रब तआला की इनायत हैं इमाम-ए-जाफ़र / Rab Tala Ki Inayat Hain Imam-e-Jafar

रब त'आला की 'इनायत हैं इमाम-ए-जा'फ़र
फ़ातिमा ज़हरा की 'इत्रत हैं इमाम-ए-जा'फ़र

अहल-ए-दिल बोल उठे ये देख के सीरत उन की
मज़हर-ए-शान-ए-रिसालत हैं इमाम-ए-जा'फ़र

उन के शागिर्दों में शामिल हैं इमाम-ए-आ'ज़म
ऐसे बा-रिफ़'अत-ओ-'अज़मत हैं इमाम-ए-जा'फ़र

सर-ब-ख़म वक़्त का सुल्तान भी है उन के हुज़ूर
ऐसे सुल्तान-ए-विलायत हैं इमाम-ए-जा'फ़र

मेरी मुश्किल को वो आसान करेंगे पल में
दाफ़े'-ए-रंज-ओ-मुसीबत हैं इमाम-ए-जा'फ़र

उन की चौखट पे न झुक जाएँ क्यूँ दिल 'उल्मा के
'इल्म की बाँटते दौलत हैं इमाम-ए-जा'फ़र


ना'त-ख़्वाँ:
ओवैस रज़ा क़ादरी





rab ta'aala ki 'inaayat hai.n imaam-e-jaa'far
faatima zahra ki 'itrat hai.n imaam-e-jaa'far

ahl-e-dil bol uThe ye dekh ke seerat un ki
maz.har-e-shaan-e-risaalat hai.n imaam-e-jaa'far

un ke shaagirdo.n me.n shaamil hai.n imaam-e-aa'zam
aise baa-rif'at-o-'azmat hai.n imaam-e-jaa'far

sar-ba-KHam waqt ka sultaan bhi hai un ke huzoor
aise sultaan-e-wilaayat hai.n imaam-e-jaa'far

meri mushkil ko wo aasaan karenge pal me.n
daafe'-e-ranj-o-museebat hai.n imaam-e-jaa'far

un ki chaukhaT pe na jhuk jaae.n kyu.n dil 'ulma ke
'ilm ki baanT.te daulat hai.n imaam-e-jaa'far


Naat-Khwaan:
Owais Raza Qadri
Rab Tala Ki Inayat Hain Imam e Jafar Lyrics in English | Fatima Zahra Ki Itrat Hain Imam e Jafar Lyrics in Hindi | Manqabat e Imam Jafar Sadiq Lyrics in Hindi | taala ta'la t'aala hai hei hein imame imaam imaame ja'far | 50+ Naat Lyrics | Best Place To Find All Naat Sharif | 500+ Naat Lyrics | Best Site To Find All Naat in Hindi, English | 430 Naat lyrics ideas in 2026 | Best Site For Naat Lyrics in Hindi |

Comments

Most Popular

काबा दिखा दे मौला / Kaba Dikha De Maula

मेरे हुसैन तुझे सलाम / Mere Husain Tujhe Salaam

या नबी सलाम अलैका / Ya Nabi Salam Alaika | Ya Nabi Salam Alayka (All Popular Versions)

अल-मदद पीरान-ए-पीर ग़ौस-उल-आज़म दस्तगीर / Al Madad Peeran-e-Peer Ghaus-ul-Azam Dastageer | Al Madad Peeran-e-Peer Ghaus-e-Azam Dastageer

वो शहर-ए-मोहब्बत जहाँ मुस्तफ़ा हैं / Wo Shehr-e-Mohabbat Jahan Mustafa Hain

क्या बताऊँ कि क्या मदीना है / Kya Bataun Ki Kya Madina Hai

बेख़ुद किए देते हैं अंदाज़-ए-हिजाबाना / Bekhud Kiye Dete Hain Andaz-e-Hijabana

ऐ ज़हरा के बाबा सुनें इल्तिजा मदीना बुला लीजिए / Aye Zahra Ke Baba Sunen Iltija Madina Bula Lijiye

सुनते हैं कि महशर में सिर्फ़ उन की रसाई है / Sunte Hain Ke Mehshar Mein Sirf Un Ki Rasai Hai

ऐ सबा मुस्तफ़ा से कह देना ग़म के मारे सलाम कहते हैं / Aye Saba Mustafa Se Keh Dena Gham Ke Mare Salam Kehte Hain (All Versions)