मिसाल-ए-मुस्तफ़ा कोई पयम्बर हो नहीं सकता / Misaal-e-Mustafa Koi Payambar Ho Nahin Sakta
मिसाल-ए-मुस्तफ़ा कोई पयम्बर हो नहीं सकता
सितारा लाख चमके, मेहर-ए-अनवर हो नहीं सकता
तजल्ली ज़ात की है जल्वा-ए-रुख़्सार-ए-अहमद में
हसीं ऐसा कोई, अल्लाहु अकबर ! हो नहीं सकता
बड़ों में सब से पहले किस ने तस्दीक़-ए-रिसालत की
सदाक़त में कोई सिद्दीक़-ए-अकबर हो नहीं सकता
नबी के यार और अन्सार सब अफ़ज़ल हैं 'आलम में
मगर मिस्ल-ए-'अली कोई बिरादर हो नहीं सकता
हबीब-ए-किब्रिया के जा-नशीं फ़ारूक़-ओ-'उस्माँ हैं
कोई इन ख़ासगान-ए-हक़ का हम-सर हो नहीं सकता
कोई हो मुत्तक़ी-ओ-'आलिम-ओ-ज़ाहिद ज़माने में
मगर आल-ए-मुहम्मद के बराबर हो नहीं सकता
चढ़ाया उन को काँधे पर रसूलुल्लाह ने अक्सर
कोई हम-रुत्बा-ए-शब्बीर-ओ-शब्बर हो नहीं सकता
हुआ तू, अशरफ़ी ! मद्दाह सुलतान-ए-दो-'आलम का
नसीबे का कोई ऐसा सिकंदर हो नहीं सकता
शायर:
अशरफ़ी मियाँ
ना'त-ख़्वाँ:
अमीर हम्ज़ा ख़लीलाबादी

misaal-e-mustafa koi payambar ho nahi.n sakta
sitaara laakh chamke, mehr-e-anwar ho nahi.n sakta
tajalli zaat ki hai jalwa-e-ruKHsaar-e-ahmad me.n
hasee.n aisa koi, allahu akbar ! ho nahi.n sakta
ba.Do.n me.n sab se pehle kis ne tasdeeq-e-risaalat ki
sadaaqat me.n koi siddiq-e-akbar ho nahi.n sakta
nabi ke yaar aur ansaar sab afzal hai.n 'aalam me.n
magar misl-e-'ali koi biraadar ho nahi.n sakta
habeeb-e-kibriya ke jaa-nashee.n faarooq-o-'usmaa.n hai.n
koi in KHaasgaan-e-haq ka ham-sar ho nahi.n sakta
koi ho muttaqi-o-'aalim-o-zaahid zamaane me.n
magar aal-e-muhammad ke baraabar ho nahi.n sakta
cha.Dhaaya un ko kaandhe par rasoolullah ne aksar
koi ham-rutba-e-shabbir-o-shabbar ho nahi.n sakta
huaa tu, Ashrafi ! maddaah sultaan-e-do-'aalam ka
naseebe ka koi aisa sikandar ho nahi.n sakta
Poet:
Ashrafi Miyan
Naat-Khwaan:
Ameer Hamza Khalilabadi

Misale Mustafa Koi Payambar Ho Nahi Sakta Lyrics in Hindi, Misal e Mustafa Koi Payambar Ho Nahin Sakta, Sitara Lakh Chamke Mehre Anwar Ho Nahi Sakta misaal misaale naheen naheen mehr maher mahar mahr anvar
lyrics of naat, naat lyrics in hindi, islamic lyrics, hindi me naat lyrics, hindi me naat likhi hui,
नात शरीफ लिरिक्स हिंदी, नात शरीफ लिरिक्स हिंदी में, नात शरीफ लिरिक्स हिंदी में,
नात हिंदी में लिखी हुई,
नात शरीफ की किताब हिंदी में,
आला हजरत की नात शरीफ lyrics,
हिंदी नात, Lyrics in English, Lyrics in Roman
Comments
Post a Comment