हश्र में ख़ुद को जो देखूँगा बिखर जाऊँगा / Hashr Mein Khud Ko Jo Dekhunga Bikhar Jaunga
हश्र में ख़ुद को जो देखूँगा बिखर जाऊँगा
आप ने गर न सँभाला तो किधर जाऊँगा
इतना मानूस हूँ, आक़ा ! मैं तेरे क़दमों से
मुझ को क़दमों से किया दूर तो मर जाऊँगा
मेरा सर आप की दहलीज़ के क़ाबिल तो नहीं
ख़ाक बन कर तेरे क़दमों में बिखर जाऊँगा
मेरी हर आस की डोरी दर-ए-पंजतन से जुड़ी
बे-ख़तर हो के लहद में मैं उतर जाऊँगा
'आदत-ए-ना'त बहाना है मेरी बख़्शिश का
ना'त पढ़ते हुए मैं पुल से गुज़र जाऊँगा
मुझ को बस अपने ग़ुलामों में ही रखना, आक़ा !
ये सनद ले के मैं दुनिया से गुज़र जाऊँगा
इस से बढ़ कर नहीं ए'ज़ाज़ कोई और, ज़िया !
लोग तेरा ही कहेंगे मैं जिधर जाऊँगा
शायर:
रफ़ीक़ ज़िया क़ादरी
ना'त-ख़्वाँ:
क़ारी शाहिद महमूद क़ादरी
हाफ़िज़ तसव्वर अत्तारी
मुहम्मद वक़ार अत्तारी
असद रज़ा अत्तारी

hashr me.n KHud ko jo dekhunga bikhar jaaunga
aap ne gar na sambhaala to kidhar jaaunga
itna maanoos hu.n, aaqa ! mai.n tere qadmo.n se
mujh ko qadmo.n se kiya door to mar jaaunga
mera sar aap ki dehleez ke qaabil to nahi.n
KHaak ban kar tere qadmo.n me.n bikhar jaaunga
meri har aas ki Dori dar-e-panjtan se ju.Di
be-KHatar ho ke lahad me.n mai.n utar jaaunga
'aadat-e-naa't bahaana hai meri baKHshish ka
naa't pa.Dhte hue mai.n pul se guzar jaaunga
mujh ko bas apne Gulaamo.n me.n hi rakhna, aaqa !
ye sanad le ke mai.n duniya se guzar jaaunga
is se ba.Dh kar nahi.n e'zaaz koi aur, Ziya !
log tera hi kahenge mai.n kidhar jaaunga
Poet:
Rafeeq Ziya Qadri
Naat-Khwaan:
Qari Shahid Mahmood Qadri
Hafiz Tasawar Attari
Muhammad Waqar Attari
Asad Raza Attari

Hashar Mein Khud Ko Jo Dekhunga Lyrics | Hashr Mein Khud Ko Jo Dekhunga Bikhar Jaunga Lyrics in Hindi | Hashar Mein Khud Ko Jo Dekhon Ga Lyrics | Me Mai Mein dekhun ga jaon ga jaun ga jaonga
lyrics of naat | naat lyrics in hindi | islamic lyrics | hindi me naat lyrics | hindi me naat likhi hui | All Naat Lyrics in Hindi |
नात शरीफ लिरिक्स हिंदी, नात शरीफ लिरिक्स हिंदी में, नात शरीफ लिरिक्स हिंदी में,
नात हिंदी में लिखी हुई | नात शरीफ की किताब हिंदी में | आला हजरत की नात शरीफ lyrics |
हिंदी नात | Lyrics in English | Lyrics in Roman
50+ Naat Lyrics | Best Place To Find All Naat Sharif | 500+ Naat Lyrics | Best Site To Find All Naat in Hindi, English | 430 Naat lyrics ideas in 2024
Comments
Post a Comment