जब मस्जिद-ए-नबवी के मीनार नज़र आए / Jab Masjid-e-Nabvi Ke Minar Nazar Aaye

जब मस्जिद-ए-नबवी के मीनार नज़र आए
अल्लाह की रहमत के आसार नज़र आए

मंज़र हो बया कैसे, अल्फ़ाज़ नहीं मिलते
जिस वक़्त मुहम्मद का दरबार नज़र आए

मंज़र हो बया कैसे, अल्फ़ाज़ नहीं मिलते
जब सामने आँखों के दरबार नज़र आए

बस याद रहा इतना, सीने से लगी जाली
फिर याद नहीं क्या-क्या अनवार नज़र आए

दुख दर्द के मारों को ग़म याद नहीं रहते
जब सामने आँखों के ग़म-ख़्वार नज़र आए

मक्के की फ़ज़ाओं में, तयबा की हवाओं में
हम ने तो जिधर देखा सरकार नज़र आए

छोड़ आया, ज़हूरी ! मैं दिल-ओ-जान मदीने में
अब जीना यहाँ मुझ को दुश्वार नज़र आए


शायर:
मुहम्मद अली ज़हूरी क़सूरी

ना'त-ख़्वाँ:
हाफ़िज़ मर्ग़ूब अहमद हमदानी
ओवैस रज़ा क़ादरी
ज़ोहैब अशरफ़ी





jab masjid-e-nabwi ke meenaar nazar aae
allah ki rehmat ke aasaar nazar aae

manzar ho baya.n kaise, alfaaz nahi.n milte
jis waqt muhammad ka darbaar nazar aae

manzar ho baya.n kaise, alfaaz nahi.n milte
jab saamne aankho.n ke darbaar nazar aae

bas yaad raha itna, seene se lagi jaali
phir yaad nahi.n kya-kya anwaar nazar aae

dukh dard ke maaro.n ko Gam yaad nahi.n rehte
jab saamne aankho.n ke Gam-KHwaar nazar aae

makke ki fazaao.n me.n tayba ki hawaao.n me.n
ham ne to jidhar dekha sarkaar nazar aae

chho.D aaya, Zahoori ! mai.n dil-o-jaan madine me.n
ab jeena yaha.n mujh ko dushwaar nazar aae


Poet:
Muhammad Ali Zahoori Qasoori

Naat-Khwaan:
Hafiz Marghoob Ahmad Hamdani
Owais Raza Qadri
Zohaib Ashrafi
Jab Masjid e Nabvi Ke Minar Nazar Aaye Lyrics | Jab Masjid e Nabvi Ke Minar Nazar Aaye Lyrics in Hindi | Jab Masjide Nabawi Ke Minaar Nazar Aaye Lyrics | nabwi nabavi lyrics of naat | naat lyrics in hindi | islamic lyrics | hindi me naat lyrics | hindi me naat likhi hui | All Naat Lyrics in Hindi | नात शरीफ लिरिक्स हिंदी, नात शरीफ लिरिक्स हिंदी में, नात शरीफ लिरिक्स हिंदी में, नात हिंदी में लिखी हुई | नात शरीफ की किताब हिंदी में | आला हजरत की नात शरीफ lyrics | हिंदी नात | Lyrics in English | Lyrics in Roman 50+ Naat Lyrics | Best Place To Find All Naat Sharif | 500+ Naat Lyrics | Best Site To Find All Naat in Hindi, English | 430 Naat lyrics ideas in 2023

Comments

Most Popular

या नबी सलाम अलैका / Ya Nabi Salam Alaika | Ya Nabi Salam Alayka (All Popular Versions)

अल-मदद पीरान-ए-पीर ग़ौस-उल-आज़म दस्तगीर / Al Madad Peeran-e-Peer Ghaus-ul-Azam Dastageer | Al Madad Peeran-e-Peer Ghaus-e-Azam Dastageer

वो शहर-ए-मोहब्बत जहाँ मुस्तफ़ा हैं / Wo Shehr-e-Mohabbat Jahan Mustafa Hain

फ़ज़्ल-ए-रब्ब-ए-पाक से भाई मेरा दूल्हा बना | मदनी सेहरा / Fazl-e-Rabb-e-Pak Se Bhai Mera Dulha Bana | Madani Wedding Sehra

क्या बताऊँ कि क्या मदीना है / Kya Bataun Ki Kya Madina Hai

काबा दिखा दे मौला / Kaba Dikha De Maula

ऐ ज़हरा के बाबा सुनें इल्तिजा मदीना बुला लीजिए / Aye Zahra Ke Baba Sunen Iltija Madina Bula Lijiye

बेख़ुद किए देते हैं अंदाज़-ए-हिजाबाना / Bekhud Kiye Dete Hain Andaz-e-Hijabana

सुनते हैं कि महशर में सिर्फ़ उन की रसाई है / Sunte Hain Ki Mahshar Mein Sirf Un Ki Rasaai Hai

ऐ सबा मुस्तफ़ा से कह देना ग़म के मारे सलाम कहते हैं / Aye Saba Mustafa Se Keh Dena Gham Ke Mare Salam Kehte Hain (All Versions)