ख़ूब आँखों ने तेरे दर पे ये मंज़र देखे / Khoob Aankhon Ne Tere Dar Pe Ye Manzar Dekhe

ख़ूब आँखों ने तेरे दर पे ये मंज़र देखे
माँगते फिरते ज़माने के सिकंदर देखे

ख़ूब आँखों ने तेरे दर पे ये मंज़र देखे

आप सा, रहमत-ए-'आलम ! कोई देखा ही नहीं
यूँ तो दुनिया में हज़ारों ही पयम्बर देखे

ख़ूब आँखों ने तेरे दर पे ये मंज़र देखे

'आसियो ! आओ चलें सरवर-ए-दीं के दर पर
जोश पर उन के करम के हैं समंदर देखे

ख़ूब आँखों ने तेरे दर पे ये मंज़र देखे

देखना चाहे जो अंदाज़ शहंशाही के
शाह-ए-बतहा के ग़ुलामों को वो आ कर देखे

ख़ूब आँखों ने तेरे दर पे ये मंज़र देखे

दुश्मन-ए-जाँ को नवाज़ा है दु'आएँ दे कर
रुख़-ए-रहमत के न बदले हुए तेवर देखे

ख़ूब आँखों ने तेरे दर पे ये मंज़र देखे

फिर बुला मुझ को मदीने में, मदीने वाले !
एक 'अर्सा हुआ, सरकार ! तेरा दर देखे

ख़ूब आँखों ने तेरे दर पे ये मंज़र देखे

उस को दुनिया के ख़ज़ानों की हो पर्वा क्यूँकर
प्यार से जिस को कोई मर्द-ए-क़लंदर देखे

ख़ूब आँखों ने तेरे दर पे ये मंज़र देखे

झूम उट्ठा है क़यामत में पियासों का हुजूम
जिस घड़ी साक़ी-ए-कौसर लब-ए-कौसर देखे

ख़ूब आँखों ने तेरे दर पे ये मंज़र देखे

कर्बला में जो तेरे दीं के मुहाफ़िज़ आए
फिर फ़लक ने वो ज़मीं पर न बहत्तर देखे

ख़ूब आँखों ने तेरे दर पे ये मंज़र देखे

इक तेरी ज़ात ही काफ़ी है नियाज़ी के लिए
दर तेरा छोड़ के क्यूँ ग़ैर का वो दर देखे

ख़ूब आँखों ने तेरे दर पे ये मंज़र देखे


शायर:
अब्दुल सत्तार नियाज़ी

ना'त-ख़्वाँ:
मुहम्मद आ'ज़म क़ादरी





KHoob aankho.n ne tere dar pe ye manzar dekhe
maangte phirte zamaane ke sikandar dekhe

KHoob aankho.n ne tere dar pe ye manzar dekhe

aap sa, rahmat-e-'aalam ! koi dekha hi nahi.n
yu.n to duniya me.n hazaaro.n hi payambar dekhe

KHoob aankho.n ne tere dar pe ye manzar dekhe

'aasiyo ! aao chale.n sarwar-e-dee.n ke dar par
josh par un ke karam ke hai.n samandar dekhe

KHoob aankho.n ne tere dar pe ye manzar dekhe

dekhna chaahe jo andaaz shahenshaahi ke
shaah-e-bat.ha ke Gulaamo.n ko wo aa kar dekhe

KHoob aankho.n ne tere dar pe ye manzar dekhe

dushman-e-jaa.n ko nawaaza hai du'aae.n de kar
ruKH-e-rahmat ke na badle hue tewar dekhe

KHoob aankho.n ne tere dar pe ye manzar dekhe

us ko duniya ke KHazaano.n ki ho parwa kyunkar
pyaar se jis ko koi mard-e-qalandar dekhe

KHoob aankho.n ne tere dar pe ye manzar dekhe

jhoom uTTha hai qayaamat me.n piyaaso.n ka hujoom
jis gha.Di saaqi-e-kausar lab-e-kausar dekhe

KHoob aankho.n ne tere dar pe ye manzar dekhe

karbala me.n jo tere dee.n ke muhaafiz aae
phir falak ne wo zamee.n par na bahattar dekhe

KHoob aankho.n ne tere dar pe ye manzar dekhe

ik teri zaat hi kaafi hai Niyaazi ke liye
dar tera chho.D ke kyu.n Gair ka wo dar dekhe

KHoob aankho.n ne tere dar pe ye manzar dekhe


Poet:
Abdul Sattar Niazi

Naat-Khwaan:
Muhammad Azam Qadri
Khoob Aankhon Ne Tere Dar Pe Ye Manzar Dekhe Lyrics in Hindi | Khoob Aankhon Ne Tere Dar Pe Lyrics in Hindi | Mangte Phirte Zamane Ke Sikandar Dekhe Lyrics in Hindi | khub ankho aankho ankhon ke firte | lyrics of naat | naat lyrics in hindi | islamic lyrics | hindi me naat lyrics | hindi me naat likhi hui | All Naat Lyrics in Hindi | नात शरीफ लिरिक्स हिंदी, नात शरीफ लिरिक्स हिंदी में, नात शरीफ लिरिक्स हिंदी में, नात हिंदी में लिखी हुई | नात शरीफ की किताब हिंदी में | आला हजरत की नात शरीफ lyrics | हिंदी नात | Lyrics in English | Lyrics in Roman 50+ Naat Lyrics | Best Place To Find All Naat Sharif | 500+ Naat Lyrics | Best Site To Find All Naat in Hindi, English | 430 Naat lyrics ideas in 2025

Comments