हुसैन की ये मोहब्बत है और मुसलसल है / Hussain Ki Ye Mohabbat Hai Aur Musalsal Hai

न पूछ कैसे कोई शाह-ए-मशरिक़ैन बना
बशर कहूँ उसे, 'अक़ीदत का ज़ेब-ओ-ज़ैन बना
'अली का ख़ून, लु'आब-ए-रसूल, शीर-ए-बतूल
मिले हैं जब ये 'अनासिर तो फिर हुसैन बना

हुसैन की ये मोहब्बत है और मुसलसल है
ये किब्रिया की 'इनायत है और मुसलसल है

हुसैन की ये मोहब्बत है और मुसलसल है

नसीब में जो न हो वो हुसैन से माँगो
याँ माँगने की 'इजाज़त है और मुसलसल है

हुसैन की ये मोहब्बत है और मुसलसल है

बता दिया है नबी के तवील सज्दे ने
हुसैन रूह-ए-'इबादत है और मुसलसल है

हुसैन की ये मोहब्बत है और मुसलसल है

हुसैन तेरी मोहब्बत में मौत आती नहीं
यही तो राह-ए-शहादत है और मुसलसल है

हुसैन की ये मोहब्बत है और मुसलसल है

हुसैन फ़ातेह-ए-'आलम है तय हुआ है, बतूल !
यज़ीद के लिए ला'नत है और मुसलसल है

हुसैन की ये मोहब्बत है और मुसलसल है


शा'इरा:
सय्यिदा फ़ख़्रा बतूल नक़वी

सना-ख़्वाँ:
मास्टर अली ज़ामिन





na poochh kaise koi shaah-e-mashriqain bana
bashar kahu.n use, 'aqeedat ka zeb-o-zain bana
'ali ka KHoon, lu'aab-e-rasool, sheer-e-batool
mile hai.n jab ye 'anaasir to phir husain bana

husain ki ye mohabbat hai aur musalsal hai
ye kibriya ki 'inaayat hai aur musalsal hai

husain ki ye mohabbat hai aur musalsal hai

naseeb me.n jo na ho wo husain se maango
yaa.n maangne ki 'ijaazat hai aur musalsal hai

husain ki ye mohabbat hai aur musalsal hai

bata diya hai nabi ke taweel sajde ne
husain rooh-e-'ibaadat hai aur musalsal hai

husain ki ye mohabbat hai aur musalsal hai

husain teri mohabbat me.n maut aati nahi.n
yahi to raah-e-shahaadat hai aur musalsal hai

husain ki ye mohabbat hai aur musalsal hai

husain faateh-e-'aalam hai tai huaa hai, Batool !
yazeed ke liye laa'nat hai aur musalsal hai

husain ki ye mohabbat hai aur musalsal hai


Poetess:
Syeda Fakhra Batool Naqvi

Sana-Khwaan:
Master Ali Zamin
Hussain Ki Ye Mohabbat Hai Or Musalsal Hai Lyrics | Hussain Ki Ye Mohabbat Hai Or Musalsal Hai Lyrics in Hindi | Hussain Ki Mohabbat Lyrics in English | muhabbat hei hein hai our | lyrics of naat | naat lyrics in hindi | islamic lyrics | hindi me naat lyrics | hindi me naat likhi hui | All Naat Lyrics in Hindi | नात शरीफ लिरिक्स हिंदी, नात शरीफ लिरिक्स हिंदी में, नात शरीफ लिरिक्स हिंदी में, नात हिंदी में लिखी हुई | नात शरीफ की किताब हिंदी में | आला हजरत की नात शरीफ lyrics | हिंदी नात | Lyrics in English | Lyrics in Roman 50+ Naat Lyrics | Best Place To Find All Naat Sharif | 500+ Naat Lyrics | Best Site To Find All Naat in Hindi, English | 430 Naat lyrics ideas in 2025

Comments

Most Popular

जश्न-ए-आमद-ए-रसूल अल्लाह ही अल्लाह | बीबी आमिना के फूल अल्लाह ही अल्लाह / Jashn-e-Amad-e-Rasool Allah Hi Allah | Bibi Amina Ke Phool Allah Hi Allah

पुकारो या रसूलल्लाह | तुम भी कर के उन का चर्चा अपने दिल चमकाओ / Pukaro Ya Rasoolallah | Pukaro Ya Rasool Allah | Tum Bhi Kar Ke Unka Charcha Apne Dil Chamkao

वो शहर-ए-मोहब्बत जहाँ मुस्तफ़ा हैं / Wo Shehr-e-Mohabbat Jahan Mustafa Hain

क्या बताऊँ कि क्या मदीना है / Kya Bataun Ki Kya Madina Hai

चारों तरफ़ नूर छाया | आक़ा का मीलाद आया / Chaaron Taraf Noor Chhaya | Aaqa Ka Milad Aaya

या नबी सलाम अलैका / Ya Nabi Salam Alaika | Ya Nabi Salam Alayka (All Popular Versions)

ऐ ज़हरा के बाबा सुनें इल्तिजा मदीना बुला लीजिए / Aye Zahra Ke Baba Sunen Iltija Madina Bula Lijiye

हम ने आँखों से देखा नहीं है मगर उन की तस्वीर सीने में मौजूद है | उन का जल्वा तो सीने में मौजूद है / Hum Ne Aankhon Se Dekha Nahin Hai Magar Unki Tasweer Seene Mein Maujood Hai | Un Ka Jalwa To Seene Mein Maujood Hai

फ़लक के नज़ारो ज़मीं की बहारो | हुज़ूर आ गए हैं / Falak Ke Nazaro Zameen Ki Baharo | Huzoor Aa Gaye Hain

मुस्तफ़ा के पाले हैं हम बरेली वाले हैं / Mustafa Ke Pale Hain Hum Bareilly Wale Hain