आरज़ू मदीने की मेरा दिल लुभाती है / Aarzoo Madine Ki Mera Dil Lubhati Hai
आरज़ू मदीने की मेरा दिल लुभाती है
क्या करें ग़रीबी में बेबसी रुलाती है
करवटें बदलती हैं हसरतें मेरे दिल में
गुलशन-ए-मदीना की जब भी याद आती है
फ़ुर्क़त-ए-मदीना में रात भर, मेरे मौला !
नींद मेरी आँखों में आती और जाती है
सुब्ह भी मदीने की, शाम भी मदीने की
मुस्तफ़ा के जल्वों में हर घड़ी नहाती है
मिल गया मुहम्मद का बूँद भर पसीना था
आज तक गुलाबों में ख़ुश्बू उस की आती है
चूम कर शह-ए-दीं के क़दम-ए-नाज़ से, सज्जाद !
आज तक मसर्रत में ख़ुल्द मुस्कुराती है
शायर:
सज्जाद निज़ामी
ना'त-ख़्वाँ:

aarzoo madine ki mera dil lubhaati hai
kya kare.n Gareebi me.n bebasi rulaati hai
karwaTe.n badalti hai.n hasrate.n mere dil me.n
gulshan-e-madina ki jab bhi yaad aati hai
furqat-e-madina me.n raat bhar, mere maula !
neend meri aankho.n me.n aati aur jaati hai.n
sub.h bhi madine ki, shaam bhi madine ki
mustafa ke jalwo.n me.n har gha.Di nahaati hai
mil gaya muhammad ka boond bhar paseena tha
aaj tak gulaabo.n me.n KHushboo us ki aati hai
choom kar shah-e-dee.n ke qadam-e-naaz se, Sajjaad !
aaj tak masarrat me.n KHuld muskuraati hai
Poet:
Sajjad Nizami
Naat-Khwaan:

Comments
Post a Comment