खुला है सभी के लिए बाब-ए-रहमत / Khula Hai Sabhi Ke Liye Baab-e-Rehmat
खुला है सभी के लिए बाब-ए-रहमत, वहाँ कोई रुत्बे में अदना न 'आली
मुरादों से दामन नहीं कोई ख़ाली, क़तारें लगाए खड़े हैं सवाली
मैं पहले-पहल जब मदीने गया था, तो थी दिल की हालत तड़प जाने वाली
वो दरबार सच-मुच मेरे सामने था, अभी तक तसव्वुर था जिस का ख़याली
जो इक हाथ से दिल सँभाले हुए था, तो थी दूसरे हाथ में उन की जाली
दु'आ के लिए हाथ उठते तो कैसे ! न ये हाथ ख़ाली, न वो हाथ ख़ाली
जो पूछा है तुम ने कि मैं नज़्र करने को क्या ले गया था, तो तफ़्सील सुन लो
था ना'तों का इक हार, अश्कों के मोती, दुरूदों का गजरा, सलामों की डाली
धनी अपनी क़िस्मत का है तो वही है, दयार-ए-नबी जिस ने आँखों से देखा
मुक़द्दर है सच्चा मुक़द्दर उसी का, निगाह-ए-करम जिस पे आक़ा ने डाली
मैं उस आस्तान-ए-हरम का गदा हूँ, जहाँ सर झुकाते हैं शाहान-ए-'आलम
मुझे ताजदारों से कम मत समझना, मेरा सर है शायान-ए-ताज-ए-बिलाली
मैं तौसीफ़-ए-सरकार कर तो रहा हूँ, मगर अपनी औक़ात से बा-ख़बर हूँ
मैं सिर्फ़ एक अदना सना-ख़्वाँ हूँ उन का, कहाँ मैं कहाँ ना'त-ए-इक़बाल-ओ-हाली
शायर:
इक़बाल अज़ीम
ना'त-ख़्वाँ:
क़ारी वहीद ज़फ़र क़ासमी
मुअज़्ज़म अली मिर्ज़ा
अल्लामा हाफ़िज़ बिलाल क़ादरी
हाफ़िज़ अहसन क़ादरी
जवेरिआ सलीम

khula hai sabhi ke liye baab-e-rahmat, waha.n koi rutbe me.n adna na 'aali
muraado.n se daaman nahi.n koi KHaali, qataare.n lagaae kha.De hai.n sawaali
mai.n pehle-pehal jab madine gaya tha, to thi dil ki haalat ta.Dap jaane waali
wo darbaar sach-much mere saamne tha, abhi tak tasawwur tha jis ka KHayaali
jo ik haath se dil sambhaale hue tha, to thi doosre haath me.n un ki jaali
du'aa ke liye haath uThte to kaise ! na ye haath KHaali, na wo haath KHaali
jo poochha hai tum ne ki mai.n nazr karne ko kya le gaya tha, to tafseel sun lo
tha naa'to.n ka ik haar, ashko.n ke moti, duroodo.n ka gajra, salaamo.n ki Daali
dhani apni qismat ka hai to wahi hai, dayaar-e-nabi jis ne aankho.n se dekha
muqaddar hai sachcha muqaddar usi ka, nigaah-e-karam jis pe aaqa ne Daali
mai.n us aastaan-e-haram ka gada hu.n, jahaa.n sar jhukaate hai.n shaahaan-e-'aalam
mujhe taajdaaron.n se kam mat samajhna, mera sar hai shaayaan-e-taaj-e-bilaali
mai.n tauseef-e-sarkaar kar to raha hu.n, magar apni auqaat se baa-KHabar hu.n
mai.n sirf ek adna sana-KHwaa.n hu.n un ka, kahaa.n mai.n kahaa.n naa't-e-Iqbal-o-haali
Poet:
Iqbal Azeem
Naat-Khwaan:
Qari Waheed Zafar Qasmi
Muazzam Ali Mirza
Allama Hafiz Bilal Qadri
Hafiz Ahsan Qadri
Javeria Saleem

Khula Hai Sabhi Ke Liye Lyrics | Khula Hai Sabhi Ke Liye Baab e Rehmat Lyrics in Hindi | Khula Hai Sabhi Ke Liye Baab e Rehmat Lyrics in English | Wahan Koi Rutbe Me Adna Na Aali Lyrics | kulla hy hei hain hein key lie bab baabe rahemat rehamat rahamat rahmat
lyrics of naat, naat lyrics in hindi, islamic lyrics, hindi me naat lyrics, hindi me naat likhi hui,
नात शरीफ लिरिक्स हिंदी, नात शरीफ लिरिक्स हिंदी में, नात शरीफ लिरिक्स हिंदी में,
नात हिंदी में लिखी हुई,
नात शरीफ की किताब हिंदी में,
आला हजरत की नात शरीफ lyrics,
हिंदी नात, Lyrics in English, Lyrics in Roman
Comments
Post a Comment