कोई सौ बार पूछे मैं कहूँ हर बार काफ़ी है / Koi Sau Baar Poochhe Main Kahun Har Baar Kafi Hai

कोई सौ बार पूछे, मैं कहूँ हर बार काफ़ी है
मैं दीवाना हूँ, मुझ को बस तेरा दीदार काफ़ी है

मसीहा-ए-ज़माना ने किया वापस मुझे कह कर
मरीज़-ए-यार ! जा तुझ को निगाह-ए-यार काफ़ी है

पहुँच कर तेरी चौखट पर तेरा दीवाना कहता है
मुझे जन्नत से क्या लेना, तेरा दरबार काफ़ी है

ज़माने के हर इक मरहब को मिट्टी में मिलाना हो
सर-ए-मैदाँ ख़याल-ए-हैदर-ए-कर्रार काफ़ी है

लिखी ना'त-ए-नबी फाँसी का फंदा चूम कर जिस ने
वो हिन्दुस्तान का शा'इर क़तील-ए-दार काफ़ी है

सिखाया जो वज़ीफ़ा वालिदा ने ग़ौस-ए-आ'ज़म को
ग़ुलामो ! काफ़ी काफ़ी की यही तकरार काफ़ी है

जो ग़द्दार-ए-नबी को ज़ेर करना हो, वसी ! फिर तो
इमाम अहमद रज़ा के नाम का इक वार काफ़ी है


शायर:
सय्यिद अब्दुल वसी क़ादरी रज़वी

ना'त-ख़्वाँ:
सय्यिद अब्दुल वसी क़ादरी रज़वी





koi sau baar poochhe, mai.n kahu.n har baar kaafi hai
mai.n deewana hu.n, mujh ko bas tera deedaar kaafi hai

maseeha-e-zamaana ne kiya waapas mujhe keh kar
mareez-e-yaar ! jaa tujh ko nigaah-e-yaar kaafi hai

pahunch kar teri chaukhaT par tera deewana kehta hai
mujhe jannat se kya lena, tera darbaar kaafi hai

zamaane ke har ik marhab ko miTTi me.n milaana ho
sar-e-maidaa.n KHayaal-e-haidar-e-karraar kaafi hai

likhi naa't-e-nabi phaansi ka phanda choom kar jis ne
wo hindustaan ka shaa'ir qateel-e-daar kaafi hai

sikhaaya jo wazeefa waalida ne Gaus-e-aa'zam ko
Gulaamo ! kaafi kaafi ki yahi takraar kaafi hai

jo Gaddaar-e-nabi ko zer karna ho, Wasi ! phir to
imaam ahmad raza ke naam ka ik waar kaafi hai


Poet:
Sayyed Abdul Wasi Qadri Razavi

Naat-Khwaan:

Sayyed Abdul Wasi Qadri Razavi
Koi Sau Baar Puche Main Kahun Har Baar Kafi Hai Lyrics in Hindi | Main Deewana Hun Mujh Ko Bas Tera Deedar Kafi Hai Lyrics in Hindi | so bar puchhe pooche mai mei mein kahu kahoon kahon kahoo kaafi hei hein hai hain | mai main mei mein diwaana diwana hon hu didaar deedaar deedar | sayyed abdul wasi qadri naat lyrics in hindi | 50+ Naat Lyrics | Best Place To Find All Naat Sharif | 500+ Naat Lyrics | Best Site To Find All Naat in Hindi, English | 430 Naat lyrics ideas in 2026 | Best Site For Naat Lyrics in Hindi |

Comments

Most Popular

या नबी सलाम अलैका / Ya Nabi Salam Alaika | Ya Nabi Salam Alayka (All Popular Versions)

वो शहर-ए-मोहब्बत जहाँ मुस्तफ़ा हैं / Wo Shehr-e-Mohabbat Jahan Mustafa Hain

क्या बताऊँ कि क्या मदीना है / Kya Bataun Ki Kya Madina Hai

काबा दिखा दे मौला / Kaba Dikha De Maula

ऐ ज़हरा के बाबा सुनें इल्तिजा मदीना बुला लीजिए / Aye Zahra Ke Baba Sunen Iltija Madina Bula Lijiye

ऐ सबा मुस्तफ़ा से कह देना ग़म के मारे सलाम कहते हैं / Aye Saba Mustafa Se Keh Dena Gham Ke Mare Salam Kehte Hain (All Versions)

बेख़ुद किए देते हैं अंदाज़-ए-हिजाबाना / Bekhud Kiye Dete Hain Andaz-e-Hijabana

फ़ज़्ल-ए-रब्ब-ए-पाक से भाई मेरा दूल्हा बना | मदनी सेहरा / Fazl-e-Rabb-e-Pak Se Bhai Mera Dulha Bana | Madani Wedding Sehra

ऐ शहंशाह-ए-मदीना अस्सलातु वस्सलाम / Aye Shahenshah-e-Madina Assalatu Wassalam

ताजदार-ए-हरम ऐ शहंशाह-ए-दीं | तुम पे हर दम करोड़ों दुरूद-ओ-सलाम / Tajdar-e-Haram Aye Shahanshah-e-Deen | Tum Pe Har Dam Karodon Durood-o-Salam