ख़्वाब में आ कर मेरी क़िस्मत जगा दो या नबी / Khwab Mein Aa Kar Meri Qismat Jaga Do Ya Nabi

ख़्वाब में आ कर मेरी क़िस्मत जगा दो, या नबी !
मेरे घर को भी कभी जन्नत बना दो, या नबी !

एक मुद्दत से मेरी आँखें बहुत बेचैन हैं
मेरे घर से ये सभी दूरी मिटा दो, या नबी !

फीकी पड़ती जा रही है जाने क्यूँ उस की चमक
चाँद को इक बार फिर तलवा दिखा दो, या नबी !

पहले तो पत्थर बना के अपनी गलियों का मुझे
और फिर ना'लैन से ठोकर लगा दो, या नबी !

आब-ए-ज़मज़म पी लिया पर प्यास बुझती ही नहीं
अपने दस्त-ए-पाक से कौसर पिला दो, या नबी !


ना'त-ख़्वाँ:
शुऐब रज़ा वारसी





KHwaab me.n aa kar meri qismat jaga do, ya nabi !
mere ghar ko bhi kabhi jannat bana do, ya nabi !

ek muddat se meri aankhe.n bahut bechain hai.n
mere ghar se ye sabhi doori miTa do, ya nabi !

pheeki pa.Dti ja rahi hai jaane kyu.n us ki chamak
chaand ko ik baar phir talwa dikha do, ya nabi !

pehle to patthar bana ke apni galiyo.n ka mujhe
aur phir naa'lain se Thokar laga do, ya nabi !

aab-e-zamzam pee liya par pyaas bujhti hi nahi.n
apne dast-e-paak se kausar pila do, ya nabi !


Naat-Khwaan:
Shoaib Raza Warsi
Khwab Mein Aa Kar Meri Qismat Jaga Do Ya Nabi Lyrics in Hindi | Khwab Mein Aakar Meri Kismat Jaga Do Ya Nabi Lyrics | Shoaib Raza Warsi Naat Lyrics | Mai Mei Main jagado | lyrics of naat | naat lyrics in hindi | islamic lyrics | hindi me naat lyrics | hindi me naat likhi hui | All Naat Lyrics in Hindi | नात शरीफ लिरिक्स हिंदी, नात शरीफ लिरिक्स हिंदी में, नात शरीफ लिरिक्स हिंदी में, नात हिंदी में लिखी हुई | नात शरीफ की किताब हिंदी में | आला हजरत की नात शरीफ lyrics | हिंदी नात | Lyrics in English | Lyrics in Roman 50+ Naat Lyrics | Best Place To Find All Naat Sharif | 500+ Naat Lyrics | Best Site To Find All Naat in Hindi, English | 430 Naat lyrics ideas in 2025

Comments

Most Popular

मेरे हुसैन तुझे सलाम / Mere Husain Tujhe Salaam

अल्लाह की रज़ा है मोहब्बत हुसैन की | या हुसैन इब्न-ए-अली / Allah Ki Raza Hai Mohabbat Hussain Ki | Ya Hussain Ibne Ali

मेरा बादशाह हुसैन है | ऐसा बादशाह हुसैन है / Mera Baadshaah Husain Hai | Aisa Baadshaah Husain Hai

कर्बला के जाँ-निसारों को सलाम / Karbala Ke Jaan-nisaron Ko Salam

हुसैन तुम को ज़माना सलाम कहता है / Hussain Tum Ko Zamana Salam Kehta Hai

हम हुसैन वाले हैं / Hum Hussain Wale Hain

वो शहर-ए-मोहब्बत जहाँ मुस्तफ़ा हैं / Wo Shehr-e-Mohabbat Jahan Mustafa Hain

हुसैन आज सर को कटाने चले हैं / Husain Aaj Sar Ko Katane Chale Hain

हर ज़माना मेरे हुसैन का है / Har Zamana Mere Hussain Ka Hai

सुल्तान-ए-कर्बला को हमारा सलाम हो / Sultan-e-Karbala Ko Hamara Salam Ho