रख लें वो जो दर पर मुझे दरबान वग़ैरा / Rakh Len Wo Jo Dar Par Mujhe Darban Waghaira
रख लें वो जो दर पर मुझे दरबान वग़ैरा
फिर क्या है मेरे सामने सुल्तान वग़ैरा
ख़ैरात मिली हो जिन्हें सरकार के दर से
दुनिया के उठाते नहीं एहसान वग़ैरा
आक़ा की चटाई की तो वो शान है वल्लाह
बस नाम के हैं तख़्त-ए-सुलैमान वग़ैरा
बनना है मुझे ख़ाक-ए-रह-ए-शहर-ए-मदीना
बन कर मुझे रहना नहीं मेहमान वग़ैरा
तासीर-ए-लु'आब-ए-दहन-ए-पाक है ऐसी
सर क़दमों में रख देते हैं लुक़मान वग़ैरा
बू-सीरी की इक ना'त ने वो रंग जमाया
लोगों के धरे रह गए दीवान वग़ैरा
हो हुक्म तो ले आऊँ मैं जन्नत में उन्हें भी
कुछ रह गए बाक़ी जो सना-ख़्वान वग़ैरा
आएँ तो सही आप के मँगते के मुक़ाबिल
जितने भी ज़माने के हैं सुल्तान वग़ैरा
शायर:
सुल्तान महमूद हाश्मी
ना'त-ख़्वाँ:
सय्यिद ज़बीब मसूद
वक़ार महमूद हाश्मी

rakh le.n wo jo dar par mujhe darbaan waGaira
phir kya hai mere saamne sultaan waGaira
KHairaat mili ho jinhe.n sarkaar ke dar se
duniya ke uThaate nahi.n ehsaan waGaira
aaqa ki chaTaai ki to wo shaan hai wallah
bas naam ke hai.n taKHt-e-sulaimaan waGaira
ban.na hai mujhe KHaak-e-rah-e-shehr-e-madina
ban kar mujhe rehna nahi.n mehmaan waGaira
taaseer-e-lu'aab-e-dahan-e-paak hai aisi
sar qadmo.n me.n rakh dete hai.n luqmaan waGaira
bu-siri ki ik naa't ne wo rang jamaaya
logo.n ke dhare reh gae deewaan waGaira
ho hukm to le aau.n mai.n jannat me.n unhe.n bhi
kuchh reh gae baaqi jo sana-KHwaan waGaira
aae.n to sahi aap ke mangte ke muqaabil
jitne bhi zamaane ke hai.n sultaan waGaira
Poet:
Sultan Mehmood Hashmi
Naat-Khwaan:
Syed Zabeeb Masood
Waqar Mehmood Hashmi

Rakh Len Wo Jo Dar Par Lyrics in Hindi | Rakh Len Wo Jo Dar Par Mujhe Darban Waghaira Lyrics in Hindi | Rakh Lain Wo Jo Dar Par Lyrics | lein le pe wagera wagaira waghera |
lyrics of naat | naat lyrics in hindi | islamic lyrics | hindi me naat lyrics | hindi me naat likhi hui | All Naat Lyrics in Hindi |
नात शरीफ लिरिक्स हिंदी, नात शरीफ लिरिक्स हिंदी में, नात शरीफ लिरिक्स हिंदी में,
नात हिंदी में लिखी हुई | नात शरीफ की किताब हिंदी में | आला हजरत की नात शरीफ lyrics |
हिंदी नात | Lyrics in English | Lyrics in Roman
50+ Naat Lyrics | Best Place To Find All Naat Sharif | 500+ Naat Lyrics | Best Site To Find All Naat in Hindi, English | 430 Naat lyrics ideas in 2023
Comments
Post a Comment