हर वक़्त तसव्वुर में मदीने की गली हो | ऐ काश तसव्वुर में मदीने की गली हो / Har Waqt Tasawwur Mein Madine Ki Gali Ho | Aye Kash Tasawwur Mein Madine Ki Gali Ho
हर वक़्त तसव्वुर में मदीने की गली हो
और याद मुहम्मद की मेरे दिल में बसी हो
ऐ काश ! तसव्वुर में मदीने की गली हो
और याद-ए-मुहम्मद भी मेरे दिल में बसी हो
दो सोज़-ए-बिलाल, आक़ा ! मिले दर्द रज़ा सा
सरकार ! 'अता 'इश्क़-ए-उवैस-ए-क़रनी हो
ऐ काश ! मैं बन जाऊँ मदीने के मुसाफ़िर
फिर रोती हुई तयबा को बारात चली हो
ऐ काश ! मदीने में मुझे मौत यूँ आए
चौखट पे तेरी सर हो, मेरी रूह चली हो
जब ले के चलो गोर-ए-ग़रीबाँ को जनाज़ा
कुछ ख़ाक मदीने की मेरे मुँह पे सजी हो
जिस वक़्त नकीरैन मेरी क़ब्र में आएँ
उस वक़्त मेरे लब पे सजी ना'त-ए-नबी हो
आक़ा का गदा हूँ, ऐ जहन्नम ! तू भी सुन ले
वो कैसे जले जो कि ग़ुलाम-ए-मदनी हो
आक़ा की शफ़ा'अत से तो जन्नत ही मिलेगी
ऐ काश ! कि क़दमों में जगह उन के मिली हो
अल्लाह की रहमत से तो जन्नत ही मिलेगी
ऐ काश ! महल्ले में जगह उन के मिली हो
अल्लाह करम ऐसा करे तुझ पे जहाँ में
ऐ दा'वत-ए-इस्लामी ! तेरी धूम मची हो
'अत्तार हमारा है, सर-ए-हश्र इसे, काश !
दस्त-ए-शह-ए-बतहा से यही चिठ्ठी मिली हो
शायर:
मुहम्मद इल्यास अत्तार क़ादरी
ना'त-ख़्वाँ:
मुहम्मद ओवैस रज़ा क़ादरी

har waqt tasawwur me.n madine ki gali ho
aur yaad muhammad ki mere dil me.n basi ho
ai kaash ! tasawwur me.n madine ki gali ho
aur yaad-e-muhammad bhi mere dil me.n basi ho
do soz-e-bilaal, aaqa ! mile dard raza sa
sarkaar ! 'ata 'ishq-e-uwais-e-qarani ho
ai kaash ! mai.n ban jaau.n madine ka musaafir
phir roti hui tayba ko baaraat chali ho
ai kaash ! madine me.n mujhe maut yu.n aae
chaukhaT pe teri sar ho, meri rooh chali ho
jab le ke chalo gor-e-gareebaa.n ko janaaza
kuchh KHaak madine ki mere moonh pe saji ho
jis waqt nakeerain meri qabr me.n aae.n
us waqt mere lab pe saji naa't-e-nabi ho
aaqa ka gada hu.n, ai jahannam ! tu bhi sun le
wo kaise jale jo ki ghulaam-e-madani ho
aaqa ki shafaa'at se to jannat hi milegi
ai kaash ! ki qadmo.n me.n jagah un ke mili ho
allah ki rahmat se to jannat hi milegi
ai kaash ! mahalle me.n jagah un ke mili ho
allah karam aisa kare tujh pe jahaa.n me.n
ai dawat-e-islami teri dhoom machi ho
'Attar hamaara hai, sar-e-hashr ise, kaash !
dast-e-shah-e-bat.ha se yahi chiThThi mili ho
Poet:
Muhammad Ilyas Attar Qadri
Naat-Khwaan:
Muhammad Owais Raza Qadri

Har Waqt Tasawwur Mein Naat Lyrics | Har Waqt Tasawwur Mein Madine Ki Gali Ho Lyrics in Hindi | Ae Kash Tasawwur Mein Madine Ki Gali Ho Lyrics | Ae Kash Main Ban Jaun Madine Ka Musafir Lyrics |
Har Waqt Tasawwur Mein Naat Lyrics, Har Waqt Tasawwur Mein Madine Ki Gali Ho Lyrics in Hindi, Aye Kash Tasawwur Mein Madine Ki Gali Ho Lyrics wakt wakht tasawur tasawwar tasawar me main madeene ae ay ai kaash
lyrics of naat, naat lyrics in hindi, islamic lyrics, hindi me naat lyrics, hindi me naat likhi hui,
नात शरीफ लिरिक्स हिंदी, नात शरीफ लिरिक्स हिंदी में, नात शरीफ लिरिक्स हिंदी में,
नात हिंदी में लिखी हुई,
नात शरीफ की किताब हिंदी में,
आला हजरत की नात शरीफ lyrics,
हिंदी नात, Lyrics in English, Lyrics in Roman
سبحان اللہ
ReplyDeleteMasha Allah
ReplyDelete