलल्लाह | तुम भी कर के उन का चर्चा अपने दिल चमकाओ / Pukaro Ya Rasoolallah | Pukaro Ya Rasool Allah | Tum Bhi Kar Ke Unka Charcha Apne Dil Chamkao

मस्लक-ए-आला-हज़रत सलामत रहे | या ख़ुदा चर्ख़-ए-इस्लाम पर ता-अबद / Maslak-e-Ala-Hazrat Salamat Rahe | Ya Khuda Charkh-e-Islam Par Ta-Abad

चमक तुझ से पाते हैं सब पाने वाले | मेरा दिल भी चमका दे चमकाने वाले / Chamak Tujh Se Pate Hain Sab Pane Wale | Mera Dil Bhi Chamka De Chamkane Wale

जो सुन्नियत की शान है रज़ा उसी का नाम है | रज़ा रज़ा रज़ा रज़ा / Jo Sunniyat Ki Shaan Hai Raza Usi Ka Naam Hai | Raza Raza Raza Raza

या नबी सलाम अलैका / Ya Nabi Salam Alaika | Ya Nabi Salam Alayka (All Popular Versions)

अल-मदद पीरान-ए-पीर ग़ौस-उल-आज़म दस्तगीर / Al Madad Peeran-e-Peer Ghaus-ul-Azam Dastageer | Al Madad Peeran-e-Peer Ghaus-e-Azam Dastageer

सुनते हैं कि महशर में सिर्फ़ उन की रसाई है / Sunte Hain Ke Mehshar Mein Sirf Un Ki Rasai Hai

वो शहर-ए-मोहब्बत जहाँ मुस्तफ़ा हैं / Wo Shehr-e-Mohabbat Jahan Mustafa Hain

बेख़ुद किए देते हैं अंदाज़-ए-हिजाबाना / Bekhud Kiye Dete Hain Andaz-e-Hijabana