कर्बला में जाने का सिर्फ़ इक बहाना था / Karbala Mein Jane Ka Sirf Ik Bahana Tha

कर्बला में जाने का सिर्फ़ इक बहाना था
मुस्तफ़ा की उम्मत को रब से बख़्शवाना था

कर्बला में जाने का सिर्फ़ इक बहाना था
ज़ालिमों के हाथों से दीन को बचाना था

शीर-ख़्वार बच्चे को हँस के तीर खाना था
शौक़ था शहादत का, प्यास का बहाना था

कर्बला के ज़र्रों से ये सदाएँ आती है
ख़ाक-ए-कर्बला तुझ को आसमाँ बनाना था


ना'त-ख़्वाँ:
सज्जाद निज़ामी





karbala me.n jaane ka sirf ik bahaana tha
mustafa ki ummat ko rab se baKHshwaana tha

karbala me.n jaane ka sirf ik bahaana tha
zaalimo.n ke haatho.n se deen ko bachaana tha

sheer-KHwaar bachche ko hans ke teer khaana tha
shauq tha shahaadat ka, pyaas ka bahaana tha

karbala ke zarro.n se ye sadaae.n aati hai
KHaak-e-karbala tujh ko aasmaa.n banaana tha


Naat-Khwaan:
Sajjad Nizami
Karbala Me Jane Ka Sirf Ek Bahana Tha Lyrics | Karbala Me Jane Ka Sirf Ek Bahana Tha Lyrics in Hindi | Mustafa Ki Ummat Ko Rab Se Bakhshwana Tha Lyrics | Sajjad Nizami Naat Lyrics lyrics of naat | naat lyrics in hindi | islamic lyrics | hindi me naat lyrics | hindi me naat likhi hui | All Naat Lyrics in Hindi | नात शरीफ लिरिक्स हिंदी, नात शरीफ लिरिक्स हिंदी में, नात शरीफ लिरिक्स हिंदी में, नात हिंदी में लिखी हुई | नात शरीफ की किताब हिंदी में | आला हजरत की नात शरीफ lyrics | हिंदी नात | Lyrics in English | Lyrics in Roman 50+ Naat Lyrics | Best Place To Find All Naat Sharif | 500+ Naat Lyrics | Best Site To Find All Naat in Hindi, English | 430 Naat lyrics ideas in 2024

Comments

Most Popular

मेरे हुसैन तुझे सलाम | अस्सलाम या हुसैन / Mere Hussain Tujhe Salaam | Assalam Ya Hussain

मेरा बादशाह हुसैन है | ऐसा बादशाह हुसैन है / Mera Baadshaah Husain Hai | Aisa Baadshaah Husain Hai

कर्बला के जाँ-निसारों को सलाम / Karbala Ke Jaan-nisaron Ko Salam

अल्लाह की रज़ा है मोहब्बत हुसैन की | या हुसैन इब्न-ए-अली / Allah Ki Raza Hai Mohabbat Hussain Ki | Ya Hussain Ibne Ali

हुसैन तुम को ज़माना सलाम कहता है / Hussain Tum Ko Zamana Salam Kehta Hai

सुल्तान-ए-कर्बला को हमारा सलाम हो / Sultan-e-Karbala Ko Hamara Salam Ho

हम हुसैन वाले हैं / Hum Hussain Wale Hain

पैकर-ए-सब्र-ओ-रज़ा, बादशाह-ए-कर्बला, वो हुसैन इब्न-ए-अली / Paikar-e-Sabr-o-Raza, Baadshaah-e-Karbala, Wo Husain Ibn-e-Ali

अल-मदद पीरान-ए-पीर ग़ौस-उल-आज़म दस्तगीर / Al Madad Peeran-e-Peer Ghaus-ul-Azam Dastageer | Al Madad Peeran-e-Peer Ghaus-e-Azam Dastageer

या नबी सलाम अलैका / Ya Nabi Salam Alaika | Ya Nabi Salam Alayka (All Popular Versions)