मुस्तफ़ा का ख़ुदा और ख़ुद मुस्तफ़ा / Mustafa Ka Khuda Aur Khud Mustafa

मुस्तफ़ा का ख़ुदा और ख़ुद मुस्तफ़ा
क्यूँ कहूँ मेरा कोई सहारा नहीं
मैं मदीने से लेकिन बहुत दूर हूँ
ये ख़लिश मेरे दिल को गवारा नहीं

आप का 'इश्क़ है 'इश्क़-ए-रब्ब-उल-'उला
आप का ज़िक्र है ख़ास ज़िक्र-ए-ख़ुदा
ख़ुद ख़ुदा ने ये क़ुरआँ में ए'लाँ किया
जो तुम्हारा नहीं वो हमारा नहीं

इस्म-ए-अहमद की ता'ज़ीम के मुन्किरो !
इस की 'अज़मत को क़ुरआन से देख लो
बे-लक़ब उन का इस्म-ए-मुबारक कहीं
उन के मा'बूद ने भी पुकारा नहीं

ठोकरों के सिवा और पाएगा क्या
जिस की मंज़िल का कोई न हो रहनुमा
अपनी मंज़िल पे हरगिज़ न पहुँचेगा वो
हाथ में जिस के दामन तुम्हारा नहीं

'अक़्ल-ए-जिन्न-ओ-बशर का यहाँ ज़िक्र क्या
सिदरा वाले जहाँ दंग-ओ-हैरान हैं
रिफ़'अत-ए-मुस्तफ़ा की मिले हद किसे
ये वो दरिया है जिस का किनारा नहीं

वो ही रौज़े पे बुलवाएँगे एक दिन
सिकंदर ! ज़रा सब्र से काम ले
उन के दर का गदा और मायूस हो
मेरे सरकार को ये गवारा नहीं


ना'त-ख़्वाँ:
ओवैस रज़ा क़ादरी
मुहम्मद हस्सान रज़ा क़ादरी





mustafa ka KHuda aur KHud mustafa
kyu.n kahu.n mera koi sahaara nahi.n
mai.n madine se lekin bahut door hu.n
ye KHalish mere dil ko gawaara nahi.n

aap ka 'ishq hai 'ishq-e-rabb-ul-'ula
aap ka zikr hai KHaas zikr-e-KHuda
KHud KHuda ne ye qur.aa.n me.n e'laa.n kiya
jo tumhaara nahi.n wo hamaara nahi.n

ism-e-ahmad ki taa'zeem ke munkiro !
is ki 'azmat ko qur.aan se dekh lo
be-laqab un ka ism-e-mubaarak kahi.n
un ke maa'bood ne bhi pukaara nahi.n

Thokaro.n ke siwa aur paaega kya
jis ki manzil ka koi na ho rahnuma
apni manzil pe hargiz na pahunchega wo
haath me.n jis ke daaman tumhaara nahi.n

'aql-e-jinn-o-bashar ka yahaa.n zikr kya
sidra waale jahaa.n dang-o-hairaan hai.n
rif'at-e-mustafa ki mile had kise
ye wo dariya hai jis ka kinaara nahi.n

wo hi rauze pe bulwaaenge ek din
ai Sikandar ! zara sabr se kaam le
un ke dar ka gada aur maayoos ho
mere sarkaar ko ye gawaara nahi.n


Naat-Khwaan:
Owais Raza Qadri
Muhammad Hassan Raza Qadri
Mustafa Ka Khuda Aur Khud Mustafa Lyrics | Mustafa Ka Khuda Aur Khud Mustafa Lyrics in Hindi | Mustafa Ka Khuda Aur Khud Mustafa Lyrics in English | Owais Raza Qadri Naat Lyrics | or kyun kahun mera koi sahara nahi lyrics | 50+ Naat Lyrics | Best Place To Find All Naat Sharif | 500+ Naat Lyrics | Best Site To Find All Naat in Hindi, English | 430 Naat lyrics ideas in 2026 | Best Site For Naat Lyrics in Hindi |

Comments

Most Popular

या नबी सलाम अलैका / Ya Nabi Salam Alaika | Ya Nabi Salam Alayka (All Popular Versions)

पाई शब-ए-बरात ये क़िस्मत की बात है | जागूँगा सारी रात इबादत की रात है / Paai Shab-e-Barat Ye Qismat Ki Baat Hai | Jagunga Saari Raat Ibadat Ki Raat Hai

नूरी महफ़िल पे चादर तनी नूर की नूर फैला हुआ आज की रात है / Noori Mehfil Pe Chadar Tani Noor Ki Noor Phaila Hua Aaj Ki Raat Hai

क्या बताऊँ कि क्या मदीना है / Kya Bataun Ki Kya Madina Hai

वो शहर-ए-मोहब्बत जहाँ मुस्तफ़ा हैं / Wo Shehr-e-Mohabbat Jahan Mustafa Hain

ऐ ज़हरा के बाबा सुनें इल्तिजा मदीना बुला लीजिए / Aye Zahra Ke Baba Sunen Iltija Madina Bula Lijiye

अल-मदद पीरान-ए-पीर ग़ौस-उल-आज़म दस्तगीर / Al Madad Peeran-e-Peer Ghaus-ul-Azam Dastageer | Al Madad Peeran-e-Peer Ghaus-e-Azam Dastageer

बेख़ुद किए देते हैं अंदाज़-ए-हिजाबाना / Bekhud Kiye Dete Hain Andaz-e-Hijabana

मुस्तफ़ा, जान-ए-रहमत पे लाखों सलाम (मुख़्तसर) / Mustafa, Jaan-e-Rahmat Pe Laakhon Salaam (Short)

काबा दिखा दे मौला / Kaba Dikha De Maula