दिल है ग़मगीन मेरा अश्क-बार हैं आँखें / Dil Hai Ghamgeen Mera Ashkbaar Hain Aankhen

या ख़ुदा ! सुन सदा, या ख़ुदा ! सुन सदा

दिल है ग़मगीन मेरा, अश्क-बार हैं आँखें
चैन मिलता ही नहीं, बे-क़रार हैं आँखें

दिल है ग़मगीन मेरा, अश्क-बार हैं आँखें

मुँह को आता है कलेजा, वो है मंज़र देखा
क़ुद्स की गलियों में इक ख़ूँ का समंदर देखा

चैन मिलता ही नहीं, बे-क़रार हैं आँखें

दिल है ग़मगीन मेरा, अश्क-बार हैं आँखें

मस्जिद-ए-अक़्सा को है फिर से सुलगता देखा
दूध पीते हुए बच्चों को तड़पता देखा

चैन मिलता ही नहीं, बे-क़रार हैं आँखें

दिल है ग़मगीन मेरा, अश्क-बार हैं आँखें

माओं बहनों की भी हैं चीख़ें सुनी कानों ने
ज़ुल्म ढाया यूँ फ़लस्तीन में शैतानों ने

चैन मिलता ही नहीं, बे-क़रार हैं आँखें

दिल है ग़मगीन मेरा, अश्क-बार हैं आँखें

छोटे बच्चों के जनाज़े भी हैं उठते देखे
बूढ़े माँ-बाप भी हैं मैं ने सिसकते देखे

चैन मिलता ही नहीं, बे-क़रार हैं आँखें

दिल है ग़मगीन मेरा, अश्क-बार हैं आँखें

मुझ गुनहगार की तू, मौला ! दु'आ कर ले क़ुबूल
या ख़ुदा ! सड़ के मरें दुनिया से गुस्ताख़-ए-रसूल

चैन मिलता ही नहीं, बे-क़रार हैं आँखें

दिल है ग़मगीन मेरा, अश्क-बार हैं आँखें

क़ल्ब-ए-'आसिम की, मेरे मौला ! तू अब सुन ले सदा
फिर फ़लस्तीन को आज़ादी 'अता कर दे, ख़ुदा !

चैन मिलता ही नहीं, बे-क़रार हैं आँखें

दिल है ग़मगीन मेरा, अश्क-बार हैं आँखें

या ख़ुदा ! सुन सदा, या ख़ुदा ! सुन सदा


शायर:
मुहम्मद आसिम-उल-क़ादरी मुरादाबादी

ना'त-ख़्वाँ:
ग़ुलाम मुस्तफ़ा क़ादरी
सय्यिदा अरीबा फ़ातिमा





ya KHuda ! sun sada, ya KHuda ! sun sada

dil hai Gamgeen mera, ashk-baar hai.n aankhe.n
chain milta hi nahi.n, be-qaraar hai.n aankhe.n

dil hai Gamgeen mera, ashk-baar hai.n aankhe.n

munh ko aata hai kaleja, wo hai manzar dekha
quds ki galiyo.n me.n ik KHoo.n ka samandar dekha

chain milta hi nahi.n, be-qaraar hai.n aankhe.n

dil hai Gamgeen mera, ashk-baar hai.n aankhe.n

masjid-e-aqsa ko hai phir se sulagta dekha
doodh peete hue bachcho.n ko ta.Dapta dekha

chain milta hi nahi.n, be-qaraar hai.n aankhe.n

dil hai Gamgeen mera, ashk-baar hai.n aankhe.n

maao.n behno.n ki bhi hai.n cheeKHe.n suni kaano.n ne
zulm Dhaaya yu.n falasteen me.n shaitaano.n ne

chain milta hi nahi.n, be-qaraar hai.n aankhe.n

dil hai Gamgeen mera, ashk-baar hai.n aankhe.n

chhoTe bachcho.n ke janaaze bhi hai.n uThte dekhe
boo.Dhe maa.n-baap bhi hai.n mai.n ne sisakte dekhe

