ख़ाक-ए-कर्बल पर अली का लाडला सज्दे में है / Khak-e-Karbal Par Ali Ka Ladla Sajde Mein Hai

ख़ाक-ए-कर्बल पर 'अली का लाडला सज्दे में है
नौजवानान-ए-जिनाँ का बादशाह सज्दे में है

जो कभी था आप के काँधे पे बैठा, या नबी !
कर्बला में आप का वो लाडला सज्दे में है

जिस के बोसे लेते थे सुल्तान-ए-'आलम बारहा
वो सर-ए-इब्न-ए-'अली तन से जुदा सज्दे में है

ज़िंदगी दे कर हबीब-ए-किब्रिया के दीन को
सर कटा कर फ़ातेह-ए-कर्ब-ओ-बला सज्दे में है

जिस का, ऐ शौक़-ए-फ़रीदी ! दीन पर एहसान है
हाँ वही चश्मान-ए-ज़हरा की ज़िया सज्दे में है


शायर:

मुहम्मद शौक़ीन नवाज़ शौक़ फ़रीदी

ना'त-ख़्वाँ:
सय्यिद अब्दुल क़ादिर अल-क़ादरी





KHaak-e-karbal par 'ali ka laaDla sajde me.n hai
naujawaanaan-e-jinaa.n ka baadshaah sajde me.n hai

jo kabhi tha aap ke kaandhe pe baiTha, ya nabi !
karbala me.n aap ka wo laaDla sajde me.n hai

jis ke bose lete the sultaan-e-'aalam baaraha
wo sar-e-ibn-e-'ali tan se juda sajde me.n hai

zindagi de kar habeeb-e-kibriya ke deen ko
sar kaTa kar faateh-e-karb-o-bala sajde me.n hai

jis ka, ai Shauq-e-Fareedi ! deen par ehsaan hai
haa.n wahi chashmaan-e-zahra ki ziya sajde me.n hai


Poet:
Muhammad Shauqeen Nawaz Shauq Fareedi

Naat-Khwaan:
Syed Abdul Qadir Al-Qadri
Khake Karbal Par Ali Ka Ladla Sajde Me Hai Lyrics | Khake Karbal Par Ali Ka Ladla Sajde Me Hai Lyrics in Hindi | Khak e Karbal Par Ali Ka Ladla Lyrics | pe mei mai main mein hei hai |Muharram Naat Lyrics | lyrics of naat | naat lyrics in hindi | islamic lyrics | hindi me naat lyrics | hindi me naat likhi hui | All Naat Lyrics in Hindi | नात शरीफ लिरिक्स हिंदी, नात शरीफ लिरिक्स हिंदी में, नात शरीफ लिरिक्स हिंदी में, नात हिंदी में लिखी हुई | नात शरीफ की किताब हिंदी में | आला हजरत की नात शरीफ lyrics | हिंदी नात | Lyrics in English | Lyrics in Roman 50+ Naat Lyrics | Best Place To Find All Naat Sharif | 500+ Naat Lyrics | Best Site To Find All Naat in Hindi, English | 430 Naat lyrics ideas in 2024

Comments

Post a Comment

Most Popular

क्या बताऊँ कि क्या मदीना है / Kya Bataun Ki Kya Madina Hai

या नबी सलाम अलैका / Ya Nabi Salam Alaika | Ya Nabi Salam Alayka (All Popular Versions)

वो शहर-ए-मोहब्बत जहाँ मुस्तफ़ा हैं / Wo Shehr-e-Mohabbat Jahan Mustafa Hain (All Versions)

ऐ ज़हरा के बाबा सुनें इल्तिजा मदीना बुला लीजिए / Aye Zahra Ke Baba Sunen Iltija Madina Bula Lijiye

हम ने आँखों से देखा नहीं है मगर उन की तस्वीर सीने में मौजूद है | उन का जल्वा तो सीने में मौजूद है / Hum Ne Aankhon Se Dekha Nahin Hai Magar Unki Tasweer Seene Mein Maujood Hai | Un Ka Jalwa To Seene Mein Maujood Hai

अल-मदद पीरान-ए-पीर ग़ौस-उल-आज़म दस्तगीर / Al-Madad Peeran-e-Peer Ghaus-ul-Azam Dastageer

बेख़ुद किए देते हैं अंदाज़-ए-हिजाबाना / Bekhud Kiye Dete Hain Andaz-e-Hijabana

हो करम सरकार अब तो हो गए ग़म बे-शुमार / Ho Karam Sarkar Ab To Ho Gaye Gham Beshumar

मुस्तफ़ा, जान-ए-रहमत पे लाखों सलाम (मुख़्तसर) / Mustafa, Jaan-e-Rahmat Pe Laakhon Salaam (Short)

ऐ सबा मुस्तफ़ा से कह देना ग़म के मारे सलाम कहते हैं / Aye Saba Mustafa Se Keh Dena Gham Ke Mare Salam Kehte Hain (All Versions)