मैं ने ये कब कहा मुझे दुनिया का माल दे | मुझ को गदा बना के मदीने में डाल दे / Maine Ye Kab Kaha Mujhe Duniya Ka Maal De | Mujh Ko Gada Bana Ke Madine Mein Daal De
मैं ने ये कब कहा मुझे दुनिया का माल दे
मुझ को गदा बना के मदीने में डाल दे
कहते रहे बिलाल यही हर मक़ाम पर
निकलेगी मेरी जान मुहम्मद के नाम पर
ऐसा ही मेरे सीने में 'इश्क़-ए-बिलाल दे
मुझ को गदा बना के मदीने में डाल दे
जो भी हुज़ूर को कहें अपनी तरह बशर
बिस्तर उठाए फिरते रहेंगे वो दर-ब-दर
ऐसे मुनाफ़िक़ों को जहाँ से निकाल दे
मुझ को गदा बना के मदीने में डाल दे
मुद्दत से मेरे दिल में बसी है ये आरज़ू
जल्वा रसूल-ए-पाक का देखूँ मैं रू-ब-रू
मौला ! तू मेरे क़ल्ब की हसरत निकाल दे
मुझ को गदा बना के मदीने में डाल दे
अब 'अक़्ल कह रही है कि तू दिल से काम ले
क्यूँ डूबता है ले मेरे आक़ा का नाम ले
तुझ को अभी किनारे ये दरिया उछाल दे
मुझ को गदा बना के मदीने में डाल दे
ता-ज़िंदगी हुज़ूर की ना'तें लिखा करूँ
सज्जाद ! अपने रब से मैं इतनी दु'आ करूँ
फ़िक्र-ए-रज़ा दे, जामी का हुस्न-ए-ख़याल दे
मुझ को गदा बना के मदीने में डाल दे
शायर:
सज्जाद निज़ामी
ना'त-ख़्वाँ:

mai.n ne ye kab kaha mujhe duniya ka maal de
mujh ko gada bana ke madine me.n Daal de
kehte rahe bilaal yahi har maqaam par
niklegi meri jaan muhammad ke naam par
aisa hi mere seene me.n 'ishq-e-bilaal de
mujh ko gada bana ke madine me.n Daal de
jo bhi huzoor ko kahe.n apni tarah bashar
bistar uThaae phirte rahenge wo dar-ba-dar
aise munaafiqo.n ko jahaa.n se nikaal de
mujh ko gada bana ke madine me.n Daal de
muddat se mere dil me.n basi hai ye aarzoo
jalwa rasool-e-paak ka dekhu.n mai.n roo-ba-roo
maula ! tu mere qalb ki hasrat nikaal de
mujh ko gada bana ke madine me.n Daal de
ab 'aql keh rahi hai ki tu dil se kaam le
kyu.n Doobta hai le mere aaqa ka naam le
tujh ko abhi kinaare ye dariya uchhaal de
mujh ko gada bana ke madine me.n Daal de
taa-zindagi huzoor ki naa'te.n likha karu.n
Sajjaad ! apne rab se mai.n itni du'aa karu.n
fikr-e-raza de, jaami ka husn-e-KHayaal de
mujh ko gada bana ke madine me.n Daal de
Poet:
Sajjad Nizami
Naat-Khwaan:

Maine Ye Kab Kaha Mujhe Duniya Ka Maal De Lyrics in Hindi | Mujhko Gada Bana Ke Madine Mein Daal De Lyrics in Hindi | Sajjad Nizami Naat Lyrics in Hindi | main ne muje kamal kamaal me
lyrics of naat | naat lyrics in hindi | islamic lyrics | hindi me naat lyrics | hindi me naat likhi hui | All Naat Lyrics in Hindi |
नात शरीफ लिरिक्स हिंदी, नात शरीफ लिरिक्स हिंदी में, नात शरीफ लिरिक्स हिंदी में,
नात हिंदी में लिखी हुई | नात शरीफ की किताब हिंदी में | आला हजरत की नात शरीफ lyrics |
हिंदी नात | Lyrics in English | Lyrics in Roman
50+ Naat Lyrics | Best Place To Find All Naat Sharif | 500+ Naat Lyrics | Best Site To Find All Naat in Hindi, English | 430 Naat lyrics ideas in 2023
Comments
Post a Comment