ADVERTISEMENT

रहते हैं मेरे दिल में अरमान मदीने के / Rahte Hain Mere Dil Mein Armaan Madine Ke

आक़ा ! आक़ा ! आक़ा ! आक़ा !
आक़ा ! आक़ा ! आक़ा ! आक़ा !

मुद्दत से मेरे दिल में है अरमान-ए-मदीना
रौज़े पे बुला लीजिए, सुल्तान-ए-मदीना !

रहते हैं मेरे दिल में अरमान मदीने के
कब मुझ को बुलाएँगे सुल्तान मदीने के

रहते हैं मेरे दिल में अरमान मदीने के

रोते हैं तड़पते हैं, कहते हैं ये दीवाने
किस रोज़ बनेंगे हम मेहमान मदीने के

रहते हैं मेरे दिल में अरमान मदीने के

ए काश ! मदीने में सरकार जो बुलवा लें
हो जाएँ दिल-ओ-जाँ से क़ुर्बान मदीने के

रहते हैं मेरे दिल में अरमान मदीने के

अब ताब नहीं मुझ में दूरी की शह-ए-बतहा
हो जाए बहम एक दिन सामान मदीने के

रहते हैं मेरे दिल में अरमान मदीने के

रहते हैं सदा उन के दिल कैफ़-ए-हुज़ूरी में
पढ़ते हैं क़सीदे जो हर-आन मदीने के

रहते हैं मेरे दिल में अरमान मदीने के

मेरे लिए सब, आसिफ़ ! ता'ज़ीम के लाइक़ हैं
वो संग-ओ-शजर हों या इंसान मदीने के

रहते हैं मेरे दिल में अरमान मदीने के

आक़ा ! आक़ा ! आक़ा ! आक़ा !


ना'त-ख़्वाँ:
असद रज़ा अत्तारी





aaqa ! aaqa ! aaqa ! aaqa !
aaqa ! aaqa ! aaqa ! aaqa !

muddat se mere dil me.n hai armaan-e-madina
rauze pe bula lijiye, sultaan-e-madina !

rahte hai.n mere dil me.n armaan madine ke
kab mujh ko bulaae.nge sultaan madine ke

rahte hai.n mere dil me.n armaan madine ke

rote hai.n ta.Dapte hai.n, kahte hai.n ye deewaane
kis roz banenge ham mehmaan madine ke

rahte hai.n mere dil me.n armaan madine ke

ai kaash ! madine me.n sarkaar jo bulwa le.n
ho jaae.n dil-o-jaa.n se qurbaan madine ke

rahte hai.n mere dil me.n armaan madine ke

ab taab nahi.n mujh me.n doori ki shah-e-bat.ha
ho jaae baham ek din samaan madine ke

rahte hai.n mere dil me.n armaan madine ke

rahte hai.n sada un ke dil kaif-e-huzoori me.n
pa.Dhte hai.n qaseede jo har-aan madine ke

rahte hai.n mere dil me.n armaan madine ke

mere liye sab, Aasif ! taa'zeem ke laaik hai.n
wo sang-o-shajar ho.n ya insaan madine ke

rahte hai.n mere dil me.n armaan madine ke

aaqa ! aaqa ! aaqa ! aaqa !


Naat-Khwaan:
Asad Raza Attari
Rehte Hain Mere Dil Mein Arman Madine Ke Lyrics, Rehte Hain Mere Dil Mein Armaan Madine Ke Lyrics in Hindi, Kab Mujh Ko Bulayenge Sultan Madine Ke rehate rahete rahate he hei hain hein me main mein araman aramaan madeene muj muz muzh bulaenge bulaayenge bulaaenge bulayege bulaege sulatan sultaan lyrics of naat, naat lyrics in hindi, islamic lyrics, hindi me naat lyrics, hindi me naat likhi hui, नात शरीफ लिरिक्स हिंदी, नात शरीफ लिरिक्स हिंदी में, नात शरीफ लिरिक्स हिंदी में, नात हिंदी में लिखी हुई, नात शरीफ की किताब हिंदी में, आला हजरत की नात शरीफ lyrics, हिंदी नात, Lyrics in English, Lyrics in Roman

Comments

Most Popular

अल-मदद पीरान-ए-पीर ग़ौस-उल-आज़म दस्तगीर / Al Madad Peeran-e-Peer Ghaus-ul-Azam Dastageer | Al Madad Peeran-e-Peer Ghaus-e-Azam Dastageer

मीराँ वलियों के इमाम / Meeran Waliyon Ke Imam

या नबी सलाम अलैका / Ya Nabi Salam Alaika | Ya Nabi Salam Alayka (All Popular Versions)

इमदाद कुन इमदाद कुन या ग़ौस-ए-आज़म दस्तगीर / Imdad Kun Imdad Kun Ya Ghaus-e-Azam Dastagir | Imdad Kun Imdad Kun Ya Ghous-e-Azam Dastagir

सरकार-ए-ग़ौस-ए-आज़म नज़र-ए-करम ख़ुदारा / Sarkar-e-Ghaus-e-Azam Nazar-e-Karam Khudara

फ़ासलों को ख़ुदारा मिटा दो | जालियों पर निगाहें जमी हैं / Faslon Ko Khudara Mita Do | Jaliyon Par Nigahen Jami Hain

ऐ ज़हरा के बाबा सुनें इल्तिजा मदीना बुला लीजिए / Aye Zahra Ke Baba Sunen Iltija Madina Bula Lijiye

क्या बताऊँ कि क्या मदीना है / Kya Bataun Ki Kya Madina Hai

वो शहर-ए-मोहब्बत जहाँ मुस्तफ़ा हैं / Wo Shehr-e-Mohabbat Jahan Mustafa Hain

क़ादरी आस्ताना सलामत रहे | मुस्तफ़ा का घराना सलामत रहे / Qadri Aastana Salamat Rahe | Qadri Astana Salamat Rahe | Mustafa Ka Gharana Salamat Rahe