कर्बला में सर कटाया है अली के लाल ने | दीन का डंका बजाया है अली के लाल ने / Karbala Mein Sar Kataya Hai Ali Ke Lal Ne | Deen Ka Danka Bajaya Hai Ali Ke Lal Ne

कर्बला में सर कटाया है 'अली के लाल ने
दीन का डंका बजाया है 'अली के लाल ने

ज़ालिमों ने हाथ माँगा जिस घड़ी शब्बीर से
उस के बदले सर कटाया है 'अली के लाल ने

थरथराता है ज़माना मौत ही के नाम से
मौत से पंजा लड़ाया है 'अली के लाल ने

कौन कहता है हुसैन इब्न-ए-'अली प्यासे रहे
पानी को पानी पिलाया है 'अली के लाल ने

जो किया था बचपना में वा'दा नाना-जान से
कर्बला में वो निभाया है 'अली के लाल ने

हुर्र ये बोले ख़ुल्द का परवाना मुझ को मिल गया
अपने सीने से लगाया है 'अली के लाल ने


ना'त-ख़्वाँ:
शहबाज़ रज़ा नूरी कलकत्तवी



दीन का डंका बजाया है 'अली के लाल ने
परचम-ए-हक़ को उठाया है 'अली के लाल ने

ख़्वाब में देखा जिसे हज़रत ख़लीलुल्लाह ने
ख़्वाब सच्चा कर दिखाया है 'अली के लाल ने

'अज़मत-ए-दीन-ए-मुहम्मद को बचाने के लिए
अपने घर का घर लुटाया है 'अली के लाल ने


ना'त-ख़्वाँ:
दिलबर शाही





karbala me.n sar kaTaaya hai 'ali ke laal ne
deen ka Danka bajaaya hai 'ali ke laal ne

zaalimo.n ne haath maanga jis gha.Di shabbir se
us ke badle sar kaTaaya hai 'ali ke laal ne

thartharaata hai zamaana maut hi ke naam se
maut se panja la.Daaya hai 'ali ke laal ne

kaun kehta hai husain ibn-e-'ali pyaase rahe
paani ko paani pilaaya hai 'ali ke laal ne

jo kiya tha bachpana me.n waa'da naana-jaan se
karbala me.n wo nibhaaya hai 'ali ke laal ne

hurr ye bole KHuld ka parwaana mujh ko mil gaya
apne seene se lagaaya hai 'ali ke laal ne


Naat-Khwaan:
Shahbaz Raza Noori Kalkattvi



deen ka Danka bajaaya hai 'ali ke laal ne
parcham-e-haq ko uThaaya hai 'ali ke laal ne

KHwaab me.n dekha jise hazrat KHalilullah ne
KHwaab sachcha kar dikhaaya hai 'ali ke laal ne

'azmat-e-deen-e-muhammad ko bachaane ke liye
apne ghar ka ghar luTaaya hai 'ali ke laal ne


Naat-Khwaan:
Dilbar Shahi
Karbala Mein Sar Kataya Hai Ali Ke Lal Ne Lyrics in Hindi | Deen Ka Danka Bajaya Hai Ali Ke Lal Ne Lyrics | Deen Ka Danka Bajaya Fatima Ke Lal Ne Lyrics | Me laal din bajhaya bazaya | Muharram Naat Lyrics in Hindi | lyrics of naat | naat lyrics in hindi | islamic lyrics | hindi me naat lyrics | hindi me naat likhi hui | All Naat Lyrics in Hindi | नात शरीफ लिरिक्स हिंदी, नात शरीफ लिरिक्स हिंदी में, नात शरीफ लिरिक्स हिंदी में, नात हिंदी में लिखी हुई | नात शरीफ की किताब हिंदी में | आला हजरत की नात शरीफ lyrics | हिंदी नात | Lyrics in English | Lyrics in Roman 50+ Naat Lyrics | Best Place To Find All Naat Sharif | 500+ Naat Lyrics | Best Site To Find All Naat in Hindi, English | 430 Naat lyrics ideas in 2023

Comments

Most Popular

पुकारो या रसूलल्लाह | तुम भी कर के उन का चर्चा अपने दिल चमकाओ / Pukaro Ya Rasoolallah | Pukaro Ya Rasool Allah | Tum Bhi Kar Ke Unka Charcha Apne Dil Chamkao

जश्न-ए-आमद-ए-रसूल अल्लाह ही अल्लाह | बीबी आमिना के फूल अल्लाह ही अल्लाह / Jashn-e-Amad-e-Rasool Allah Hi Allah | Bibi Amina Ke Phool Allah Hi Allah

फ़लक के नज़ारो ज़मीं की बहारो | हुज़ूर आ गए हैं / Falak Ke Nazaro Zameen Ki Baharo | Huzoor Aa Gaye Hain

या नबी सलाम अलैका / Ya Nabi Salam Alaika | Ya Nabi Salam Alayka (All Popular Versions)

चारों तरफ़ नूर छाया | आक़ा का मीलाद आया / Chaaron Taraf Noor Chhaya | Aaqa Ka Milad Aaya

वो शहर-ए-मोहब्बत जहाँ मुस्तफ़ा हैं / Wo Shehr-e-Mohabbat Jahan Mustafa Hain

क्या बताऊँ कि क्या मदीना है / Kya Bataun Ki Kya Madina Hai

गली गली सज गई शहर शहर सज गया | जो आमिना के लाल का मीलाद करेंगे / Gali Gali Saj Gai Shahar Shahar Saj Gaya | Jo Amina Ke Laal Ka Milad Karenge (Part 1 | Part 2)

ऐ ज़हरा के बाबा सुनें इल्तिजा मदीना बुला लीजिए / Aye Zahra Ke Baba Sunen Iltija Madina Bula Lijiye

हम ने आँखों से देखा नहीं है मगर उन की तस्वीर सीने में मौजूद है | उन का जल्वा तो सीने में मौजूद है / Hum Ne Aankhon Se Dekha Nahin Hai Magar Unki Tasweer Seene Mein Maujood Hai | Un Ka Jalwa To Seene Mein Maujood Hai