या रब तेरे महबूब का जल्वा नज़र आए / Ya Rab Tere Mehboob Ka Jalwa Nazar Aaye
या रब ! तेरे महबूब का जल्वा नज़र आए
उस नूर-ए-मुजस्सम का सरापा नज़र आए
ऐ काश ! कभी ऐसा भी हो ख़्वाब में मेरे
हूँ जिस की ग़ुलामी में वो आक़ा नज़र आए
ता-हश्र मेरी क़ब्र में हो जाए उजाला
मरक़द में जो उन का रुख़-ए-ज़ेबा नज़र आए
जिस दर का बनाया है गदा मुझ को, इलाही !
उस दर पे कभी, काश ! ये मँगता नज़र आए
रौशन रहें आँखें ये मेरी बा'द-ए-फ़ना भी
गर वक़्त-ए-नज़ा' वो शह-ए-वाला नज़र आए
किस आँख ने देखी है मिसाल उन की जहाँ में
सरकार तो कौनैन में यकता नज़र आए
का'बा, ऐ रियाज़ ! उस को बना लूँगा मैं दिल का
गर नक़्श-ए-क़दम मुझ को नबी का नज़र आए
शायर:
सय्यिद रियाज़ुद्दीन सोहरवर्दी
ना'त-ख़्वाँ:
सय्यिद फ़सीहुद्दीन सोहरवर्दी
उस नूर-ए-मुजस्सम का सरापा नज़र आए
ऐ काश ! कभी ऐसा भी हो ख़्वाब में मेरे
हूँ जिस की ग़ुलामी में वो आक़ा नज़र आए
ता-हश्र मेरी क़ब्र में हो जाए उजाला
मरक़द में जो उन का रुख़-ए-ज़ेबा नज़र आए
जिस दर का बनाया है गदा मुझ को, इलाही !
उस दर पे कभी, काश ! ये मँगता नज़र आए
रौशन रहें आँखें ये मेरी बा'द-ए-फ़ना भी
गर वक़्त-ए-नज़ा' वो शह-ए-वाला नज़र आए
किस आँख ने देखी है मिसाल उन की जहाँ में
सरकार तो कौनैन में यकता नज़र आए
का'बा, ऐ रियाज़ ! उस को बना लूँगा मैं दिल का
गर नक़्श-ए-क़दम मुझ को नबी का नज़र आए
शायर:
सय्यिद रियाज़ुद्दीन सोहरवर्दी
ना'त-ख़्वाँ:
सय्यिद फ़सीहुद्दीन सोहरवर्दी
ya rab ! tere mahboob ka jalwa nazar aae
us noor-e-mujassam ka saraapa nazar aae
ai kaash ! kabhi aisa bhi ho KHwaab me.n mere
hu.n jis ki Gulaami me.n wo aaqa nazar aae
taa-hashr meri qabr me.n ho jaae ujaala
marqad me.n jo un ka ruKH-e-zeba nazar aae
jis dar ka banaaya hai gada mujh ko, ilaahi !
us dar pe kabhi, kaash ! ye mangta nazar aae
raushan rahe.n aankhe.n ye meri baa'd-e-fana bhi
gar waqt-e-naza' wo shah-e-waala nazar aae
kis aankh ne dekhi hai misaal un ki jahaa.n me.n
sarkaar to kaunain me.n yakta nazar aae
kaa'ba, ai Riyaaz ! us ko bana loonga mai.n dil ka
gar naqsh-e-qadam mujh ko nabi ka nazar aae
Poet:
Syed Riazuddin Soharwardi
Naat-Khwaan:
Syed Fasihuddin Soharwardi
us noor-e-mujassam ka saraapa nazar aae
ai kaash ! kabhi aisa bhi ho KHwaab me.n mere
hu.n jis ki Gulaami me.n wo aaqa nazar aae
taa-hashr meri qabr me.n ho jaae ujaala
marqad me.n jo un ka ruKH-e-zeba nazar aae
jis dar ka banaaya hai gada mujh ko, ilaahi !
us dar pe kabhi, kaash ! ye mangta nazar aae
raushan rahe.n aankhe.n ye meri baa'd-e-fana bhi
gar waqt-e-naza' wo shah-e-waala nazar aae
kis aankh ne dekhi hai misaal un ki jahaa.n me.n
sarkaar to kaunain me.n yakta nazar aae
kaa'ba, ai Riyaaz ! us ko bana loonga mai.n dil ka
gar naqsh-e-qadam mujh ko nabi ka nazar aae
Poet:
Syed Riazuddin Soharwardi
Naat-Khwaan:
Syed Fasihuddin Soharwardi
Ya Rab Tere Mehboob Ka Jalwa Nazar Aaye Lyrics | Ya Rab Tere Mehboob Ka Jalwa Nazar Aye Lyrics in Hindi | Ya Rab Tere Mehboob Ka Lyrics in Hindi |maheboob mahbub mehbub mahebub
lyrics of naat | naat lyrics in hindi | islamic lyrics | hindi me naat lyrics | hindi me naat likhi hui | All Naat Lyrics in Hindi |
नात शरीफ लिरिक्स हिंदी, नात शरीफ लिरिक्स हिंदी में, नात शरीफ लिरिक्स हिंदी में,
नात हिंदी में लिखी हुई | नात शरीफ की किताब हिंदी में | आला हजरत की नात शरीफ lyrics |
हिंदी नात | Lyrics in English | Lyrics in Roman
50+ Naat Lyrics | Best Place To Find All Naat Sharif | 500+ Naat Lyrics | Best Site To Find All Naat in Hindi, English | 430 Naat lyrics ideas in 2024
Comments
Post a Comment