दिल की दुनिया को सजाओ आक़ा / Dil Ki Duniya Ko Sajao Aaqa
दिल की दुनिया को सजाओ, आक़ा !
अपनी उल्फ़त में जिलाओ, आक़ा !
हुब्ब-ए-दुनिया से बचाना मुझ को
मुझ को अपना ही बनाओ, आक़ा !
शौक़-ए-दीदार में सोऊँ जिस शब
अपना दीदार कराओ, आक़ा !
फ़िक्र-ए-दुनिया में न आँसू निकले
अपनी उल्फ़त में रुलाओ, आक़ा !
जितने मोमिन हैं परेशाँ, शाहा !
सब की बिगड़ी को बनाओ, आक़ा !
आख़री दम भी अदा हो सुन्नत
पीर के दिन जो क़ज़ा हो, आक़ा !
दिल तड़पता है हुज़ूरी को, हुज़ूर !
सदक़े मुर्शिद के बुलाओ, आक़ा !
मुझ को फिर दुश्मनों ने घेरा है
अपने दामन में छुपाओ, आक़ा !
शाकिर-ए-रज़वी है 'आसी, शाहा !
मुज़्दा बख़्शिश का सुनाओ, आक़ा !
शायर:
मौलाना मुहम्मद शाकिर नूरी
ना'त-ख़्वाँ:
क़ारी रिज़वान ख़ान
शाहाना शौकत शैख़
अपनी उल्फ़त में जिलाओ, आक़ा !
हुब्ब-ए-दुनिया से बचाना मुझ को
मुझ को अपना ही बनाओ, आक़ा !
शौक़-ए-दीदार में सोऊँ जिस शब
अपना दीदार कराओ, आक़ा !
फ़िक्र-ए-दुनिया में न आँसू निकले
अपनी उल्फ़त में रुलाओ, आक़ा !
जितने मोमिन हैं परेशाँ, शाहा !
सब की बिगड़ी को बनाओ, आक़ा !
आख़री दम भी अदा हो सुन्नत
पीर के दिन जो क़ज़ा हो, आक़ा !
दिल तड़पता है हुज़ूरी को, हुज़ूर !
सदक़े मुर्शिद के बुलाओ, आक़ा !
मुझ को फिर दुश्मनों ने घेरा है
अपने दामन में छुपाओ, आक़ा !
शाकिर-ए-रज़वी है 'आसी, शाहा !
मुज़्दा बख़्शिश का सुनाओ, आक़ा !
शायर:
मौलाना मुहम्मद शाकिर नूरी
ना'त-ख़्वाँ:
क़ारी रिज़वान ख़ान
शाहाना शौकत शैख़
dil ki duniya ko sajaao, aaqa !
apni ulfat me.n jilaao, aaqa !
hubb-e-duniya se bachaana mujh ko
mujh ko apna hi banaao, aaqa !
shauq-e-deedaar me.n sou.n jis shab
apna deedaar karaao, aaqa !
fikr-e-duniya me.n na aansoo nikle
apni ulfat me.n rulaao, aaqa !
jitne momin hai.n pareshaa.n, shaaha !
sab ki big.Di ko banaao, aaqa !
aaKHri dam bhi ada ho sunnat
peer ke din jo qaza ho, aaqa !
dil ta.Dapta hai huzoori ko, huzoor !
sadqe murshid ke bulaao, aaqa !
mujh ko phir dushmano.n ne ghera hai
apne daaman me.n chhupaao, aaqa !
Shaakir-e-razavi hai 'aasi, shaaha !
muzda baKHshish ka sunaao, aaqa !
Poet:
Maulana Muhammad Shakir Noori
Naat-Khwaan:
Qari Rizwan Khan
Shahana Shaukat Shaikh
apni ulfat me.n jilaao, aaqa !
hubb-e-duniya se bachaana mujh ko
mujh ko apna hi banaao, aaqa !
shauq-e-deedaar me.n sou.n jis shab
apna deedaar karaao, aaqa !
fikr-e-duniya me.n na aansoo nikle
apni ulfat me.n rulaao, aaqa !
jitne momin hai.n pareshaa.n, shaaha !
sab ki big.Di ko banaao, aaqa !
aaKHri dam bhi ada ho sunnat
peer ke din jo qaza ho, aaqa !
dil ta.Dapta hai huzoori ko, huzoor !
sadqe murshid ke bulaao, aaqa !
mujh ko phir dushmano.n ne ghera hai
apne daaman me.n chhupaao, aaqa !
Shaakir-e-razavi hai 'aasi, shaaha !
muzda baKHshish ka sunaao, aaqa !
Poet:
Maulana Muhammad Shakir Noori
Naat-Khwaan:
Qari Rizwan Khan
Shahana Shaukat Shaikh
Dil Ki Duniya Ko Sajao Aaqa Lyrics | Dil Ki Duniya Ko Sajao Aaqa Lyrics in Hindi | Dil Ki Duniya Ko Sajao Aaqa Lyrics Qari Rizwan Khan | Sunni Dawat e islami Naat Lyrics | Dilki Duniya Ko sajao Aaqa Lyrics | Dunya sajaao sajawo sajaawo aqa aaka aka
New Manqabat Ghaus e Azam |manqabat ghous pak | manqabat e ghous e azam lyrics in Hindi
lyrics of naat, naat lyrics in hindi, islamic lyrics, hindi me naat lyrics, hindi me naat likhi hui,
नात शरीफ लिरिक्स हिंदी, नात शरीफ लिरिक्स हिंदी में, नात शरीफ लिरिक्स हिंदी में,
नात हिंदी में लिखी हुई,
नात शरीफ की किताब हिंदी में,
आला हजरत की नात शरीफ lyrics,
हिंदी नात, Lyrics in English, Lyrics in Roman
Comments
Post a Comment