लोगों को तो दुनिया में लाखों ही सहारे हैं | हम को यही काफ़ी है सरकार हमारे हैं / Logon Ko To Duniya Mein Lakhon Hi Sahare Hain | Hum Ko Yahi Kafi Hai Sarkar Hamare Hain

लोगों को तो दुनिया में लाखों ही सहारे हैं
हम को यही काफ़ी है, सरकार हमारे हैं

रख लेना भरम मेरा, महशर में, मेरे आक़ा !
कुछ भी हैं, मेरे आक़ा ! नौकर तो तुम्हारे हैं

क़ुर्बान तेरी शान पर, हसनैन के नाना !
सदक़ा तेरे ना'लैन का मेरे भी गुज़ारे हैं

पंजतन के घराने का जब से मैं हुआ नौकर
उस वक़्त से फिर अपने वारे ही नियारे हैं

उन पर हैं 'अयाँ 'ऐब मेरे, बस एक तसल्ली है
सरकार हमारे हैं बस सरकार हमारे हैं

रहते हैं सदा नूर की मानिंद मेरे दिल में
वो दिन जो, ज़िया ! मैं ने तयबा में गुज़ारे हैं


ना'त-ख़्वाँ:

आज़म क़ादरी
शहबाज़ क़मर फ़रीदी
क़ारी शाहिद मेहमूद





logo.n ko to duniya me.n laakho.n hi sahaare hai.n
ham ko yahi kaafi hai, sarkaar hamaare hai.n

rakh lena bharam mera, mehshar me.n, mere aaqa !
kuchh bhi hai.n, mere aaqa ! naukar to tumhaare hai.n

qurbaan teri shaan par, hasnain ke naana !
sadqa tere naa'lain ka mere bhi guzaare hai.n

panjtan ke gharaane ka jab se mai.n huaa naukar
us waqt se phir apne waare hi niyaare hai.n

un par hai 'ayaa.n 'aib mere, bas ek tasalli hai
sarkaar hamaare hai.n bas sarkaar hamaare hai.n

rehte hai.n sada noor ki maanind mere dil me.n
wo din jo, Ziya ! mai.n ne tayba me.n guzaare hai.n


Naat-Khwaan:

Azam Qadri
Shahbaz Qamar Fareedi
Qari Shahid Mahmood
Logon Ko To Duniya Mein Lakhon Hi Sahare Hain Lyrics | Logon Ko To Duniya Mein Lakhon Hi Sahare Hain Lyrics in Hindi | Sarkar Hamare Hain Lyrics Hindi | Logo dunya lakho laakho hei hein hain hai lyrics of naat, naat lyrics in hindi, islamic lyrics, hindi me naat lyrics, hindi me naat likhi hui, नात शरीफ लिरिक्स हिंदी, नात शरीफ लिरिक्स हिंदी में, नात शरीफ लिरिक्स हिंदी में, नात हिंदी में लिखी हुई | नात शरीफ की किताब हिंदी में | आला हजरत की नात शरीफ lyrics, हिंदी नात, Lyrics in English, Lyrics in Roman 50+ Naat Lyrics | Best Place To Find All Naat Sharif | 500+ Naat Lyrics | Best Site To Find All Naat in Hindi, English | 430 Naat lyrics ideas in 2023

Comments

Most Popular

मेरे हुसैन तुझे सलाम / Mere Husain Tujhe Salaam

अल्लाह की रज़ा है मोहब्बत हुसैन की | या हुसैन इब्न-ए-अली / Allah Ki Raza Hai Mohabbat Hussain Ki | Ya Hussain Ibne Ali

मेरा बादशाह हुसैन है | ऐसा बादशाह हुसैन है / Mera Baadshaah Husain Hai | Aisa Baadshaah Husain Hai

कर्बला के जाँ-निसारों को सलाम / Karbala Ke Jaan-nisaron Ko Salam

हुसैन तुम को ज़माना सलाम कहता है / Hussain Tum Ko Zamana Salam Kehta Hai

हम हुसैन वाले हैं / Hum Hussain Wale Hain

हर ज़माना मेरे हुसैन का है / Har Zamana Mere Hussain Ka Hai

हुसैन आज सर को कटाने चले हैं / Husain Aaj Sar Ko Katane Chale Hain

वो शहर-ए-मोहब्बत जहाँ मुस्तफ़ा हैं / Wo Shehr-e-Mohabbat Jahan Mustafa Hain

सुल्तान-ए-कर्बला को हमारा सलाम हो / Sultan-e-Karbala Ko Hamara Salam Ho