ख़ूबसूरत कली होती हैं बेटियाँ / Khoobsurat Kali Hoti Hain Betiyan

ख़ूबसूरत कली होती हैं बेटियाँ
कैसी अच्छी भली होती हैं बेटियाँ
अपने माँ-बाप की शान हैं, आन हैं
ऐसी दिल की कली होती हैं बेटियाँ

देख वालिद को वो मुस्कुराती रहें
वालिदा को भी हर पल हँसाती रहें
घर में गुलशन बनी होती हैं बेटियाँ
ख़ूबसूरत कली होती हैं बेटियाँ

घर की 'इज़्ज़त हैं वो और बरकत हैं वो
रब की रहमत हैं वो, घर की 'अज़मत हैं वो
सब के दिल में सजी होती हैं बेटियाँ
ख़ूबसूरत कली होती हैं बेटियाँ

माँ की शफ़क़त में रहती हैं हर पल मगन
घर को रखती हैं अपने वो हर पल चमन
कितनी दिल की हसीं होती हैं बेटियाँ
ख़ूबसूरत कली होती हैं बेटियाँ

खिलखिलाती हैं माँ-बाप के साए में
हाँ वो रखती हैं माँ-बाप की राए में
ऐसी उन की सगी होती हैं बेटियाँ
ख़ूबसूरत कली होती हैं बेटियाँ

मत सताओ उन्हें, कितनी मा'सूम हैं
न ख़ुशी से तुम्हारी वो मग़्मूम हैं
ऐसी नाज़ुक कली होती हैं बेटियाँ
ख़ूबसूरत कली होती हैं बेटियाँ


शायर:
अब्दुल क़य्यूम हमदम

नशीद-ख़्वाँ:
यास्मीन ख़ान





KHoobsoorat kali hoti hai.n beTiyaa.n
kaisi achchhi bhali hoti hai.n beTiyaa.n
apne maa.n-baap ki shaan hai.n, aan hai.n
aisi dil ki kali hoti hai.n beTiyaa.n

dekh waalid ko wo muskuraati rahe.n
waalida ko bhi har pal hansaati rahe.n
ghar me.n gulshan bani hoti hai.n beTiyaa.n
KHoobsoorat kali hoti hai.n beTiyaa.n

ghar ki 'izzat hai.n wo aur barkat hai.n wo
rab ki rahmat hai.n wo, ghar ki 'azmat hai.n wo
sab ke dil me.n saji hoti hai.n beTiyaa.n
KHoobsoorat kali hoti hai.n beTiyaa.n

maa.n ki shafqat me.n rehti hai.n har pal magan
ghar ko rakhti hai.n apne wo har pal chaman
kitni dil ki hasee.n hoti hai.n beTiyaa.n
KHoobsoorat kali hoti hai.n beTiyaa.n

khilkhilaati hai.n maa.n-baap ke saae me.n
haa.n wo rakhti hai maa.n-baap ki raae me.n
aisi un ki sagi hoti hai.n beTiyaa.n
KHoobsoorat kali hoti hai.n beTiyaa.n

mat sataao unhe.n, kitni maa'soom hai.n
na KHushi se tumhaari wo maGmoom hai.n
aisi naazuk kali hoti hai.n beTiyaa.n
KHoobsoorat kali hoti hai.n beTiyaa.n


Poet:
Abdul Qayyum Hamdam

Naat-Khwaan:
Yasmeen Khan
Khoobsurat Kali Hoti Hain Betiyan Lyrics in English | Khoobsurat Kali Hoti Hain Betiyan Lyrics in Hindi | Khubsurat Kali Hoti Hain Betiyan Lyrics | Nazm Lyrics in Hindi | khoobsoorat hai hei hein betiya | kaisi achi bhali hoti hain betiyan lyrics | 50+ Naat Lyrics | Best Place To Find All Naat Sharif | 500+ Naat Lyrics | Best Site To Find All Naat in Hindi, English | 430 Naat lyrics ideas in 2026 | Best Site For Naat Lyrics in Hindi |

Comments

Most Popular

या नबी सलाम अलैका / Ya Nabi Salam Alaika | Ya Nabi Salam Alayka (All Popular Versions)

वो शहर-ए-मोहब्बत जहाँ मुस्तफ़ा हैं / Wo Shehr-e-Mohabbat Jahan Mustafa Hain

फ़ज़्ल-ए-रब्ब-ए-पाक से भाई मेरा दूल्हा बना | मदनी सेहरा / Fazl-e-Rabb-e-Pak Se Bhai Mera Dulha Bana | Madani Wedding Sehra

काबा दिखा दे मौला / Kaba Dikha De Maula

अल-मदद पीरान-ए-पीर ग़ौस-उल-आज़म दस्तगीर / Al Madad Peeran-e-Peer Ghaus-ul-Azam Dastageer | Al Madad Peeran-e-Peer Ghaus-e-Azam Dastageer

सुनते हैं कि महशर में सिर्फ़ उन की रसाई है / Sunte Hain Ki Mahshar Mein Sirf Un Ki Rasaai Hai

ऐ ज़हरा के बाबा सुनें इल्तिजा मदीना बुला लीजिए / Aye Zahra Ke Baba Sunen Iltija Madina Bula Lijiye

बेख़ुद किए देते हैं अंदाज़-ए-हिजाबाना / Bekhud Kiye Dete Hain Andaz-e-Hijabana

क्या बताऊँ कि क्या मदीना है / Kya Bataun Ki Kya Madina Hai

ऐ सबा मुस्तफ़ा से कह देना ग़म के मारे सलाम कहते हैं / Aye Saba Mustafa Se Keh Dena Gham Ke Mare Salam Kehte Hain (All Versions)