जिस पे आक़ा का नक़्श-ए-पा होता / Jis Pe Aaqa Ka Naqsh-e-Pa Hota
जिस पे आक़ा का नक़्श-ए-पा होता
मेरा सीना वो रास्ता होता
खाते होते मेरे हुज़ूर ख़जूर
गुठलियाँ मैं समेटता होता
आ रहे होते लेटने को हुज़ूर
मैं चटाई बिछा रहा होता
मुँह धुलाता मैं सुब्ह-ए-दम उन का
शाम को पाँव दाबता होता
पेड़ को देखता मैं चलते हुए
जब इशारा हुज़ूर का होता
मुस्तफ़ा मुस्कुरा रहे होते
चाँद क़दमों को चूमता होता
ना'त हस्सान पढ़ रहे होते
मेरे होंठों पे मरहबा होता
मुझ से कहते वो मेरी ना'त पढ़ो
काश ! ऐसा कभी हुआ होता
मेरी आँखों पे नाज़ करते मलक
जब मैं आक़ा को देखता होता
मेरे सीने पे हाथ रखते वो
जब मेरा दिल तड़प रहा होता
उस घड़ी मौत मुझ को आ जाती
वक़्त जब भी जुदाई का होता
काश ! इमामत मेरे नबी करते
जब जनाज़ा मेरा पड़ा होता
उन की मीलाद है वजह वर्ना
कोई पैदा नहीं हुआ होता
उन को कहता कभी न अपनी तरह
आईना तू जो देखता होता
ना'त-ख़्वाँ:
सैफ़ रज़ा कानपुरी
मेरा सीना वो रास्ता होता
खाते होते मेरे हुज़ूर ख़जूर
गुठलियाँ मैं समेटता होता
आ रहे होते लेटने को हुज़ूर
मैं चटाई बिछा रहा होता
मुँह धुलाता मैं सुब्ह-ए-दम उन का
शाम को पाँव दाबता होता
पेड़ को देखता मैं चलते हुए
जब इशारा हुज़ूर का होता
मुस्तफ़ा मुस्कुरा रहे होते
चाँद क़दमों को चूमता होता
ना'त हस्सान पढ़ रहे होते
मेरे होंठों पे मरहबा होता
मुझ से कहते वो मेरी ना'त पढ़ो
काश ! ऐसा कभी हुआ होता
मेरी आँखों पे नाज़ करते मलक
जब मैं आक़ा को देखता होता
मेरे सीने पे हाथ रखते वो
जब मेरा दिल तड़प रहा होता
उस घड़ी मौत मुझ को आ जाती
वक़्त जब भी जुदाई का होता
काश ! इमामत मेरे नबी करते
जब जनाज़ा मेरा पड़ा होता
उन की मीलाद है वजह वर्ना
कोई पैदा नहीं हुआ होता
उन को कहता कभी न अपनी तरह
आईना तू जो देखता होता
ना'त-ख़्वाँ:
सैफ़ रज़ा कानपुरी
jis pe aaqa ka naqsh-e-paa hota
mera seena wo raasta hota
khaate hote mere huzoor KHajoor
guThliyaa.n mai.n sameT.ta hota
aa rahe hote leTne ko huzoor
mai.n chaTaai bichha raha hota
munh dhulaata mai.n sub.h-e-dam un ka
shaam ko paanw daabta hota
pe.D ko dekhta mai.n chalte hue
jab ishaara huzoor ka hota
mustafa muskura rahe hote
chaand qadmo.n ko choomta hota
naa't hassaan pa.Dh rahe hote
mere honTho.n pe marhaba hota
mujh se kehte wo meri naa't pa.Dho
kaash ! aisa kabhi huaa hota
meri aankho.n pe naaz karte malak
jab mai.n aaqa ko dekhta hota
mere seene pe haath rakhte wo
jab mera dil ta.Dap raha hota
us gha.Di maut mujh ko aa jaati
waqt jab bhi judaai ka hota
kaash ! imaamat mere nabi karte
jab janaaza mera pa.Da hota
un ki meelaad hai wajah warna
koi paida nahi.n huaa hota
un ko kehta kabhi na apni tarah
aa.ina tu jo dekhta hota
Naat-Khwaan:
Saif Raza Kanpuri
mera seena wo raasta hota
khaate hote mere huzoor KHajoor
guThliyaa.n mai.n sameT.ta hota
aa rahe hote leTne ko huzoor
mai.n chaTaai bichha raha hota
munh dhulaata mai.n sub.h-e-dam un ka
shaam ko paanw daabta hota
pe.D ko dekhta mai.n chalte hue
jab ishaara huzoor ka hota
mustafa muskura rahe hote
chaand qadmo.n ko choomta hota
naa't hassaan pa.Dh rahe hote
mere honTho.n pe marhaba hota
mujh se kehte wo meri naa't pa.Dho
kaash ! aisa kabhi huaa hota
meri aankho.n pe naaz karte malak
jab mai.n aaqa ko dekhta hota
mere seene pe haath rakhte wo
jab mera dil ta.Dap raha hota
us gha.Di maut mujh ko aa jaati
waqt jab bhi judaai ka hota
kaash ! imaamat mere nabi karte
jab janaaza mera pa.Da hota
un ki meelaad hai wajah warna
koi paida nahi.n huaa hota
un ko kehta kabhi na apni tarah
aa.ina tu jo dekhta hota
Naat-Khwaan:
Saif Raza Kanpuri
Jis Pe Aaqa Ka Naqsh e Pa Hota Lyrics in Hindi | Khate Hote Mere Huzoor Khajoor Lyrics | Mera Seena Wo Rasta Hota Lyrics in Hindi | Saif Raza Kanpuri Naat Lyrics | Jispe Aaka aqa aka naqshe naksh nakshe | sina huzur khajur
lyrics of naat | naat lyrics in hindi | islamic lyrics | hindi me naat lyrics | hindi me naat likhi hui | All Naat Lyrics in Hindi |
नात शरीफ लिरिक्स हिंदी, नात शरीफ लिरिक्स हिंदी में, नात शरीफ लिरिक्स हिंदी में,
नात हिंदी में लिखी हुई | नात शरीफ की किताब हिंदी में | आला हजरत की नात शरीफ lyrics |
हिंदी नात | Lyrics in English | Lyrics in Roman
50+ Naat Lyrics | Best Place To Find All Naat Sharif | 500+ Naat Lyrics | Best Site To Find All Naat in Hindi, English | 430 Naat lyrics ideas in 2024
Comments
Post a Comment