अफ़सोस सर से बाप का साया चला गया / Afsos Sar Se Baap Ka Saya Chala Gaya
अफ़सोस सर से बाप का साया चला गया
बे-फ़िक्र ज़िंदगी का सहारा चला गया
बरकत थी जिस के दम से हमारे मकान में
या'नी वो बरकतों का ख़ज़ीना चला गया
वो जिस के दम से मेरे चमन में बहार थी
ख़ुल्द-ए-बरीं का करने नज़ारा चला गया
रौशन थीं जिस को देख कर आँखों की पुतलियाँ
अफ़सोस वो करम का सितारा चला गया
ख़ुशियाँ जो बाँटता था वो दे कर ग़म-ए-फ़िराक़
ऐसा गया कि सब को रुलाता चला गया
कुछ भी न कह सका वो बेटों से अपने आह
आई क़ज़ा तो चुप के से तन्हा चला गया
अफ़सोस किस के बाप से जा कर कहें ये बात
दाग़-ए-यतीमी दे के वो हँस्ता चला गया
इक पल मुझे क़रार नहीं है तेरे बग़ैर
रोता सिसकता छोड़ के कैसा चला गया
सब सो रहे थे रात की तन्हाई में, शकील !
गुलशन उजाड़ कर कोई साया चला गया
नशीद-ख़्वाँ:
नसीम आज़मी
नसीम रज़ा बरकाती

afsos sar se baap ka saaya chala gaya
be-fikr zindagi ka sahaara chala gaya
barkat thi jis ke dam se hamaare makaan me.n
yaa'ni wo barkato.n ka KHazeena chala gaya
wo jis ke dam se mere chaman me.n bahaar thi
KHuld-e-baree.n ka karne nazaara chala gaya
raushan thi.n jis ko dekh kar aankho.n ki putliyaa.n
afsos wo karam ka sitaara chala gaya
KHushiyaa.n jo baanT.ta tha wo de kar Gam-e-firaaq
aisa gaya ki sab ko rulaata chala gaya
kuchh bhi na keh saka wo beTo.n se apne aah
aai qaza to chup ke se tanha chala gaya
afsos kis ke baap se ja kar kahe.n ye baat
daaG-e-yateemi de ke wo hansta chala gaya
ik pal mujhe qaraar nahi.n hai tere baGair
rota sisakta chho.D ke kaisa chala gaya
sab so rahe the raat ki tanhaai me.n, Shakeel !
gulshan ujaa.D kar koi saaya chala gaya
Nasheed-Khwaan:
Naseem Azmi
Naseem Raza Barkati

Afsos Sar Se Baap Ka Saya Chala Gaya Lyrics | Afsos Sar Se Baap Ka Saya Chala Gaya Lyrics in Hindi | Emotional Kalam Lyrics in Hindi | bap |
50+ Naat Lyrics | Best Place To Find All Naat Sharif | 500+ Naat Lyrics | Best Site To Find All Naat in Hindi, English | 430 Naat lyrics ideas in 2025 | Best Site For Naat Lyrics in Hindi |
Comments
Post a Comment