chain milta hi nahi.n, be-qaraar hai.n aankhe.n

dil hai Gamgeen mera, ashk-baar hai.n aankhe.n

mujh gunahgaar ki tu, maula ! du'aa kar le qubool
ya KHuda ! sa.D ke mare.n duniya se gustaaKH-e-rasool

chain milta hi nahi.n, be-qaraar hai.n aankhe.n

dil hai Gamgeen mera, ashk-baar hai.n aankhe.n

qalb-e-'Aasim ki, mere maula ! tu ab sun le sada
phir falasteen ko aazaadi 'ata kar de, KHuda !

chain milta hi nahi.n, be-qaraar hai.n aankhe.n

dil hai Gamgeen mera, ashk-baar hai.n aankhe.n

ya KHuda ! sun sada, ya KHuda ! sun sada


Poet:
Muhammad Asim ul Qadri Moradabadi

Naat-Khwaan:
Ghulam Mustafa Qadri
Syeda Areeba Fatima
Dil Hai Ghamgeen Mera Ashkbaar Hain Aankhen Lyrics in Hindi | Dil Hay Ghamgeen Mera Lyrics | Dil Hai Ghamgeen Mera Ashkbar Hain Aankhen Lyrics | Aqsa Kalam | Palestine Kalam | hain hei hein ghamgin ashk bar baar | lyrics of naat | naat lyrics in hindi | islamic lyrics | hindi me naat lyrics | hindi me naat likhi hui | All Naat Lyrics in Hindi | नात शरीफ लिरिक्स हिंदी, नात शरीफ लिरिक्स हिंदी में, नात शरीफ लिरिक्स हिंदी में, नात हिंदी में लिखी हुई | नात शरीफ की किताब हिंदी में | आला हजरत की नात शरीफ lyrics | हिंदी नात | Lyrics in English | Lyrics in Roman 50+ Naat Lyrics | Best Place To Find All Naat Sharif | 500+ Naat Lyrics | Best Site To Find All Naat in Hindi, English | 430 Naat lyrics ideas in 2023

Comments

Most Popular

वो शहर-ए-मोहब्बत जहाँ मुस्तफ़ा हैं / Wo Shehr-e-Mohabbat Jahan Mustafa Hain (All Versions)

क्या बताऊँ कि क्या मदीना है / Kya Bataun Ki Kya Madina Hai

या नबी सलाम अलैका / Ya Nabi Salam Alaika | Ya Nabi Salam Alayka (All Popular Versions)

हम ने आँखों से देखा नहीं है मगर उन की तस्वीर सीने में मौजूद है | उन का जल्वा तो सीने में मौजूद है / Hum Ne Aankhon Se Dekha Nahin Hai Magar Unki Tasweer Seene Mein Maujood Hai | Un Ka Jalwa To Seene Mein Maujood Hai

ऐ ज़हरा के बाबा सुनें इल्तिजा मदीना बुला लीजिए / Aye Zahra Ke Baba Sunen Iltija Madina Bula Lijiye

अल-मदद पीरान-ए-पीर ग़ौस-उल-आज़म दस्तगीर / Al-Madad Peeran-e-Peer Ghaus-ul-Azam Dastageer

मुस्तफ़ा, जान-ए-रहमत पे लाखों सलाम (मुख़्तसर) / Mustafa, Jaan-e-Rahmat Pe Laakhon Salaam (Short)

बेख़ुद किए देते हैं अंदाज़-ए-हिजाबाना / Bekhud Kiye Dete Hain Andaz-e-Hijabana

हो करम सरकार अब तो हो गए ग़म बे-शुमार / Ho Karam Sarkar Ab To Ho Gaye Gham Beshumar

मेरे ताजुश्शरीआ की क्या शान है / Mere Tajushsharia Ki Kya Shaan Hai