हम से यार-ए-ग़ार की कुछ बात कर / Hum Se Yaar-e-Ghaar Ki Kuchh Baat Kar

मो'तदिल सुन्नियों की फ़ितरत है
करते हैं चार यार की बातें

फ़ित्ना तफ़्ज़ीलियत का फैला है
चल करें यार-ए-ग़ार की बातें

हम से यार-ए-ग़ार की कुछ बात कर
'आशिक़-ए-सरकार की कुछ बात कर

जिस का रुत्बा है बड़ा नबियों के बा'द
उस बड़ी सरकार की कुछ बात कर

हम से यार-ए-ग़ार की कुछ बात कर
'आशिक़-ए-सरकार की कुछ बात कर

तज़्किरा तू छेड़ कर सिद्दीक़ का
सिद्क़ के मे'यार की कुछ बात कर

हम से यार-ए-ग़ार की कुछ बात कर
'आशिक़-ए-सरकार की कुछ बात कर

दुश्मन-ए-सिद्दीक़ रोएँ या मरें
क़ाइद-ए-जी-दार की कुछ बात कर

हम से यार-ए-ग़ार की कुछ बात कर
'आशिक़-ए-सरकार की कुछ बात कर

जो मज़ार-ओ-ग़ार हर-जा साथ है
उस नबी के यार की कुछ बात कर

हम से यार-ए-ग़ार की कुछ बात कर
'आशिक़-ए-सरकार की कुछ बात कर

ज़िक्र-ए-बू-बक्र-ओ-'उमर, 'उस्माँ के साथ
हैदर-ए-कर्रार की कुछ बात कर

हम से यार-ए-ग़ार की कुछ बात कर
'आशिक़-ए-सरकार की कुछ बात कर

जिस में हैदर, फ़ातिमा, हसनैन हैं
उस हसीं गुलज़ार की कुछ बात कर

हम से यार-ए-ग़ार की कुछ बात कर
'आशिक़-ए-सरकार की कुछ बात कर

दुश्मन-ए-सिद्दीक़ से, बुरहान ! अब
तीर और तलवार की कुछ बात कर

हम से यार-ए-ग़ार की कुछ बात कर
'आशिक़-ए-सरकार की कुछ बात कर


शायर:
मुफ़्ती राशीद अली रज़वी अत्तारी

ना'त-ख़्वाँ:
हाफ़िज़ ग़ुलाम मुस्तफ़ा क़ादरी





mo'tdil sunniyo.n ki fitrat hai
karte hai.n chaar yaar ki baate.n

fitna tafzeeliyat ka phaila hai
chal kare.n yaar-e-Gaar ki baate.n

ham se yaar-e-Gaar ki kuchh baat kar
'aashiq-e-sarkaar ki kuchh baat kar

jis ka rutba hai ba.Da nabiyo.n ke baa'd
us ba.Di sarkaar ki kuchh baat kar

ham se yaar-e-Gaar ki kuchh baat kar
'aashiq-e-sarkaar ki kuchh baat kar

tazkira tu chhe.D kar siddiq ka
sidq ke me'yaar ki kuchh baat kar

ham se yaar-e-Gaar ki kuchh baat kar
'aashiq-e-sarkaar ki kuchh baat kar

dushman-e-siddiq roe.n ya mare.n
qaa.id-e-jee-daar ki kuchh baat kar

ham se yaar-e-Gaar ki kuchh baat kar
'aashiq-e-sarkaar ki kuchh baat kar

jo mazaar-o-Gaar har-jaa saath hai
us nabi ke yaar ki kuchh baat kar

ham se yaar-e-Gaar ki kuchh baat kar
'aashiq-e-sarkaar ki kuchh baat kar

zikr-e-bu-bakr-o-'umar, 'usmaa.n ke saath
haidar-e-karraar ki kuchh baat kar

ham se yaar-e-Gaar ki kuchh baat kar
'aashiq-e-sarkaar ki kuchh baat kar


jis me.n haidar, faatima, hasnain hai.n
us hasee.n gulzaar ki kuchh baat kar

ham se yaar-e-Gaar ki kuchh baat kar
'aashiq-e-sarkaar ki kuchh baat kar

dushman-e-siddiq se, Burhaan ! ab
teer aur talwaar ki kuchh baat kar

ham se yaar-e-Gaar ki kuchh baat kar
'aashiq-e-sarkaar ki kuchh baat kar


Poet:
Mufti Rashid Ali Razavi Attari

Naat-Khwaan:
Hafiz Ghulam Mustafa Qadri
Hum Se Yaar e Ghar Ki Kuch Baat Kar Lyrics | Hum Se Yaar e Ghaar Ki Kuch Baat Kar Lyrics in Hindi | Aashiq e Sarkar Ki Kuch Baat Kar Lyrics in Hindi | humse hamse yaare yar yare gar gaar ashiq aashiqe ashiqe | Manqabat e Abu Bakar Siddiq Lyrics in Hindi | lyrics of naat | naat lyrics in hindi | islamic lyrics | hindi me naat lyrics | hindi me naat likhi hui | All Naat Lyrics in Hindi | नात शरीफ लिरिक्स हिंदी, नात शरीफ लिरिक्स हिंदी में, नात शरीफ लिरिक्स हिंदी में, नात हिंदी में लिखी हुई | नात शरीफ की किताब हिंदी में | आला हजरत की नात शरीफ lyrics | हिंदी नात | Lyrics in English | Lyrics in Roman 50+ Naat Lyrics | Best Place To Find All Naat Sharif | 500+ Naat Lyrics | Best Site To Find All Naat in Hindi, English | 430 Naat lyrics ideas in 2024

Comments

Most Popular

जश्न-ए-आमद-ए-रसूल अल्लाह ही अल्लाह | बीबी आमिना के फूल अल्लाह ही अल्लाह / Jashn-e-Amad-e-Rasool Allah Hi Allah | Bibi Amina Ke Phool Allah Hi Allah

पुकारो या रसूलल्लाह | तुम भी कर के उन का चर्चा अपने दिल चमकाओ / Pukaro Ya Rasoolallah | Pukaro Ya Rasool Allah | Tum Bhi Kar Ke Unka Charcha Apne Dil Chamkao

वो शहर-ए-मोहब्बत जहाँ मुस्तफ़ा हैं / Wo Shehr-e-Mohabbat Jahan Mustafa Hain

क्या बताऊँ कि क्या मदीना है / Kya Bataun Ki Kya Madina Hai

ऐ ज़हरा के बाबा सुनें इल्तिजा मदीना बुला लीजिए / Aye Zahra Ke Baba Sunen Iltija Madina Bula Lijiye

या नबी सलाम अलैका / Ya Nabi Salam Alaika | Ya Nabi Salam Alayka (All Popular Versions)

हम ने आँखों से देखा नहीं है मगर उन की तस्वीर सीने में मौजूद है | उन का जल्वा तो सीने में मौजूद है / Hum Ne Aankhon Se Dekha Nahin Hai Magar Unki Tasweer Seene Mein Maujood Hai | Un Ka Jalwa To Seene Mein Maujood Hai

चारों तरफ़ नूर छाया | आक़ा का मीलाद आया / Chaaron Taraf Noor Chhaya | Aaqa Ka Milad Aaya

फ़लक के नज़ारो ज़मीं की बहारो | हुज़ूर आ गए हैं / Falak Ke Nazaro Zameen Ki Baharo | Huzoor Aa Gaye Hain

मुस्तफ़ा के पाले हैं हम बरेली वाले हैं / Mustafa Ke Pale Hain Hum Bareilly Wale Hain