ADVERTISEMENT

ख़ाक-ए-मदीना होती, मैं ख़ाकसार होता / Khaak-e-Madina Hoti, Main Khaaksaar Hota

ख़ाक-ए-मदीना होती, मैं ख़ाकसार होता
होती रह-ए-मदीना मेरा ग़ुबार होता

आक़ा अगर करम से तयबा मुझे बुलाते
रौज़े पर सदक़े होता, उन पर निसार होता

वो बेकसों के आक़ा, बेकस को गर बुलाते
क्यूँ सब की ठोकरों पर पड़ कर वो ख़्वार होता

तयबा में गर मुयस्सर दो-गज़ ज़मीन होती
उन के क़रीब बसता, दिल को क़रार होता

मर मिट के ख़ूब लगती मिट्टी मेरी ठिकाने
गर उन की रह-गुज़र पर मेरा मज़ार होता

ये आरज़ू है दिल की होता वो सब्ज़-गुम्बद
और मैं ग़ुबार बन कर उस पर निसार होता

बे-चैन दिल को अब तक समझा बुझा के रखा
मगर अब तो इस से, आक़ा ! नहीं इंतिज़ार होता

सालिक ! हुए हम उन के, वो भी हुए हमारे
दिल-ए-मुज़्तरिब को लेकिन नहीं ए'तिबार होता


शायर:

मुफ़्ती अहमद यार ख़ान नईमी

ना'त-ख़्वाँ:
क़ारी ख़लील अत्तारी





KHaak-e-madina hoti, mai.n KHaaksaar hota
hoti rahe madina mera Gubaar hota

aaqa agar karam se tayba mujhe bulaate
rauze par sadqe hota, un par nisaar hota

wo bekaso.n ke aaqa, bekas ko gar bulaate
kyu.n sab ki Thokro.n par pa.D kar wo KHwaar hota

tayba me.n gar muyassar do-gaz zameen hoti
un ke qareeb basta, dil ko qaraar hota

mar miT ke KHoob lagti miTTi meri Thikaane
gar un ki rah-guzar par mera mazaar hota

ye aarzoo hai dil ki hota wo sabz-gumbad
aur mai.n Gubaar ban kar us par nisaar hota

be-chain dil ko ab tak samjha bujha ke rakha
magar ab to is se, aaqa ! nahi.n intizaar hota

Saalik ! hue ham un ke, wo bhi hue hamaare
dil-e-muztarib ko lekin nahi.n e'tibaar hota


Poet:
Mufti Ahmad Yaar Khan Naeemi

Naat-Khwaan:
Qari Khalil Attari
Khak e Madina Hoti Lyrics in Hindi, Khaak e Madina Hoti Lyrics, Khake Madina Hoti Lyrics, Khak e Madina Hoti Main Khaksar Hota Lyrics in Hindi khak-e-madina madeena me mai mei mein main khaak-saar khak-sar khaak-sar khak-saar khaksaar khaaksar lyrics of naat, naat lyrics in hindi, islamic lyrics, hindi me naat lyrics, hindi me naat likhi hui, नात शरीफ लिरिक्स हिंदी, नात शरीफ लिरिक्स हिंदी में, नात शरीफ लिरिक्स हिंदी में, नात हिंदी में लिखी हुई, नात शरीफ की किताब हिंदी में, आला हजरत की नात शरीफ lyrics, हिंदी नात, Lyrics in English, Lyrics in Roman

Comments

Most Popular

अल-मदद पीरान-ए-पीर ग़ौस-उल-आज़म दस्तगीर / Al Madad Peeran-e-Peer Ghaus-ul-Azam Dastageer | Al Madad Peeran-e-Peer Ghaus-e-Azam Dastageer

या नबी सलाम अलैका / Ya Nabi Salam Alaika | Ya Nabi Salam Alayka (All Popular Versions)

मीराँ वलियों के इमाम / Meeran Waliyon Ke Imam

वो शहर-ए-मोहब्बत जहाँ मुस्तफ़ा हैं / Wo Shehr-e-Mohabbat Jahan Mustafa Hain

उन की महक ने दिल के ग़ुंचे खिला दिये हैं / Un Ki Mahak Ne Dil Ke Gunche Khila Diye Hain

सरकार-ए-ग़ौस-ए-आज़म नज़र-ए-करम ख़ुदारा / Sarkar-e-Ghaus-e-Azam Nazar-e-Karam Khudara

क्या बताऊँ कि क्या मदीना है / Kya Bataun Ki Kya Madina Hai

इमदाद कुन इमदाद कुन या ग़ौस-ए-आज़म दस्तगीर / Imdad Kun Imdad Kun Ya Ghaus-e-Azam Dastagir | Imdad Kun Imdad Kun Ya Ghous-e-Azam Dastagir

सुनते हैं कि महशर में सिर्फ़ उन की रसाई है / Sunte Hain Ke Mehshar Mein Sirf Un Ki Rasai Hai

ऐ ज़हरा के बाबा सुनें इल्तिजा मदीना बुला लीजिए / Aye Zahra Ke Baba Sunen Iltija Madina Bula Lijiye