अता कर ऐ ख़ुदा सदक़ा अली ज़हरा की शादी का / Ata Kar Aye Khuda Sadqa Ali Zahra Ki Shadi Ka

'अता कर, ऐ ख़ुदा ! सदक़ा 'अली-ज़हरा की शादी का
रहे इस शादी पर साया 'अली-ज़हरा की शादी का

जो रिश्ता होने वाला है, वो जन्नत तक रहे क़ाएम
तुझे है वास्ता, मौला ! 'अली-ज़हरा की शादी का

मुबारक हो मुबारक हो तुम्हें, दूल्हा ! मुबारक हो
तुम्हारी शादी में चर्चा 'अली-ज़हरा की शादी का

नज़र आते हैं जो चारों तरफ़ सय्यिद ज़माने में
बताओ सदक़ा है किस का ? 'अली-ज़हरा की शादी का

दु'आएँ दे रही हैं हूरें जन्नत से, ऐ सिद्दीक़ी !
किया जब तज़्किरा मौला 'अली-ज़हरा की शादी का


शायर:
अक़ील रज़ा सिद्दीक़ी

नशीद-ख़्वाँ:
अक़ील रज़ा सिद्दीक़ी





'ata kar, ai KHuda ! sadqa 'ali-zahra ki shaadi ka
rahe is shaadi par saaya 'ali-zahra ki shaadi ka

jo rishta hone waala hai, wo jannat tak rahe qaayam
tujhe hai waasta, maula ! 'ali-zahra ki shaadi ka

mubarak ho mubarak ho tumhe.n, dulha ! mubarak ho
tumhaari shaadi me.n charcha 'ali-zahra ki shaadi ka

nazar aate hai.n jo chaaro.n taraf sayyid zamaane me.n
bataao sadqa hai kis ka ? 'ali-zahra ki shaadi ka

du'aae.n de rahi hai.n hoore.n jannat se, ai Siddiqi !
kiya jab tazkira maula 'ali-zahra ki shaadi ka


Poet:
Aqeel Raza Siddiqui

Nasheed-Khwaan:
Aqeel Raza Siddiqui
Ata Kar Aye Khuda Sadqa Ali Zahra Ki Shadi Ka Lyrics | Ata Kar Aye Khuda Sadqa Ali Zehra Ki Shadi Ka Lyrics in Hindi | Ali Zehra Ki Shadi Ka Lyrics | Rahe Is Shadi Par Saya Ali Zahra Ki Shadi Ka Lyrics | ay ae sadka zahara zehara | lyrics of naat | naat lyrics in hindi | islamic lyrics | hindi me naat lyrics | hindi me naat likhi hui | All Naat Lyrics in Hindi | नात शरीफ लिरिक्स हिंदी, नात शरीफ लिरिक्स हिंदी में, नात शरीफ लिरिक्स हिंदी में, नात हिंदी में लिखी हुई | नात शरीफ की किताब हिंदी में | आला हजरत की नात शरीफ lyrics | हिंदी नात | Lyrics in English | Lyrics in Roman 50+ Naat Lyrics | Best Place To Find All Naat Sharif | 500+ Naat Lyrics | Best Site To Find All Naat in Hindi, English | 430 Naat lyrics ideas in 2024

Comments

Most Popular

क्या बताऊँ कि क्या मदीना है / Kya Bataun Ki Kya Madina Hai

वो शहर-ए-मोहब्बत जहाँ मुस्तफ़ा हैं / Wo Shehr-e-Mohabbat Jahan Mustafa Hain (All Versions)

या नबी सलाम अलैका / Ya Nabi Salam Alaika | Ya Nabi Salam Alayka (All Popular Versions)

ऐ ज़हरा के बाबा सुनें इल्तिजा मदीना बुला लीजिए / Aye Zahra Ke Baba Sunen Iltija Madina Bula Lijiye

हम ने आँखों से देखा नहीं है मगर उन की तस्वीर सीने में मौजूद है | उन का जल्वा तो सीने में मौजूद है / Hum Ne Aankhon Se Dekha Nahin Hai Magar Unki Tasweer Seene Mein Maujood Hai | Un Ka Jalwa To Seene Mein Maujood Hai

अल-मदद पीरान-ए-पीर ग़ौस-उल-आज़म दस्तगीर / Al-Madad Peeran-e-Peer Ghaus-ul-Azam Dastageer

मुस्तफ़ा, जान-ए-रहमत पे लाखों सलाम (मुख़्तसर) / Mustafa, Jaan-e-Rahmat Pe Laakhon Salaam (Short)

बेख़ुद किए देते हैं अंदाज़-ए-हिजाबाना / Bekhud Kiye Dete Hain Andaz-e-Hijabana

हो करम सरकार अब तो हो गए ग़म बे-शुमार / Ho Karam Sarkar Ab To Ho Gaye Gham Beshumar

फ़ज़्ल-ए-रब्ब-ए-पाक से बेटा मेरा दूल्हा बना | मदनी सेहरा / Fazl-e-Rabb-e-Pak Se Beta Mera Dulha Bana | Madani Wedding Sehra