सोया हुआ नसीब जगाने की रात है | अपने ख़ुदा को आज मनाने की रात है / Soya Hua Naseeb Jagane Ki Raat Hai | Apne Khuda Ko Aaj Manane Ki Raat Hai

सोया हुआ नसीब जगाने की रात है
अपने ख़ुदा को आज मनाने की रात है

हर-सू बरस रही है 'अताओं की बारिशें
दस्त-ए-दु'आ को आज उठाने की रात है

दोनों जहाँ की रिफ़'अतें इस के तुफ़ैल हैं
अपना सर-ए-नियाज़ झुकाने की रात है

तीरा-दिलों में इस से ही आएगी रौशनी
ज़िक्र-ए-ख़ुदा की शम'अ जलाने की रात है

दिल की ज़मीं को अश्कों से सैराब कीजिए
दस्त-ए-अमल में फूल खिलाने की रात है

उतरेगा इस के दम से सभी मा'सियत का ज़ंग
आँसू नदामतों के बहाने की रात है

सरवर ! बसा के अपने दिलों में ख़ुदा का ख़ौफ़
हर एक रंज-ओ-ग़म को मिटाने की रात है


शायर:
सरवर हुसैन नक़्शबंदी

ना'त-ख़्वाँ:
सरवर हुसैन नक़्शबंदी





soya huaa naseeb jagaane ki raat hai
apne KHuda ko aaj manaane ki raat hai

har-soo baras rahi hai 'ataao.n ki baarishe.n
dast-e-du'aa ko aaj uThaane ki raat hai

dono.n jahaa.n ki rif'ate.n is ke tufail hai.n
apna sar-e-niyaaz jhukaane ki raat hai

teera-dilo.n me.n is se hi aayegi raushani
zikr-e-KHuda ki sham'a jalaane ki raat hai

dil ki zamee.n ko ashko.n se sairaab kijiye
dast-e-amal me.n phool sikhaane ki raat hai

utrega is ke dam se sabhi maa'siyat ka zang
aansu nadaamato.n ke bahaane ki raat hai

Sarwar ! basa ke apne dilo.n me.n KHuda ka KHauf
har ek ranj-o-Gam ko miTaane ki raat hai


Poet:
Sarwar Hussain Naqshbandi

Naat-Khwaan:
Sarwar Hussain Naqshbandi
Apne Khuda Ko Aaj Manane Ki Raat Hai Lyrics | Apne Khuda Ko Aaj Manane Ki Raat Hai Lyrics in Hindi | Soya Hua Naseeb Jagane Ki Raat Hai Lyrics in Hindi | apny aj manany hy hay huwa nasib | shab e barat naat lyrics in hindi | 50+ Naat Lyrics | Best Place To Find All Naat Sharif | 500+ Naat Lyrics | Best Site To Find All Naat in Hindi, English | 430 Naat lyrics ideas in 2026 | Best Site For Naat Lyrics in Hindi |

Comments

Most Popular

काबा दिखा दे मौला / Kaba Dikha De Maula

मेरे हुसैन तुझे सलाम / Mere Husain Tujhe Salaam

या नबी सलाम अलैका / Ya Nabi Salam Alaika | Ya Nabi Salam Alayka (All Popular Versions)

अल-मदद पीरान-ए-पीर ग़ौस-उल-आज़म दस्तगीर / Al Madad Peeran-e-Peer Ghaus-ul-Azam Dastageer | Al Madad Peeran-e-Peer Ghaus-e-Azam Dastageer

वो शहर-ए-मोहब्बत जहाँ मुस्तफ़ा हैं / Wo Shehr-e-Mohabbat Jahan Mustafa Hain

क्या बताऊँ कि क्या मदीना है / Kya Bataun Ki Kya Madina Hai

बेख़ुद किए देते हैं अंदाज़-ए-हिजाबाना / Bekhud Kiye Dete Hain Andaz-e-Hijabana

ऐ ज़हरा के बाबा सुनें इल्तिजा मदीना बुला लीजिए / Aye Zahra Ke Baba Sunen Iltija Madina Bula Lijiye

सुनते हैं कि महशर में सिर्फ़ उन की रसाई है / Sunte Hain Ke Mehshar Mein Sirf Un Ki Rasai Hai

ऐ सबा मुस्तफ़ा से कह देना ग़म के मारे सलाम कहते हैं / Aye Saba Mustafa Se Keh Dena Gham Ke Mare Salam Kehte Hain (All Versions)